main bhi dariya hu..........

by gumnam on June 09, 2006, 04:53:04 AM
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12
Print
Author  (Read 14711 times)
ranjana
Guest
«Reply #135 on: August 15, 2006, 05:32:28 PM »
sapno ka koi bharosa nahi hota
kyu meri raat ka koi savera nahi hota
yeh cheega hai kya mohbbat
ki tu  mujhse juda ho kar bhi juda nahi hota
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Koi Dariya jaise by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
<Dariya ko raasta kaise dikhaaye koi> (Shikha) by Shikha12 in Shayri-E-Dard
Dil Dariya hai by rajashmi in Miscellaneous Shayri
Ashk aa.nkho.n se rawaa.n hote hai.n dariya ki tarah ! by seraj325 in Shayri for Dard -e- Judai
Dariya ka paani(CSET) by MANOJ6568 in Shayri for Khumar -e- Ishq
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #136 on: August 17, 2006, 11:36:30 AM »
Quote from: "ranjana"

sapno ka koi bharosa nahi hota
kyu meri raat ka koi savera nahi hota
yeh cheega hai kya mohbbat
ki tu  mujhse juda ho kar bhi juda nahi hota


TUJHSE JUDAI TO HER SAANS MEIN THODI THODI NIKAL RAHI HAI,
KYN KI ZINDI KI HER SAANS MEIN KAM HO RAHI HAI.
MOHABBAT KI THI HUMNE BHI BEPANNAH,
TABHI TO TERI YAADON MEIN YE AANKHE NAM HO RAHI HAI.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #137 on: August 18, 2006, 03:07:16 AM »
meri kahi ghum hui neendo ko fir se kahi se la do
yeh kya kissa hai unki yaado ka isko fir se kaga do
fir se  ho chala hai judaai ka safar mere liye mushkil
meri dubati hui saanso mein fir se koi aas ka deep jala do
Logged
ranjana
Guest
«Reply #138 on: August 18, 2006, 03:07:53 AM »
meri kahi ghum hui neendo ko fir se kahi se la do
yeh kya kissa hai unki yaado ka isko fir se kaga do
fir se  ho chala hai judaai ka safar mere liye mushkil
meri dubati hui saanso mein fir se koi aas ka deep jala do
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #139 on: August 19, 2006, 01:20:38 AM »
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "anjani_si"
Quote from: "ranjana"
kisko malum thaa ki yeh ishq ki duniya yun rang badlegi
ek nur maangi thee kiran ki aur woh andhera kar degi

barsegi yun toh sawan ki ghata joro se
mere dil ki payaas ek boond bhi paane ko ab tarsegi


bhondu...ranju mom...and gumnam.... really ncie work all of you guys!!

humhe maloom na tha isse raah ka anjam
warna tumhe yunh na aik bhoond pani ke liye taraste dete..

hoti khabar bhi teri bewafai ki eeh sanam
tu hum ahein ko yunh rone na dete


bahut aache ranjana ji and anjani too..

yu to is raakh ka anjaam malum hota hai .
bewafaai ya judai ka paigaam malum hota hai.
phir bhi chale aate hai aksar isi raah mein.
bas do ghari aapse pyaar pane ki chah mein.


kya baat hai kavi ji....saach mein kavi hain,,,:D:D

ranju mom too good!!! as always!!!!!!!!!!!

ise ishq ke raah parh pehle hum kabhi chale nahi the
isse tarha zindagi mein pehle hum kabhi jhale nahi the
maloom nahi tha ke pyar mein ghum bhi hota hai
zindagi se yunh pehle hum khaffa nahi the :D:D
Logged
ranjana
Guest
«Reply #140 on: August 19, 2006, 05:53:31 AM »
bahut khoob anjani .......

yun toh kabhi main apni zindagi se preshaan na thee
apne liye ab unki aaknkho mein koi pehchaan na thee
dil rota raha bas raat bhar unki hi yaad mein
yeh judai ki raat kaatani bhi yun asaan na thee!
Logged
gumnam
Guest
«Reply #141 on: August 24, 2006, 02:25:55 PM »
Quote from: "ranjana"
kisko malum thaa ki yeh ishq ki duniya yun rang badlegi
ek nur maangi thee kiran ki aur woh andhera kar degi

barsegi yun toh sawan ki ghata joro se
mere dil ki payaas ek boond bhi paane ko ab tarsegi
BAHUT KHUB....


DUNIYA KA KASUR NAHI,TERI JID NE HUME MAARA HAI,
PYASE HAI MUDDAT KE HUM,KAHNE KO TO SAMUNDAR BHI HUMARA HAI.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #142 on: August 24, 2006, 05:08:36 PM »
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
kisko malum thaa ki yeh ishq ki duniya yun rang badlegi
ek nur maangi thee kiran ki aur woh andhera kar degi

barsegi yun toh sawan ki ghata joro se
mere dil ki payaas ek boond bhi paane ko ab tarsegi
BAHUT KHUB....


DUNIYA KA KASUR NAHI,TERI JID NE HUME MAARA HAI,
PYASE HAI MUDDAT KE HUM,KAHNE KO TO SAMUNDAR BHI HUMARA HAI.


wonderful ...bahut acche ...

yeh payaas ab barf ban ke rago mein jam gayi hai
koi deeya umeed ka jalaao toh  kuch baat bane
kyu nadi sagar mein mil ke ajnabi si rahi
yeh raaz kuch batao toh kuch baat bane
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #143 on: August 25, 2006, 04:39:18 AM »
Quote from: "anjani_si"
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "anjani_si"
Quote from: "ranjana"
kisko malum thaa ki yeh ishq ki duniya yun rang badlegi
ek nur maangi thee kiran ki aur woh andhera kar degi

barsegi yun toh sawan ki ghata joro se
mere dil ki payaas ek boond bhi paane ko ab tarsegi


bhondu...ranju mom...and gumnam.... really ncie work all of you guys!!

humhe maloom na tha isse raah ka anjam
warna tumhe yunh na aik bhoond pani ke liye taraste dete..

hoti khabar bhi teri bewafai ki eeh sanam
tu hum ahein ko yunh rone na dete


bahut aache ranjana ji and anjani too..

yu to is raakh ka anjaam malum hota hai .
bewafaai ya judai ka paigaam malum hota hai.
phir bhi chale aate hai aksar isi raah mein.
bas do ghari aapse pyaar pane ki chah mein.


kya baat hai kavi ji....saach mein kavi hain,,,:D:D

ranju mom too good!!! as always!!!!!!!!!!!

ise ishq ke raah parh pehle hum kabhi chale nahi the
isse tarha zindagi mein pehle hum kabhi jhale nahi the
maloom nahi tha ke pyar mein ghum bhi hota hai
zindagi se yunh pehle hum khaffa nahi the :D:D


sukriya anjaani ji.... per aapne bhi aacha likha hai

aap ishq ki sargoshi mein pale nhi ho,
ishq ke liye tadpe nhi ho, jale nhi ho.
ishq mein to wo bedardi sanam hi kinara hota hai,
uski ek muskaan per her gum gawara hota hai.

pyaar sirf aapni khusi ke liye nhi hote,
pyaar kabhi aapna dhyra nhi khote
aap yadi aapne sanam se juda nhi hote
to lagta hai zindgi se khafa nhi hote.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #144 on: August 26, 2006, 03:33:17 PM »
meri zindagi sirr unki chaha mein gujari
har shaam kyu meri yun tanah si gujari
ek khushi chahai thee hamne dil se
woh bhi kyu gum ki panhaan se ho kar gujari
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #145 on: August 27, 2006, 06:16:09 AM »
Quote from: "ranjana"

meri zindagi sirr unki chaha mein gujari
har shaam kyu meri yun tanah si gujari
ek khushi chahai thee hamne dil se
woh bhi kyu gum ki panhaan se ho kar gujari



bahut aache ranjana ji,

yu to zindgi se humari kahan banti hai,
her roz ek naye gum ka kapda pehnti hai
zindgi se bhi nhi ker sakte koi sikayet,
 kya kare zindgi bhi tanhaaye ke sahar se gujarti hai
Logged
ranjana
Guest
«Reply #146 on: August 28, 2006, 09:25:43 AM »
bahut khoob kavi ji.......

hum bhi is zinadgi ki raha mein na jaane kahan bhatakte rahe
kai hadase bas dard ke mujh per gujarte rahe
jab bhi ba dke thaama hamne zindagi ka haath
gille zamaane bhar ke mere damaan mein bichate rahe
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #147 on: August 28, 2006, 09:30:45 AM »

Very nice... Anjani, Ranju di, Gumnam ji and Bhondu ji...
[/b]
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #148 on: August 28, 2006, 01:19:08 PM »
Quote from: "ranjana"
bahut khoob kavi ji.......

hum bhi is zinadgi ki raha mein na jaane kahan bhatakte rahe
kai hadase bas dard ke mujh per gujarte rahe
jab bhi ba dke thaama hamne zindagi ka haath
gille zamaane bhar ke mere damaan mein bichate rahe



hum bhi is zindgi ki raah mein jaane kahan batakte rahe.
kabhi aapno ke aabhi begaano ki aankhon mein katakte rahe.
logon ne dhutkar ker nikaal diya dilse,
maut ne na thama haath isiliye zindgi se atke rahe.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #149 on: August 29, 2006, 04:07:11 AM »
hum veraano mein  bahaar talash karte rahe
woh gair ki aadao per marte rahe
ek din bhi koi aisa na gujara jab unka intezar na thaa
bas hum unke jhoote waade per etebaar karte rahe!!!
Logged
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 25, 2025, 01:18:55 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.142 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer