gumnam
Guest
|
«Reply #15 on: June 14, 2006, 02:44:44 PM » |
|
bahut khub ji..............
samandar se mil kar dariya ko kya mila woh jab mila usse toh woh bhi khara ho gya ek rawani thee uske paas samandar mein milne se pehle mil ke us se dariya bhi thahara paani ho gya bahut khub.....
SAMUNDAR TO ASTITVA MITATA HAI JAHAAN KA, FIR BHI LEHREIN NAHI TOD PAATI SEENA CHATTAAN KA.....lehrein kab apna thiknaa kahi banati hain takarti hai sahilo se aur fir lout jaati hain milti hai chot jo chattaano ke takarane se woh khud hi apne seene pe usko jhel jaati hain
Na jaane saahil ne maujo se kya kah dala, ki aaj bhi mauje saahil pe sir patakati hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #16 on: June 15, 2006, 02:30:41 AM » |
|
aaj na puch mujhe se ki kaise jee rahi hum tere bagair kati hai kaise yeh tanha raate hamne aaj tak tere bagair.... gujarate rahe hum raho se na jaane kahan kahan per paa sake na koi bhi manjil hum aaj bhi tere bagair.........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
purani_jeans_aur_guitar
Guest
|
|
«Reply #17 on: June 15, 2006, 07:22:42 AM » |
|
chal rahi hai tanha rato main........saans dhadkan ki nikal rahi hai in andhero mai.............phir aas tadpan ki.
.............@fahi@.............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Blue_angel
Guest
|
|
«Reply #18 on: June 15, 2006, 08:10:49 AM » |
|
chal rahi hai tanha rato main........saans dhadkan ki nikal rahi hai in andhero mai.............phir aas tadpan ki.
.............@fahi@............. very nice fahi! yeh ratein tanha han to sirf unki vajah se, in ankhon mein ansun han to sirf unki vajah se, khush rehte the hum pehle, lekin abb udas han sirf unki vajah se..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
purani_jeans_aur_guitar
Guest
|
|
«Reply #19 on: June 15, 2006, 10:36:08 AM » |
|
very nice blue angel ji............ teri raaton ki tanhayi main baste hai mere sapne bhi tere sine ki dhadkan main hote hai kuch dard apne bhi .........@fahi@.......... chal rahi hai tanha rato main........saans dhadkan ki nikal rahi hai in andhero mai.............phir aas tadpan ki.
.............@fahi@............. very nice fahi! yeh ratein tanha han to sirf unki vajah se, in ankhon mein ansun han to sirf unki vajah se, khush rehte the hum pehle, lekin abb udas han sirf unki vajah se..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #20 on: June 15, 2006, 10:40:34 AM » |
|
jab hamne apne sapno mein teri ahahat dekhi ek roshni si apni mohabbat ki raho mein dekhi din bhar tujhko soch ke rahe hum udas udas aaj hamne usko aankho mein ek nami si dekhi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
purani_jeans_aur_guitar
Guest
|
|
«Reply #21 on: June 15, 2006, 11:14:36 AM » |
|
meri aankhon ke nami se woh udass ho gaye log kehte the jinhe pani ,aaj woh khass ho gaye fasle hai darmiyan hamare jismo ke magar aisa laga jaise woh ruh ke ahsaas ho gaye ............@fahi@..........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #22 on: June 16, 2006, 04:38:08 AM » |
|
jab dekha hamne ki aankhe kisi ki nam thee rooh thee beqarar aur unse na milne ki majburi bahut thee ahasas a mohbbat dil mein thaa do no ke bahut per lagata hai waqt ko hi yeh hamari kahaani napasand thee
|
|
|
Logged
|
|
|
|
purani_jeans_aur_guitar
Guest
|
|
«Reply #23 on: June 16, 2006, 05:09:28 AM » |
|
ishq ko majboor karta ye waqt hai dil ko chaknachur karta ye waqt hai tanhayi mai jab bhi aankhon mai sapne sajata hu terii yaadon ko mujhsese door karta ye waqt hai kehna chahta hu tujhse haal-e-dil maine jab bhi jafa ki batein dhikhkar kasoor karta ye waqt hai
kaise jee sakunga main tujh bin ab tu hi bata ki har saans mai tere surur bharta yeh waqt hai
................@fahi@................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #24 on: June 16, 2006, 05:32:52 AM » |
|
very nice.......waqt ....per aapka likha sach mein kamal hai aur sach hai..
kat jaata yeh waqt bhi jo saath tera hota yun katati na tanah raat ,yun tanaha na mera savera hota
kar lete hum tujh se jee bhar ke pyaar jo mere haato mein haath tera hota........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
purani_jeans_aur_guitar
Guest
|
|
«Reply #25 on: June 16, 2006, 05:43:47 AM » |
|
ye aapki hi samajh hai jisse aapne samajh liya................very nice ranjan aji...........
mana ki aaj nahi hai ,mera haath tere haath main per yadein to hai basi hui tere dil ke har jajwat main gar phir bhi milne ki aas hai to vaada raha mera tujhse aaunga main phir ashk bankar teri aankhon ki barsaat main
...............@fahi@.................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pankhuri2
Guest
|
|
«Reply #26 on: June 16, 2006, 05:46:20 AM » |
|
bahoot khoob ranju and pjag
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #27 on: June 16, 2006, 10:14:31 AM » |
|
Shukriya pankhuri .....PJAGji bahut khub......
har raaze dil ho bayan yeh jaruri toh nahi dil jalta rahe gum ke chiraago se phir bhi andhara na ho dur jindagi ki raho se yeh baat jaruri toh nahi.............. aap rahe meri aankho mein asaq ban ke fir bhi meri aankho seh ho unki barsaat yeh jaruri toh nahi.................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
purani_jeans_aur_guitar
Guest
|
|
«Reply #28 on: June 16, 2006, 11:34:25 AM » |
|
very nice reply(karara sa ) ranjana ji..........
meri niyat per gar zara bhi shak ho to kehna aaye jo jafa ka aalam ,mujhme nazar to kehna meri ishq ke junoon ko tune samjha nahi hai sanam teri ankhon mai na aaye barsaat-e-manzar to kehna.
..............@fahi@..................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #29 on: June 16, 2006, 04:03:50 PM » |
|
hm......nice reply.........sochne per majbur kar dete hain aap........
tujhe per shaq karke hum kya paayenge gum rakhenge dil mein aur fir muskaryenge bas jaaynge teri aankh mein roshni ban ke fir apne vajood se hat kar haale dil tujhe sunayenge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|