main bhi dariya hu..........

by gumnam on June 09, 2006, 04:53:04 AM
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12]
Print
Author  (Read 14594 times)
gumnam
Guest
«Reply #165 on: October 08, 2006, 01:40:49 PM »
Quote from: "ranjana"
mat dekho woh khawab jo yun hi tut jaate hain
yeh dil ke daag chipaane se kahan chip paate hain
kabhi talasha hai jo sakoon kisi ki bahaon mein
woh halaat ka hawala de kar raha badal jaate hain!!
BAHUT KHUB RANJU...

DOOR TAK FAILA NAHI DIL KA DHUA,
FIR SIMAT AAYI MUJHI MEIN AANDHIYA.
CHAAR PAL THE DARD KE,DO-CHAAR GHADIYA PYAR KI,
JINDAGI GUJRI MERI BAS INHI KE DARMIYAA...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Koi Dariya jaise by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
<Dariya ko raasta kaise dikhaaye koi> (Shikha) by Shikha12 in Shayri-E-Dard
Dil Dariya hai by rajashmi in Miscellaneous Shayri
Ashk aa.nkho.n se rawaa.n hote hai.n dariya ki tarah ! by seraj325 in Shayri for Dard -e- Judai
Dariya ka paani(CSET) by MANOJ6568 in Shayri for Khumar -e- Ishq
ranjana
Guest
«Reply #166 on: October 09, 2006, 07:21:42 AM »
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
mat dekho woh khawab jo yun hi tut jaate hain
yeh dil ke daag chipaane se kahan chip paate hain
kabhi talasha hai jo sakoon kisi ki bahaon mein
woh halaat ka hawala de kar raha badal jaate hain!!
BAHUT KHUB RANJU...

DOOR TAK FAILA NAHI DIL KA DHUA,
FIR SIMAT AAYI MUJHI MEIN AANDHIYA.
CHAAR PAL THE DARD KE,DO-CHAAR GHADIYA PYAR KI,
JINDAGI GUJRI MERI BAS INHI KE DARMIYAA...


bahut khoob .....

yeh zindagi hai ek marusthal  ke jaisi
haatho se bas fisalti si jaaye
sun lete hain hum aasmaan se woh  pyaar ki baate
jo hum dono pass pass rehte bhi kabhi kar na paaye !!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #167 on: October 12, 2006, 12:57:20 PM »
Quote from: "ranjana"
mat dekho woh khawab jo yun hi tut jaate hain
yeh dil ke daag chipaane se kahan chip paate hain
kabhi talasha hai jo sakoon kisi ki bahaon mein
woh halaat ka hawala de kar raha badal jaate hain!!


bahut aache ranjana ji (per kya ye humare liye tha)...

aapke baare mein kuch galat na sun sakenge
kyn ki aapne pyaar per shaq nhi hai humko
chalo ab aaj se koi khawab nhi dekhenge,
kynki khawaboon mein bhi khush rehne ka haq nhi hai humko.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #168 on: October 13, 2006, 04:15:24 AM »
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "ranjana"
mat dekho woh khawab jo yun hi tut jaate hain
yeh dil ke daag chipaane se kahan chip paate hain
kabhi talasha hai jo sakoon kisi ki bahaon mein
woh halaat ka hawala de kar raha badal jaate hain!!


bahut aache ranjana ji (per kya ye humare liye tha)...

aapke baare mein kuch galat na sun sakenge
kyn ki aapne pyaar per shaq nhi hai humko
chalo ab aaj se koi khawab nhi dekhenge,
kynki khawaboon mein bhi khush rehne ka haq nhi hai humko.


 Puzzled !  Puzzled ! kisne kaha ....waise shukriya Usual Smile


hain khamoshiyaan kuch tere mere beech mein
aur hawa mein fail si kuch sadaaye hain
khawabo ke sisile bhi sach kab hue hain
ab toh mere khawab bhi mujhe lagate paraaye hain!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #169 on: October 13, 2006, 04:29:58 PM »
Quote from: "ranjana"

 Puzzled !  Puzzled ! kisne kaha ....waise shukriya Usual Smile


hain khamoshiyaan kuch tere mere beech mein
aur hawa mein fail si kuch sadaaye hain
khawabo ke sisile bhi sach kab hue hain
ab toh mere khawab bhi mujhe lagate paraaye hain!!


koi gum sahara hota nhi,
koi khwab humara hota nhi.
tumhari maujudgi pata nhi kyn dil mein,
saansoo ko gawara hota nhi.
Logged
gumnam
Guest
«Reply #170 on: October 20, 2006, 02:08:51 PM »
Quote from: "ranjana"
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
mat dekho woh khawab jo yun hi tut jaate hain
yeh dil ke daag chipaane se kahan chip paate hain
kabhi talasha hai jo sakoon kisi ki bahaon mein
woh halaat ka hawala de kar raha badal jaate hain!!
BAHUT KHUB RANJU...

DOOR TAK FAILA NAHI DIL KA DHUA,
FIR SIMAT AAYI MUJHI MEIN AANDHIYA.
CHAAR PAL THE DARD KE,DO-CHAAR GHADIYA PYAR KI,
JINDAGI GUJRI MERI BAS INHI KE DARMIYAA...


bahut khoob .....

yeh zindagi hai ek marusthal  ke jaisi
haatho se bas fisalti si jaaye
sun lete hain hum aasmaan se woh  pyaar ki baate
jo hum dono pass pass rehte bhi kabhi kar na paaye !!
SHUKRIYA AUR BAHUT KHUB....

AAYINE AAJ KI TEHJIB KE SAB PATTHAR HAI,
FIR SE DHUDHO MERE ATEET KE UJALO MUJHKO.
MANA KI GUJRE WAQT KA CHHOTA SA EK DIYA HU MAIN,
PAR YU ALFAAJ KE PATTHAR NA MAARO MERE CHAHNE WALO MUJHKO...


Logged
ranjana
Guest
«Reply #171 on: October 27, 2006, 06:33:40 AM »
bahut khoob gumnam ......


koi apni har baat apne andaaz se keh gaya
mera dil zindagi ki dastaan kehte kehte reh gaya

yahan sab ke mizaaj mein dikhata hai kasoor koi
mera likha har lafaz har kisi ko aaiena dikhaata hi reh gaya!!
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #172 on: November 16, 2006, 05:55:56 AM »
strange............no1 want to post on such a beautifull topic...................

main bhi dariya hon magar dhikhata nahi hun
meri palko ki deeware hai kitne ashk thaame

......................@fahi@......................
Logged
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 10:54:37 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.136 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer