Main Gujre hue paloon ki

by raahgir on April 15, 2009, 11:55:58 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1137 times)
raahgir
Guest
Kisi ke  khayaloon me, hadsa ban ke reh gaya
Main Gujre hue paloon ki, dastan ban ke reh gaya
Jinse khayi thi kasam, mujhe humsafar banana ki
Main, usi ki jindagi ka, raasta ban ke reh gaya
Main Gujre hue paloon ki, dastan ban ke reh gaya
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: April 15, 2009, 11:59:43 AM »
Wah Kya KHoob Kaha Hai,.

Is Sher Se Mujhe Ahmed Faraaz Ji Ki Shayar Ke Do Ashaar Yad Aaye,.

Tumse Milke Main Uljhano Mien Hoon,.
Main Tere Doston Mein Hoon Ke Dushmano Mein Hoon,.

Thukraade Mujhe Patthar Samajh Kar Tu,.
Phir Bhi Tera Saath Dene Ke Liye Main raaston Mien Hoon,.
Logged
raahgir
Guest
«Reply #2 on: April 15, 2009, 12:03:13 PM »
Wah Kya KHoob Kaha Hai,.

Is Sher Se Mujhe Ahmed Faraaz Ji Ki Shayar Ke Do Ashaar Yad Aaye,.

Tumse Milke Main Uljhano Mien Hoon,.
Main Tere Doston Mein Hoon Ke Dushmano Mein Hoon,.

Thukraade Mujhe Patthar Samajh Kar Tu,.
Phir Bhi Tera Saath Dene Ke Liye Main raaston Mien Hoon,.

shukriya jaanasheen ji
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #3 on: April 15, 2009, 12:19:31 PM »

  GUDD... LINES!!! R....


   K_A
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #4 on: April 15, 2009, 12:35:16 PM »
Wah Kya KHoob Kaha Hai,.

Is Sher Se Mujhe Ahmed Faraaz Ji Ki Shayar Ke Do Ashaar Yad Aaye,.

Tumse Milke Main Uljhano Mien Hoon,.
Main Tere Doston Mein Hoon Ke Dushmano Mein Hoon,.

Thukraade Mujhe Patthar Samajh Kar Tu,.
Phir Bhi Tera Saath Dene Ke Liye Main raaston Mien Hoon,.



  PATHAR KI EK SOCH......MUJHEY FAKHR HO TEREY KISI KAAM AAON,
                          TEREY AASHIANEY MAIN ... MAIN BHI KAHIN "CHUNAA" JAAON

   K_A
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: April 15, 2009, 12:39:52 PM »
hmm, Nice Lines KHamosh Ji,.
Logged
angel4u
Guest
«Reply #6 on: April 15, 2009, 04:27:58 PM »
Kisi ke  khayaloon me, hadsa ban ke reh gaya
Main Gujre hue paloon ki, dastan ban ke reh gaya
Jinse khayi thi kasam, mujhe humsafar banana ki
Main, usi ki jindagi ka, raasta ban ke reh gaya
Main Gujre hue paloon ki, dastan ban ke reh gaya


Bahut khoobsurat qalaam hia...

Clapping Smiley
Logged
karndhar
Guest
«Reply #7 on: April 16, 2009, 06:13:31 AM »
Good One Raahgir Ji !
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #8 on: April 16, 2009, 06:48:39 AM »
Gud one Raahgir Ji.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #9 on: April 16, 2009, 07:22:49 AM »
Bohat khoob Raahgir.........aur KA kya sher kaha hain yaar Subhan_allah....tumhari baat ko aage badhane ki jurrat ki hain.

Kato ki soch..

Yakinan meri kismat nahi, teri zulfo me lagaya jaooo

Yeh meri mohabbat hain, ise mera gunah na samajh

Dua mangi hain main kisi roz tere pairo me "chub" jaooo...

-SG-
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 12:44:57 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer