----- /// Main Hamesha Hi Paraaya Tha /// -----

by klaskar on August 05, 2010, 08:24:52 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
Print
Author  (Read 5522 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #45 on: August 11, 2010, 08:10:44 AM »
dur ho ke bhi tu mujhse kabhi dur nahi hoti,
yahi aadat to teri mujhe achchi nahi lagti,

aake meri yaadon me mujhe tadpa jaati hai tu,
pyaar to hai tujhse par ab tu apni si nahi lagti....
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #46 on: August 11, 2010, 08:25:57 AM »


gairon ko kya dosh de hum, humein to apno ne hi thukraaya tha,
usne hi rulaaya tha humein , jisne kabhi hasna sikhaaya tha,

usne hi saath chhoda hai aaj, jisne kabhi haath milaaya tha,
rishton ko kahaan se dhunde, bas usne hi humein apnaaya tha,

uske sang jeeti humne har baazi, usne hi saath nibhaaya tha,
raahon pe aaj kaantein hain, jinpe kabhi phool bichhaaya tha,

zindagi ka wo haseen geet kabhi unhi ke sang gungunaaya tha,
wahi thi jisne kabhi humein apne geeton ka aadhaar bataaya tha,

wo haseen dilruba meri jiske sang maine kabhi dil lagaaya tha,
lagta hai aaj aisa ki uske liye main hamesha hi paraaya tha...


*****HRIDAY*****

Bahut khoobsurat peshkash hai aap ki Kapil
Bus yun hi likhte rahiye
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #47 on: August 11, 2010, 08:26:17 AM »
haan sach hai ab main teri nahin rahi
ye naam mera kisi aur k sath hai jud gaya

ab tere mere bich hain sirf bachi duriyan
apne pan ka ek ehsaas hi hai jo hamare dil me reh gaya...!!!
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #48 on: August 11, 2010, 08:32:02 AM »
bahut bahut shukriya Rajesh ji...!!!

Bahut khoobsurat peshkash hai aap ki Kapil
Bus yun hi likhte rahiye
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #49 on: August 11, 2010, 08:32:36 AM »
mitaa do wo ehsaas bhi kyun khud ko usme baandhna,
apne hi duniya me khush ho tum usi ko sambhaalna,

ek guzaarish hai tumse ye meri baat jarur maanna,
apne kaanha se mujhe agle janam me apne liye maangna...
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #50 on: August 11, 2010, 08:37:43 AM »
ab to har ek janm ka faisla ho gaya
usne mujhe janmon k liye kisike naam kar diya

ab to bas mangti hun main khair teri uss kanha se
jisne mujhe teri judaii ka dard janam bhar ko dediya
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #51 on: August 11, 2010, 08:44:28 AM »

meri bhi har dua me ab to naam tumhaara hai bas,
tumhi ko chaahta hoon tumhi ko maangta hoon bas,

tumhaari muskaan ki mujhe yun aadat si ho gayi hai,
har dua me main tumhaari muskaan maangta hoon bas...
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #52 on: August 11, 2010, 08:58:51 AM »
"Main Hamesha hi paraaya tha...."
Kitni baar tu ye ehsaas kara gaya

Ye sach nahi tha lekin
Tune ye sach kar diya..

Na aaya tu aur waqt kat-ta gaya
Mera naata kisi aur k saath jud gaya


Ab tou hume janam-janam ye nibhaana hai
Teri yaadon ko bhi dil me nahi laanaa hai
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #53 on: August 11, 2010, 09:10:33 AM »

doori tujhse meri mujhe tujhse aur door kar gayi,
teri thodi si bewafai mujhe bhi bewafa bana gayi,

dosh na dena mujhe ki maine tujhe chhoda hai,
wo to tu hi thi jisne sada ke liye mu moda hai,

chaahke bhi tujhe bhula na main paaya hoon ab tak,
saanson ka saath hai jab tak tujhe yaad karunga tab tak...
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #54 on: August 11, 2010, 12:49:47 PM »

meri bhi har dua me ab to naam tumhaara hai bas,
tumhi ko chaahta hoon tumhi ko maangta hoon bas,

tumhaari muskaan ki mujhe yun aadat si ho gayi hai,
har dua me main tumhaari muskaan maangta hoon bas...

meri muskaan chahte ho tum ye janti hun
par ye nahin jane tun k tumhi meri muskaan ho

jis khuda se mangte ho tum mujhe har janam k liye
wo mera khuda koi aur nahin bas tum ho
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #55 on: August 11, 2010, 12:52:36 PM »

doori tujhse meri mujhe tujhse aur door kar gayi,
teri thodi si bewafai mujhe bhi bewafa bana gayi,

dosh na dena mujhe ki maine tujhe chhoda hai,
wo to tu hi thi jisne sada ke liye mu moda hai,

chaahke bhi tujhe bhula na main paaya hoon ab tak,
saanson ka saath hai jab tak tujhe yaad karunga tab tak...

de ke duhai apne pyaar ki tune mujhe paaya tha
aaj usi pyaar ki duhaai deke sath mera chhod gaya

nahin tha yakeen k tu aisa karega sanam
janmon janam ka sath mang kar tu bich safar me chhod gaya
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #56 on: August 12, 2010, 12:58:43 AM »
gairon se kya shikayat karein jab apno ne saath chhod diya,
jinhe naazon se sambhaala tha unhone hi aaj dil tod diya,

saath nibhaane ka vaada karke bich raah me muh mod liya,
saahil ke kareeb laake maaajhi ne hi saath chhod diya...


de ke duhai apne pyaar ki tune mujhe paaya tha
aaj usi pyaar ki duhaai deke sath mera chhod gaya

nahin tha yakeen k tu aisa karega sanam
janmon janam ka sath mang kar tu bich safar me chhod gaya
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #57 on: August 12, 2010, 06:49:37 AM »
poojta hoon main tumhe, tum khuda mujhi ko kehti ho,
ragon me mere lahu hai par tum zindagi ban behti ho,

chaahta hoon tumhe main itna ki mujhe deewana tum kehti ho,
mere dil ki dhadkanon me tum meri saans banke rehti ho...

meri muskaan chahte ho tum ye janti hun
par ye nahin jane tun k tumhi meri muskaan ho

jis khuda se mangte ho tum mujhe har janam k liye
wo mera khuda koi aur nahin bas tum ho
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #58 on: August 12, 2010, 12:52:17 PM »
gairon se kya shikayat karein jab apno ne saath chhod diya,
jinhe naazon se sambhaala tha unhone hi aaj dil tod diya,

saath nibhaane ka vaada karke bich raah me muh mod liya,
saahil ke kareeb laake maaajhi ne hi saath chhod diya...



kuch waqt humne tumse manga tha
ghar walon ko hume manana tha

tum samjhe bewafa hain hum
tumhare dil se khele hain hum

tum hath chhuda k chale gaye
hath thama kisi gair ka aur humko bhul gaye...
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #59 on: August 12, 2010, 12:55:37 PM »
poojta hoon main tumhe, tum khuda mujhi ko kehti ho,
ragon me mere lahu hai par tum zindagi ban behti ho,

chaahta hoon tumhe main itna ki mujhe deewana tum kehti ho,
mere dil ki dhadkanon me tum meri saans banke rehti ho...


ye sab batein bemani hai
ye kuch pal ki hi kahani hai

aaj hain zindagi kehte tum jise
kal wo bas aankhon ka paani hai
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 01:03:47 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer