main bhi dariya hu..........

by gumnam on June 09, 2006, 04:53:04 AM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12
Print
Author  (Read 14583 times)
gumnam
Guest
«Reply #120 on: August 02, 2006, 01:39:54 PM »
Quote from: "ranjana"
na jaane aaj kyu dil itna udas hai
shayad kisi ki yaad dil ke bahut paas hai

ab hamaare dil ko dard ka jashan maanane ki pad gayi hai aadat
bas har waqt ab dard hi dard hamaare ass pass hai
BAHUT KHUB.....

MERE KAATIL BHI,MASIHA BHI, NIGEHBAAN BHI,
YE TERI JULFE,TERA RUKHSAAR,YE AANKHEIN TERI.
SHER TO ROJ HI KAHTE HAI GHAZAL KE LEKIN,
AA! KABHI BAITH KE TUJH SE KAREIN BAATEIN TERI...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Koi Dariya jaise by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
<Dariya ko raasta kaise dikhaaye koi> (Shikha) by Shikha12 in Shayri-E-Dard
Dil Dariya hai by rajashmi in Miscellaneous Shayri
Ashk aa.nkho.n se rawaa.n hote hai.n dariya ki tarah ! by seraj325 in Shayri for Dard -e- Judai
Dariya ka paani(CSET) by MANOJ6568 in Shayri for Khumar -e- Ishq
ranjana
Guest
«Reply #121 on: August 03, 2006, 03:32:13 AM »
very nice .....

meri baato mein aqs apna hi paaoge
kab talak yeh rishte yun hi nibhaoge
keh lenge hum apna dard apni ghazalo mein
saamane tum aaye toh hame khamosh hi paaoge
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #122 on: August 03, 2006, 09:24:21 AM »
Quote from: "ranjana"
very nice .....

meri baato mein aqs apna hi paaoge
kab talak yeh rishte yun hi nibhaoge
keh lenge hum apna dard apni ghazalo mein
saamane tum aaye toh hame khamosh hi paaoge


husn chilaati hai aur.. adayein deti hai,
dard khamoshi se sadaye deti hai.
aapki ye berukhi, bewafaai deti hai,
dost sare chale gaye , saath tanhaaye deti hai.
Logged
gumnam
Guest
«Reply #123 on: August 08, 2006, 02:01:20 PM »
Quote from: "ranjana"
very nice .....

meri baato mein aqs apna hi paaoge
kab talak yeh rishte yun hi nibhaoge
keh lenge hum apna dard apni ghazalo mein
saamane tum aaye toh hame khamosh hi paaoge
SHUKRIY JI..AUR BAHUT KHUB...

DUNIYA NAHI,FITRAT NAHI,NA YE PYAALE HONGE,
SIRF TU HOGA TERE CHAHNE VAALE HONGE.
TUMKO TO MEEL KE PATHHAR PAR BHAROSA HAI MAGAR,
MERI MANZIL TO MERE PAAO KE CHHAALE HONGE...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #124 on: August 10, 2006, 03:55:39 AM »
kabhi toh hawao.m ka rukh hamko de de unki koi khabar
yeh dard ab hamse sahaa nahi jaata hai
aati hai jab bhi yaad unki yun hi bethe bethe
aansu aa jaate hain aankho mein aur dil mera sulag sa jaata hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #125 on: August 10, 2006, 02:45:44 PM »
Quote from: "ranjana"
kabhi toh hawao.m ka rukh hamko de de unki koi khabar
yeh dard ab hamse sahaa nahi jaata hai
aati hai jab bhi yaad unki yun hi bethe bethe
aansu aa jaate hain aankho mein aur dil mera sulag sa jaata hai


aansu aate hai aankho mein aur dil sulag jaata hai.
tadapta hai dil aur. tadapker tanha reh jaata hai.
kabhi judai kabhi bewafaiiye sile mile hai mohabbat ke,
pata nhi kyn ishq humein kyn aise rang dikhlata hai.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #126 on: August 10, 2006, 06:21:34 PM »
kisko malum thaa ki yeh ishq ki duniya yun rang badlegi
ek nur maangi thee kiran ki aur woh andhera kar degi

barsegi yun toh sawan ki ghata joro se
mere dil ki payaas ek boond bhi paane ko ab tarsegi
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #127 on: August 11, 2006, 02:40:39 AM »
Quote from: "ranjana"
kisko malum thaa ki yeh ishq ki duniya yun rang badlegi
ek nur maangi thee kiran ki aur woh andhera kar degi

barsegi yun toh sawan ki ghata joro se
mere dil ki payaas ek boond bhi paane ko ab tarsegi


bhondu...ranju mom...and gumnam.... really ncie work all of u guys!!

humhe maloom na tha isse raah ka anjam
warna tumhe yunh na aik bhoond pani ke liye taraste dete..

hoti khabar bhi teri bewafai ki eeh sanam
tu hum ahein ko yunh rone na dete
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #128 on: August 11, 2006, 08:22:03 AM »
Quote from: "anjani_si"
Quote from: "ranjana"
kisko malum thaa ki yeh ishq ki duniya yun rang badlegi
ek nur maangi thee kiran ki aur woh andhera kar degi

barsegi yun toh sawan ki ghata joro se
mere dil ki payaas ek boond bhi paane ko ab tarsegi


bhondu...ranju mom...and gumnam.... really ncie work all of you guys!!

humhe maloom na tha isse raah ka anjam
warna tumhe yunh na aik bhoond pani ke liye taraste dete..

hoti khabar bhi teri bewafai ki eeh sanam
tu hum ahein ko yunh rone na dete


bahut aache ranjana ji and anjani too..

yu to is raakh ka anjaam malum hota hai .
bewafaai ya judai ka paigaam malum hota hai.
phir bhi chale aate hai aksar isi raah mein.
bas do ghari aapse pyaar pane ki chah mein.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #129 on: August 12, 2006, 02:48:07 PM »
bahut khoob kavi ji.........

pyaar paane ki chaha mein koi toh rasta tayaar kar
bura ho ya bhalla bas apan rasta tu ikhtyaar kar
milegi kabhi toh manzil apni bhi rahao ko
kya hoga anjaam iski tu fariyaad na kar
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #130 on: August 15, 2006, 04:47:58 AM »
Quote from: "ranjana"
bahut khoob kavi ji.........

pyaar paane ki chaha mein koi toh rasta tayaar kar
bura ho ya bhalla bas apan rasta tu ikhtyaar kar
milegi kabhi toh manzil apni bhi rahao ko
kya hoga anjaam iski tu fariyaad na kar


bahut khoob .....

ab band nazar aata hai pyaar ka her raasta.
jo khuda hai mera usay mujhse nhi koi wasta.
jub bhi untak pahucne ka irada hum lete hai.
pata nhi kyn wo zaalim thikana badal dete hai.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #131 on: August 15, 2006, 05:24:47 AM »
yeh hai pyaar ka andha safar na jaane kaha le jaayega
aankho mein bas dubata koi manzar hamko de jaayega
ghum ho gaya hai unka diya ab har pata
ab kaun  is raha per chal ke manzilo tak jaayega
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #132 on: August 15, 2006, 11:49:00 AM »
Quote from: "ranjana"

yeh hai pyaar ka andha safar na jaane kaha le jaayega
aankho mein bas dubata koi manzar hamko de jaayega
ghum ho gaya hai unka diya ab har pata
ab kaun  is raha per chal ke manzilo tak jaayega



raasto ke dayre se manzile ruki hai.
her kadi kyn aaj bhi aap per jhuki hai.
hausalon mein aapne ab main buland hu.
aapke her dard ka ehsaan mand hu.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #133 on: August 15, 2006, 02:54:01 PM »
jo bichar gaya hai zindagi mein us ko maine kabhi milte nahi dekha
ek zakham jo mila dil ko  us ko kabhi fir bharate nahi dekha
jin baato se fir se aa jaaye meri rooh ko qarar
woh sapana maine kabhi sach hote nahi dekha
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #134 on: August 15, 2006, 03:50:53 PM »
Quote from: "ranjana"
jo bichar gaya hai zindagi mein us ko maine kabhi milte nahi dekha
ek zakham jo mila dil ko  us ko kabhi fir bharate nahi dekha
jin baato se fir se aa jaaye meri rooh ko qarar
woh sapana maine kabhi sach hote nahi dekha


sapno ka kya bharosha pani ke bulbule hai.
ashq humko to unsey virasat mein mile hai.
dard unka zakhm ki gehrai ko badhata hai.
zindgi mein ab to karar nhi aata hai.
Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 04:21:48 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer