purani_jeans_aur_guitar
Guest
|
«Reply #105 on: July 18, 2006, 06:35:21 AM » |
|
very nice gumnaam ji & ranjana...........sabdo ka jaadu chal raha hai ...........
tujhse bichadkar bhi tere dil se hame ruswaayi nahi mili reh rahe hai hum bhi tanha per hame tanhayi nahi mili chup rehte hai lab mere sada jab dekhti hai teri ankhein phir bhi tere hontho se hame kabhi koi bewafayi nahi mili
..................@fahi@...............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #106 on: July 20, 2006, 01:20:37 AM » |
|
mujhse bichdkar kar ek pal na reh paaoge tum har baat har jagaha bas hame paaoge tum hum hi hum chhaaye hai ab har jagaha kis tarah ab hamse nighaae.n churaoge tum
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #107 on: July 26, 2006, 04:03:52 PM » |
|
mujhse bichdkar kar ek pal na reh paaoge tum har baat har jagaha bas hame paaoge tum hum hi hum chhaaye hai ab har jagaha kis tarah ab hamse nighaae.n churaoge tum
aapko hi jub hum aapne ghar mein layenge aapse kyn hum nigahein churaenge. pyaar jub kertein hai hum sirf aapse aapko hi bas ab dil mein basaenge.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #108 on: July 27, 2006, 05:18:26 AM » |
|
hum yahan dard mein aapko ishq ke kisse kaise suna paayenge ishq ki baate toh hum khumare ishq mein hi kar paayenge yahan toh dard hi dard ki hai barsaat mere sanam hum yahan aapke dil mein bas ke ashq nahi bahayenge...... :D :razz:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #109 on: July 27, 2006, 12:40:56 PM » |
|
mujhse bichdkar kar ek pal na reh paaoge tum har baat har jagaha bas hame paaoge tum hum hi hum chhaaye hai ab har jagaha kis tarah ab hamse nighaae.n churaoge tum
sorry ranjana ji post dekhne mein zara si galti ho gayi per bahut aacha jawab diya... tum chor gayi isiliye nazare chura rahi hai her raz isiliye hum ashq baha rahe hai humne bhi ki thi kabhi mohabbat aapse bas aaj bhi usi ka karj chuka rahe hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #110 on: July 27, 2006, 03:33:26 PM » |
|
mujhse bichdkar kar ek pal na reh paaoge tum har baat har jagaha bas hame paaoge tum hum hi hum chhaaye hai ab har jagaha kis tarah ab hamse nighaae.n churaoge tum
sorry ranjana ji post dekhne mein zara si galti ho gayi per bahut aacha jawab diya... tum chor gayi isiliye nazare chura rahi hai her raz isiliye hum ashq baha rahe hai humne bhi ki thi kabhi mohabbat aapse bas aaj bhi usi ka karj chuka rahe hai. shukriya kavi ji ... kaun kis ka karz chuka raha hai yeh sawal aaj mere dil mein aa raha hai kiya thaa hamne bhi aapse bepanha pyaar sanam wahi dard ban ke aaj bhi hame rula raha hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #111 on: July 28, 2006, 05:53:59 AM » |
|
mujhse bichdkar kar ek pal na reh paaoge tum har baat har jagaha bas hame paaoge tum hum hi hum chhaaye hai ab har jagaha kis tarah ab hamse nighaae.n churaoge tum
sorry ranjana ji post dekhne mein zara si galti ho gayi per bahut aacha jawab diya... tum chor gayi isiliye nazare chura rahi hai her raz isiliye hum ashq baha rahe hai humne bhi ki thi kabhi mohabbat aapse bas aaj bhi usi ka karj chuka rahe hai. shukriya kavi ji ... kaun kis ka karz chuka raha hai yeh sawal aaj mere dil mein aa raha hai kiya thaa hamne bhi aapse bepanha pyaar sanam wahi dard ban ke aaj bhi hame rula raha hai aaj aape khuda se anjaan ho rahe hai, dard mein to unke hum bhi ro rahe hai. zalim ho gaye kyn itne lag sare pyaar ke raste jo khar bo rahe hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anitha
Guest
|
|
«Reply #112 on: July 28, 2006, 06:47:09 AM » |
|
kyon na ho hum khudse anjaan jab rhooti hai humse ye saara jahaan
na jaane kabse hain hum raah takkthe unka na paayi unhe aur naahi pata unka
pyaar ke dard ko na pehchaanthi hai ye duniya jissko paaya hai hussthe hum jaison par hamesha
jiss haal se hum aajkal roj guzarthe hain na sunaapayeinge kabhi ye haal-e-dil ka
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #113 on: July 28, 2006, 08:35:12 AM » |
|
kyon na ho hum khudse anjaan jab rhooti hai humse ye saara jahaan
na jaane kabse hain hum raah takkthe unka na paayi unhe aur naahi pata unka
pyaar ke dard ko na pehchaanthi hai ye duniya jissko paaya hai hussthe hum jaison par hamesha
jiss haal se hum aajkal roj guzarthe hain na sunaapayeinge kabhi ye haal-e-dil ka
naa sunana kabhi kisi ko aapne dil ka haal. kisi ke dil mein ho sakta hai tumhare liye malaal. her koi aapse pyaare nhi hote her koi jeene ke sahare nhi hote. hum to poore man se unko chahte hai per kya kare wo hi humare nhi hote
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #114 on: July 29, 2006, 02:37:07 AM » |
|
hum nadaan they jo unki baato per etabbaar kiya ek pal bhi unko na bhule har pal bas unhi ko yaad kiya
chhaa gaye woh mere dil per ek saaya sa ban ke hamne bas sirf unse apne dil ki halat ko bayaan kiya
jeena ishq mein bhi thaa bahut mushkil sanam ab toh unse juda ho ke hamne apna har pal dushwaar kiya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anitha
Guest
|
|
«Reply #115 on: July 29, 2006, 11:27:25 AM » |
|
aitbaar karbaite hum jaise kahi naadaan premi na karpaaye unke jaise thode bewaffayi
woh tho bada hi bedard nikhle hain jo chod diye hain bade aasaani se hume
lagta tha mushqil hai jeena unke bina par humko ab hai rehna hamesha unke bina
|
|
|
Logged
|
|
|
|
gumnam
Guest
|
|
«Reply #116 on: July 29, 2006, 02:30:37 PM » |
|
wah kya baat hai ji .... kabhi teri nazaro mein maine apne liye pyaar dekha thaa thaa nahi tu meri haatho ki lakeero mein shayad bas tujhko apne tasvur mein hi maine apne dil ak har raaz kaha thaa aaj bhi main apne dil ko yun samjha leti hun banaati hun teri tasveer aur dil mein chhipa leti hun SHUKRIYA AUR BAHUT ACHHA LIKHA HAI AAPNE......
MERI NAZARO KI UDAASI PE NA JA, YE AAJ BHI TERE LIYE HI SAJDA KARTI HAI......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #117 on: July 29, 2006, 05:09:06 PM » |
|
na jaane aaj kyu dil itna udas hai shayad kisi ki yaad dil ke bahut paas hai
ab hamaare dil ko dard ka jashan maanane ki pad gayi hai aadat bas har waqt ab dard hi dard hamaare ass pass hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #118 on: July 30, 2006, 08:18:55 AM » |
|
good one ranjana
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #119 on: July 30, 2006, 11:22:59 AM » |
|
shukriya kavi ji......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|