Main Hamsafar Tha Sabka, Mera Magar Koi Na Tha,.

by Jaanasheen on November 27, 2008, 01:08:17 PM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 3744 times)
jasbirsingh
Guest
«Reply #30 on: December 01, 2008, 09:21:52 AM »
Karte Nahi Kyun Mera Charcha, Tere Shehar Mein "Jaana,.
Kya Inki Bhi Fitrat Hai, Sitam Karke Bhool Jaana,.

Har Wo Raat Mujhko, Tanhaa Karke Guzri, Tere Judaa Hote Hi,.
Har Khushi Mere Kareeb Aaakar Bichrdi, Tere Judaa Hote Hi,.




TERE JUDA HOTEY HI
MERE GAMOH KA SILSILA SHURU HO GAYA
TERE SHEHAR SEY KYA GAYE
MERE GAMOH KA SILSILA SHURU HO GAYA


ABB TOH NA JAMEEN HAI NA HI AASMAAN
GAMOH KA SITAM HAI ABB YEH JAHAAN
TERE SHEHAR SEY KYA GAYE
MERE GAMOH KA SILSILA HI SHURU HO GAYA




JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: December 01, 2008, 09:25:34 AM »

TERE JUDA HOTEY HI
MERE GAMOH KA SILSILA SHURU HO GAYA
TERE SHEHAR SEY KYA GAYE
MERE GAMOH KA SILSILA SHURU HO GAYA


ABB TOH NA JAMEEN HAI NA HI AASMAAN
GAMOH KA SITAM HAI ABB YEH JAHAAN
TERE SHEHAR SEY KYA GAYE
MERE GAMOH KA SILSILA HI SHURU HO GAYA




JASBIR SINGH

Mujhpar Jo Guzart Hai,
Wo Kahaani Mere Doston Se Kyun Milti Hai,.

Main To Samjha Main Tanhaa Raahi Hoon, Ghamon Ki Manzil Ka,.
Yun To Aur Bhi Musaafir Milte Gaye, Aur Ek Carwaan Ban Gaya,.

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #32 on: December 01, 2008, 08:57:54 PM »
Mujhpar Jo Guzart Hai,
Wo Kahaani Mere Doston Se Kyun Milti Hai,.

Main To Samjha Main Tanhaa Raahi Hoon, Ghamon Ki Manzil Ka,.
Yun To Aur Bhi Musaafir Milte Gaye, Aur Ek Carwaan Ban Gaya,.

_________________________________-Jaanasheen-


BAHUT BADIYA JI



JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #33 on: December 01, 2008, 08:59:40 PM »
good one jas ji...

lil bro hamesha ki tarah kamal...
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #34 on: December 01, 2008, 09:01:43 PM »
THANKS


JASBIR SINGH
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #35 on: December 02, 2008, 08:47:13 AM »

KAUSHIK (arey chali hu main ku likha, chala hu main likhtey naa ?) anyway,


HAR GAM MEH TANHA HI CHALA JATA HAI
SAATH NA DETA KOI , TANHA HI CHALA JATA HAI
SATH BHI JOH DETA KOI, NAZAR NAHI AATA HAI
HAR GAM MEH TANHA HI CHALA JATA HAI


VISHWAS APNOH KA JAB TOOT JATA HAI
PYAR APNO KA JAB CHOOT JATA HAI
TANHA TAB HAR PAL NAZAR AATA HAI
HAR GAM MEH TANHA HI CHALA JATA HAI


JASBIR SINGH




jasbir ji i m female not male
so isiliye hamne chali hoon mein use kiya
ab chala hoon mein to male hi use kar sakte hain na
female to nahi  tongue3

waise kaafi acha likha hai aapne bhi

nice again janasheen ji Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #36 on: December 02, 2008, 09:36:03 AM »
Shukriya Poojaa Didi,.
Jasbir JI,.
Aur Bhawna JI,.

Manzoor Nahi Tha Mujhe, Ke Mera Koi Humsafar Bane,.
Mujhe Is Baat Ki Khabar Pehle Hi Thi, Mujhe Tanhaa Chalna Tha,.

Kabtak Mombattiyon Ki Roshni Se Mehfilein Roshan Karte Log..
Mehfill Ko Roshan Karke Ki Khateer, Mujhe Hi Aakhir Jalna Tha,.

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:46:47 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer