main bhi dariya hu..........

by gumnam on June 09, 2006, 04:53:04 AM
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12
Print
Author  (Read 14597 times)
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #150 on: August 29, 2006, 04:39:12 AM »
Quote from: "ranjana"

hum veraano mein  bahaar talash karte rahe
woh gair ki aadao per marte rahe
ek din bhi koi aisa na gujara jab unka intezar na thaa
bas hum unke jhoote waade per etebaar karte rahe!!!


wo kabhi bhi mere nhi honge,
phir bhi unsay pyaar kerte rahe.
pata tha unke her wade jhuthe hai ,
phir bhi her wade ka aitbaar kerte rahe.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Koi Dariya jaise by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
<Dariya ko raasta kaise dikhaaye koi> (Shikha) by Shikha12 in Shayri-E-Dard
Dil Dariya hai by rajashmi in Miscellaneous Shayri
Ashk aa.nkho.n se rawaa.n hote hai.n dariya ki tarah ! by seraj325 in Shayri for Dard -e- Judai
Dariya ka paani(CSET) by MANOJ6568 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pooja
Guest
«Reply #151 on: August 29, 2006, 06:28:53 AM »
wah kay abaat hai bahoot khoob....
Logged
gumnam
Guest
«Reply #152 on: August 29, 2006, 06:43:41 AM »
Quote from: "ranjana"
meri zindagi sirr unki chaha mein gujari
har shaam kyu meri yun tanah si gujari
ek khushi chahai thee hamne dil se
woh bhi kyu gum ki panhaan se ho kar gujari
BAHUT KHUB RANJANA JI...

YAADO KE SAMANDAR MEIN HAI JO RAAT KI KASTI,
US RAAT KI KASTI KO DUBO LU TO SUBAH HO.
KUCHH DIN SE MERE MANN MEIN NAI CHAH JAGI HAI,
SAR RAKH KE TERI GOND MEIN SO LU TO SUBAH HO...
Logged
gumnam
Guest
«Reply #153 on: August 29, 2006, 06:48:51 AM »
Quote from: "Shikha12"

Very nice... Anjani, Ranju di, Gumnam ji and Bhondu ji...
[/b]
SHUKRIYA SHIKHA JI...KUCHH AAP BHI KAHIYE...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #154 on: August 29, 2006, 07:35:19 AM »
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
meri zindagi sirr unki chaha mein gujari
har shaam kyu meri yun tanah si gujari
ek khushi chahai thee hamne dil se
woh bhi kyu gum ki panhaan se ho kar gujari
BAHUT KHUB RANJANA JI...

YAADO KE SAMANDAR MEIN HAI JO RAAT KI KASTI,
US RAAT KI KASTI KO DUBO LU TO SUBAH HO.
KUCHH DIN SE MERE MANN MEIN NAI CHAH JAGI HAI,
SAR RAKH KE TERI GOND MEIN SO LU TO SUBAH HO...


wonderful gumnam .....bahut khoob ..

fir tute na woh khawab salona sa
us raat ki fir subeh na ho
jab dard tere simat ke aa jaaye mere daaman mein
fir uske baad meri koi aur justju na ho!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #155 on: August 31, 2006, 04:31:21 PM »
bahut khoob ranjana ji
Logged
ranjana
Guest
«Reply #156 on: September 01, 2006, 04:39:31 AM »
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "ranjana"

hum veraano mein  bahaar talash karte rahe
woh gair ki aadao per marte rahe
ek din bhi koi aisa na gujara jab unka intezar na thaa
bas hum unke jhoote waade per etebaar karte rahe!!!


wo kabhi bhi mere nhi honge,
phir bhi unsay pyaar kerte rahe.
pata tha unke her wade jhuthe hai ,
phir bhi her wade ka aitbaar kerte rahe.


kara thaa jinke waado per hamne yakeen
woh sirf in  aankho ka dhoka nikale
deh gaye sab mehal mere sapano ke
woh mehal rait ke mehel nikale !!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #157 on: September 01, 2006, 12:19:31 PM »
Quote from: "ranjana"


kara thaa jinke waado per hamne yakeen
woh sirf in  aankho ka dhoka nikale
deh gaye sab mehal mere sapano ke
woh mehal rait ke mehel nikale !!


ret ka mahal tha... ret hawa mein ud gayi.
dekh ker humko aakela tanhayii meri or mud gayi.
us tapte registaan mein dard aur.. chata raha,
jis jagah dekha her jagah dard ka toofaan aat raha.
Logged
gumnam
Guest
«Reply #158 on: September 12, 2006, 02:48:16 PM »
Quote from: "ranjana"
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
meri zindagi sirr unki chaha mein gujari
har shaam kyu meri yun tanah si gujari
ek khushi chahai thee hamne dil se
woh bhi kyu gum ki panhaan se ho kar gujari
BAHUT KHUB RANJANA JI...

YAADO KE SAMANDAR MEIN HAI JO RAAT KI KASTI,
US RAAT KI KASTI KO DUBO LU TO SUBAH HO.
KUCHH DIN SE MERE MANN MEIN NAI CHAH JAGI HAI,
SAR RAKH KE TERI GOND MEIN SO LU TO SUBAH HO...


wonderful gumnam .....bahut khoob ..

fir tute na woh khawab salona sa
us raat ki fir subeh na ho
jab dard tere simat ke aa jaaye mere daaman mein
fir uske baad meri koi aur justju na ho!!
SHUKRIYA.....

KAHI JARA SA ANDHERA BHI KAL KI RAAT NA THA,
GAWAAH KOI MAGAR ROSHNI KE SAATH NA THA.
MUJHE TO FIR BHI MUQDDAR PE RASHQ AATA HAI,
MERI TABAAHI MEIN HAR CHAND TERA HAATH NA THA...
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #159 on: September 12, 2006, 04:10:21 PM »
jo jaljala mere dil per gujra ab baaki koi jasbaat nhi.
meri tabahi mein e dost tera koi haath nhi.
yu to hum patharoo se bhi zakmi nhi hote thay.
per chot khayii pholo se jo mukaddar hi saath nhi.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #160 on: September 13, 2006, 03:35:27 AM »
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
meri zindagi sirr unki chaha mein gujari
har shaam kyu meri yun tanah si gujari
ek khushi chahai thee hamne dil se
woh bhi kyu gum ki panhaan se ho kar gujari
BAHUT KHUB RANJANA JI...

YAADO KE SAMANDAR MEIN HAI JO RAAT KI KASTI,
US RAAT KI KASTI KO DUBO LU TO SUBAH HO.
KUCHH DIN SE MERE MANN MEIN NAI CHAH JAGI HAI,
SAR RAKH KE TERI GOND MEIN SO LU TO SUBAH HO...


wonderful gumnam .....bahut khoob ..

fir tute na woh khawab salona sa
us raat ki fir subeh na ho
jab dard tere simat ke aa jaaye mere daaman mein
fir uske baad meri koi aur justju na ho!!
SHUKRIYA.....

KAHI JARA SA ANDHERA BHI KAL KI RAAT NA THA,
GAWAAH KOI MAGAR ROSHNI KE SAATH NA THA.
MUJHE TO FIR BHI MUQDDAR PE RASHQ AATA HAI,
MERI TABAAHI MEIN HAR CHAND TERA HAATH NA THA...


bahut khoob......

yun hi umar beeti waqt bhi yun hi nikal gaya
per koi rasta na meri zindagi ko mil saka
khawab thaa mere shayad kaanch ka ya mitti ka
jab bhi tuta aavaaz saath mein kuch mere dil ki bhi thee!!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #161 on: September 13, 2006, 03:44:53 AM »
Quote from: "BHONDU"
jo jaljala mere dil per gujra ab baaki koi jasbaat nhi.
meri tabahi mein e dost tera koi haath nhi.
yu to hum patharoo se bhi zakmi nhi hote thay.
per chot khayii pholo se jo mukaddar hi saath nhi.



kabhi kho ke paana kabhi paa ke khona
yeh zindagi ke khawabo ka silsila kuch chalta hai aise
bahut chaha alag kar de seene se jazbaato ko
par koi kahan jee paata hai apni zindagi ko aise!!
Logged
gumnam
Guest
«Reply #162 on: September 18, 2006, 02:14:40 PM »
SHUKRIYA RANJU....AUR BAHUT KHUB...BHONDU JI AAPNE BHI BAHUT ACHHA LIKHA HAI....

Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #163 on: September 25, 2006, 08:14:25 AM »
Quote from: "ranjana"

kabhi kho ke paana kabhi paa ke khona
yeh zindagi ke khawabo ka silsila kuch chalta hai aise
bahut chaha alag kar de seene se jazbaato ko
par koi kahan jee paata hai apni zindagi ko aise!!


bahut khoob ranjana ji.....

na kisi khawab ko paaya her khawab tootte gaye,
jis jis  chaha humne wo humse chutte gaye.
kuch aisa khel kheli thi zindgi humse
zindgi humse aur.. hum zindgi se roothte gaye
Logged
ranjana
Guest
«Reply #164 on: September 25, 2006, 11:57:05 AM »
mat dekho woh khawab jo yun hi tut jaate hain
yeh dil ke daag chipaane se kahan chip paate hain
kabhi talasha hai jo sakoon kisi ki bahaon mein
woh halaat ka hawala de kar raha badal jaate hain!!
Logged
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 11:45:36 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer