----- /// Main Hamesha Hi Paraaya Tha /// -----

by klaskar on August 05, 2010, 08:24:52 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8
Print
Author  (Read 5559 times)
ANAAM
Guest
«Reply #75 on: August 13, 2010, 06:58:45 PM »
Priye tum he tou roj sapno mai aa k mujhe bulaati ho
Hothon se apne chhu k Mujhe saari raat jagaa jaati ho

Tumhaari ye he adaa mujhe bahut bhaati hai
Mujhe bhee meri jaan teri bahut yaad aati hai

Main tou hamesha se hi sajnee tera tha
Main Hamesha se Hi tera Paraaya Tha......




inhi baaton se tu dil mera dhadkata hai
raaton me yunhi nahin tu mujhe jagata hai

khoi rehti hun bas teri hi yaadon me main
piyaji tu mujhe bht hi jyada satata hai
inhi baaton se tu dil mera dhadkata hai
raaton me yunhi nahin tu mujhe jagata hai

khoi rehti hun bas teri hi yaadon me main
piyaji tu mujhe bht hi jyada satata hai
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #76 on: August 13, 2010, 07:18:31 PM »
tumhaari har tadap ko apni mohabbat se main mita dunga,
tum ho agar kareeb to ye duniya bhi main bhula dunga,

chaahne ke baad tumko fir na chaah paaya hoon main kisi ko,
tumhaari isi chahat se main poori duniya ko sajaa dunga...


inhi baaton se tu dil mera dhadkata hai
raaton me yunhi nahin tu mujhe jagata hai

khoi rehti hun bas teri hi yaadon me main
piyaji tu mujhe bht hi jyada satata hai
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #77 on: August 13, 2010, 07:48:24 PM »
tumhari chahat paake main to sab bhul gai
khudko dekh aaine me main itraa gai

koi hai mera bhi itna deewana
ye soch k main khud pe hi mar gai
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #78 on: August 13, 2010, 08:25:01 PM »
Yu na itrao hushn pe apne tum abhi
Aaina bhi aashiq na ho jaaye tera...

Marne ko deewaane bahut hain
Tum kyu khud pe mar gayee....


Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #79 on: August 13, 2010, 08:28:12 PM »
Yu na itrao hushn pe apne tum abhi
Aaina bhi aashiq na ho jaaye tera...

Marne ko deewaane bahut hain
Tum kyu khud pe mar gayee....




kyun na itraaun main khud pe
hai yahan kaun batao mere jaisi icon_flower

main to hun khud hi khud ki deewani
chaand ki deewani hai chandni jaise icon_geek
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #80 on: August 13, 2010, 08:37:24 PM »
jisne tumhe banaaya wo bahut khoob hoga,
aaina bhi aaj tumko dekh yahi sochta hoga,

husn ko taraasha hai yun sangemarmar se,
ki wo khuda bhi tumko dekh jarur marta hoga...
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #81 on: August 13, 2010, 08:39:45 PM »
sharang nahi himgiri neeche se gala karta hai
deep ki mitti nahi jalti tel jala karta hai
o preet se muh mod ke roop pe itarne walo
Preet nahi dhalti roop dhala karta hai.....
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #82 on: August 13, 2010, 08:42:16 PM »
jisne tumhe banaaya wo bahut khoob hoga,
aaina bhi aaj tumko dekh yahi sochta hoga,

husn ko taraasha hai yun sangemarmar se,
ki wo khuda bhi tumko dekh jarur marta hoga...

haan wo khuda bhi mera deewana hai
ye ruup usne hi mera sajaya hai

bhar di hai isme tere pyaar ki roshni
aur uski saanson ne mujhe mehkaya hai
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #83 on: August 13, 2010, 08:44:12 PM »
sharang nahi himgiri neeche se gala karta hai
deep ki mitti nahi jalti tel jala karta hai
o preet se muh mod ke roop pe itarne walo
Preet nahi dhalti roop dhala karta hai.....


mera roop na dhalega kabhi ye jaan le
ye rang na utrega kabhi ye maan le

mera roop saja hai teri hi preeet se
aur rang nikhara hai tere pyaar k hi rang se
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #84 on: August 13, 2010, 08:47:18 PM »
maan gaye ustaadd......aapse jeetna bahut mushkil hai......
Wo koyal hi chhed sakti hai aapko hum nahi.......sorry again....
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #85 on: August 13, 2010, 08:50:16 PM »
maan gaye ustaadd......aapse jeetna bahut mushkil hai......
Wo koyal hi chhed sakti hai aapko hum nahi.......sorry again....
ye kya baat hui anaam ji........
chaliye likhiye na kuch
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #86 on: August 13, 2010, 08:53:38 PM »
teri saanson ki mehek se to main bhi mehekta hoon aaj,
ek tere saath ke siwa na kuch main maangta hoon aaj,

lad jaun main khuda se agar wo maange tujhe apne liye,
khuda ko bhoolaake main bas tujhe jaanta hoon aaj...
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #87 on: August 13, 2010, 08:58:45 PM »
iss tarah na chaho mujhe k main to ek shraap hun
naa paa sakoge kabhi mujhe main to ek khwaab hun

jitna durr rahoge mujhse utna chain o sukun hoga
mere kareeb aana na kabhi main sirf dard ki pehchaan hun...
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #88 on: August 14, 2010, 01:56:01 AM »

tum agar koi khwaab ho main neend ban jaunga,
tumhe paane ke liye main hamesha ke liye so jaunga,

neend me aate hain khwaab, aur khwaab tum ho meri,
tumhaari chaahat paane ko main hadd se guzar jaunga...
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #89 on: August 15, 2010, 09:11:00 AM »
AB KYA PAAN AAUR KYA KHONA HAI
MUJHE TO BAS AB TERI HI HONA HAI

KUCH BHI KAR JAYENGE EK DUJE K LIYE
HO JANE DO AB JO BHI HONA HAI
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 12:07:06 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.142 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer