main bhi dariya hu..........

by gumnam on June 09, 2006, 04:53:04 AM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 12
Print
Author  (Read 14601 times)
Pooja
Guest
«Reply #60 on: June 22, 2006, 02:22:26 PM »
wah kay abaat hai Fahi and Ranju kamal ka likh rahe hai app dono...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Koi Dariya jaise by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
<Dariya ko raasta kaise dikhaaye koi> (Shikha) by Shikha12 in Shayri-E-Dard
Dil Dariya hai by rajashmi in Miscellaneous Shayri
Ashk aa.nkho.n se rawaa.n hote hai.n dariya ki tarah ! by seraj325 in Shayri for Dard -e- Judai
Dariya ka paani(CSET) by MANOJ6568 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pooja
Guest
«Reply #61 on: June 22, 2006, 02:25:25 PM »
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
jin ashko ko hum aaj tak apna samjhte rahe
   woh bhi bewafa aaj behkar chale gaye.

............@fahi@...............


shareer hai apna, rooh uski ho gai
dheere dheere her ek shah bas uski ho gai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #62 on: June 22, 2006, 02:29:06 PM »
Quote from: "ranjana"
mera ishaq hai ki yaadgaar ek tuta sa mazaar hai
unko ab raha na mujhe   per koi etabaar hai
jab woh kehte hain bewafa hamko dekh kar
dil mein uthta sa yeh kaisa gubaar hai ..........!!!!!!


dard wo hi dety hai, jinse payaar hota hai
kayunki unko hum per aitbaar hota hai
zalim hai yah duniya, pathar dil log
jante hai, hum karte hai payaar, tabhi to dur-vayvhaar hota hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #63 on: June 22, 2006, 02:37:17 PM »
Quote from: "ranjana"
nice fahi......

bahe jab aankho se aansu ,toh kehne ko kuch nahi raha
jab apne hi ho gaye begaane ,toh apna kehne ko ab kya raha


wah kaya baat hai, dil ko chu gai yah lines

Saya ban kar sath chalegy, iske bharose mat rahna
apne hamesha, apne rahegy, iske bharose mat rahna (nm)
Logged
ranjana
Guest
«Reply #64 on: June 22, 2006, 04:00:16 PM »
Quote from: "Pooja"
Quote from: "ranjana"
mera ishaq hai ki yaadgaar ek tuta sa mazaar hai
unko ab raha na mujhe   per koi etabaar hai
jab woh kehte hain bewafa hamko dekh kar
dil mein uthta sa yeh kaisa gubaar hai ..........!!!!!!


dard wo hi dety hai, jinse payaar hota hai
kayunki unko hum per aitbaar hota hai
zalim hai yah duniya, pathar dil log
jante hai, hum karte hai payaar, tabhi to dur-vayvhaar hota hai


shukriya aur bahut khub pooja ...........

hamne apne dard ko unhe bhi suna ke dekha
apne dosto ko bhi kai baar azama ke dekha
shayed kisi tarah ho jaaye  meri baato ka asar un per
geeto main apni baat ko gunguna ke dekha
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #65 on: June 23, 2006, 06:08:53 AM »
unka ye katl bhi ya rab wafa kehlayega
 ki mere katil ka khanzar hi uski mohabbat hai.

..............@fahi@.................

Quote from: "ranjana"
apni kishti ka koi aur thikana talahsh le
warana fir khud ko wahi dubone ka bahana talash le
hai lafaz wahi ,dard, bewafa ,sitamgar,mohabbat ke sanam
ab koi  dil ko  gum dene ka naya tarana jaan le
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #66 on: June 23, 2006, 06:15:32 AM »
sukriya pooja ji.,& nice 1 indeed........

 jis gum ke dariya ko woh mere naam karke gaye
 sawan mai woh ashk-e-paani ,barsaat  ka kaam karrke gaye
 jis dard ko maine palko per rakkha tha sabse chipkar
 woh us dard se milke use namoodar sareaam karke  gaye

............@fahi@................
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #67 on: June 23, 2006, 06:20:27 AM »
dhadkane hai meri aur dil tumhara hai
 nigaho mai bhi meri, tera hi nazara hai
 is jism ki dard ki parwaah karu mai kyu
 ki bin ruh ke maine apna jeevan guzara hai

.................@fahi@.....................


Quote from: "Pooja"
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
jin ashko ko hum aaj tak apna samjhte rahe
   woh bhi bewafa aaj behkar chale gaye.

............@fahi@...............


shareer hai apna, rooh uski ho gai
dheere dheere her ek shah bas uski ho gai
[/b]
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #68 on: June 23, 2006, 06:23:13 AM »
bahut ache ...............

      zamane ke ruth jane per sikwa karu mai kaise
        jab mera aks hi saath aaj mere nahi hai

...............@fahi@................
Quote from: "Pooja"
Quote from: "ranjana"
nice fahi......

bahe jab aankho se aansu ,toh kehne ko kuch nahi raha
jab apne hi ho gaye begaane ,toh apna kehne ko ab kya raha


wah kaya baat hai, dil ko chu gai yah lines

Saya ban kar sath chalegy, iske bharose mat rahna
apne hamesha, apne rahegy, iske bharose mat rahna (nm)
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #69 on: June 23, 2006, 06:27:22 AM »
very nice pooja ji & nice 1 ranjana................

   jis dard ko sunane aaye woh uski der pe
    usi dard mai tadapkar leta hai woh kabr mai

...............@fahi@.................


Quote from: "ranjana"
Quote from: "Pooja"
Quote from: "ranjana"
mera ishaq hai ki yaadgaar ek tuta sa mazaar hai

unko ab raha na mujhe   per koi etabaar hai
jab woh kehte hain bewafa hamko dekh kar
dil mein uthta sa yeh kaisa gubaar hai ..........!!!!!!


dard wo hi dety hai, jinse payaar hota hai
kayunki unko hum per aitbaar hota hai
zalim hai yah duniya, pathar dil log
jante hai, hum karte hai payaar, tabhi to dur-vayvhaar hota hai


shukriya aur bahut khub pooja ...........

hamne apne dard ko unhe bhi suna ke dekha
apne dosto ko bhi kai baar azama ke dekha
shayed kisi tarah ho jaaye  meri baato ka asar un per
geeto main apni baat ko gunguna ke dekha
Logged
ranjana
Guest
«Reply #70 on: June 23, 2006, 06:40:06 AM »
fahi kamal kar diya tumne .........bahut bahut hi accha likha hai.............
ek ek line dil se gujar k ar gayi.........superab............

yaad aate hain job diye dard unke
toh gazal hum sochte hai koi
inhi patharo ke sheher mein
milega hamse fir dilbar koi
aaj fir se kuch yaad aa gaya hamko
lo likh diya yun hi bewazah sher koi
Logged
gumnam
Guest
«Reply #71 on: June 23, 2006, 02:43:44 PM »
Quote from: "ranjana"
tera akas mere bhi dil mein raha
dil mera tujhe se kuch  keh na saka
usko jaana thaa bahut dur mujhse
mera pyaar uski diniya mein jayda reh na saka
BAHUT KHUB

MAANA KI BHULA NA SAKOGE HUME TUM KABHI,
PAR YAAD KUCHH YU RAKHNA KI TERE JEENE KA SAHARA BANU......
Logged
Pooja
Guest
«Reply #72 on: June 23, 2006, 02:56:45 PM »
wah kay abaat hai bahoot khoob

sajai hai apni zindagi uski yaado ke sath
jiska raha sirf kuch hi palo ka sath!!!
Logged
gumnam
Guest
«Reply #73 on: June 23, 2006, 03:06:46 PM »
Quote from: "Pooja"
wah kay abaat hai bahoot khoob

sajai hai apni zindagi uski yaado ke sath
jiska raha sirf kuch hi palo ka sath!!!
BAHUT KHUB  AND  THANKS POOJA JI.......


TERI YAADO KE SAGUFO SE SAJA RAKHA HAI,
DIL-E-NAAKAAM KO JAKHMO SE AABAAD RAKHA HAI...
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #74 on: June 23, 2006, 03:08:16 PM »
thanx ranjana ........& ...nice 1.

 na gazlo se na nazmo se,na hi kisi sher ki raah per
 hum to sabko hasate hai apne dard e dil ki aah per

..............@fahi@.................
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 12
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 05:05:16 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer