Main Jis Rah Pe Khari Thi

by imtiaz096 on March 06, 2011, 06:22:10 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1669 times)
imtiaz096
Guest
Main Jis Rah Pe Khari Thi,
Uss Rah Ke Musafir The Bahut,

Mane Samjha Tha Main Tanha Reh Lungi,
Per Meri Kismat Main Kante The Bahut,

Main Chalti Rahi Pair Thakte Rahe,
Mane Chune Raste Aise The Bahut,

Jin Talkhiyun Ne Daman Dukhon Se Bher Diya,
Aj Un Talkhoyun Ke Sath Hain Hum Wabasta Bahut,

Aao Kisi Din Daikho Mujhe Toot Ke Bikher Gayi Hun,
Kye The Wade Jis Ne Sath Nibhane Ke Bahut,

Tum Bin Na Kuch Hun Na Rahungi,
Aaj Bhi Tum Bin Hun Main Adhuri Bahut.

Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #1 on: March 06, 2011, 07:16:33 AM »
nice lines imtiaz ji....
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #2 on: March 06, 2011, 10:50:34 AM »
Wah wah bahut baddiya peshkash Imtiaz ji,kamaal ke likhti aap,hats off icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
malli
Guest
«Reply #3 on: March 06, 2011, 11:58:28 AM »
Main Jis Rah Pe Khari Thi,
Uss Rah Ke Musafir The Bahut,

Mane Samjha Tha Main Tanha Reh Lungi,
Per Meri Kismat Main Kante The Bahut,

Main Chalti Rahi Pair Thakte Rahe,
Mane Chune Raste Aise The Bahut,

Jin Talkhiyun Ne Daman Dukhon Se Bher Diya,
Aj Un Talkhoyun Ke Sath Hain Hum Wabasta Bahut,

Aao Kisi Din Daikho Mujhe Toot Ke Bikher Gayi Hun,
Kye The Wade Jis Ne Sath Nibhane Ke Bahut,

Tum Bin Na Kuch Hun Na Rahungi,
Aaj Bhi Tum Bin Hun Main Adhuri Bahut.



Nice sharing dear
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #4 on: March 06, 2011, 05:43:13 PM »
Topics have been merged and then moved to appropriate section...

YOINDIA MONITOR!

thanx...
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #5 on: March 06, 2011, 05:46:01 PM »
Bahut khoob imtiaz ji..
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #6 on: March 06, 2011, 08:58:01 PM »
Main Jis Rah Pe Khari Thi,
Uss Rah Ke Musafir The Bahut,

Mane Samjha Tha Main Tanha Reh Lungi,
Per Meri Kismat Main Kante The Bahut,

Main Chalti Rahi Pair Thakte Rahe,
Mane Chune Raste Aise The Bahut,

Jin Talkhiyun Ne Daman Dukhon Se Bher Diya,
Aj Un Talkhoyun Ke Sath Hain Hum Wabasta Bahut,

Aao Kisi Din Daikho Mujhe Toot Ke Bikher Gayi Hun,
Kye The Wade Jis Ne Sath Nibhane Ke Bahut,

Tum Bin Na Kuch Hun Na Rahungi,
Aaj Bhi Tum Bin Hun Main Adhuri Bahut.



BAHUT KHOOB
Logged
imtiaz096
Guest
«Reply #7 on: March 07, 2011, 06:49:54 AM »
shokriya ap sub ki pazirai ka
Logged
imtiaz096
Guest
«Reply #8 on: March 07, 2011, 06:50:51 AM »
Woh Kaisa Shakhs Hai K Her Roz Saza Deta Hai
Phir Hansata Hai Wo Itna K Sab Bhula Deta Hai

Kabhi Jo Ro De To Mujh Ko Bhi Bhool Jata Hai
Aur Phir Bhool K Mujh Ko Bhi Rula Deta Hai

Humaray Pas Na Aane Ki Kasam Kha Ker Woh
"HAFIZ" Likhta Hai Woh, Khaghaz Pe Urra Deta Hai

Us se Poocho K Bata Kis Se Muhabbat Hai Tumhe
Naam Sargoshi Me Mera He Suna Deta Hai

Kabhi Kehta Hai Chalo Sath Hamesha Mere
Chal Paroon Sath To Rasta Hi Phira Deta Ha
Logged
Matrix Guy
Guest
«Reply #9 on: March 07, 2011, 07:47:07 AM »
bht khoob imtiaz ji...good presentation
Logged
imtiaz096
Guest
«Reply #10 on: March 08, 2011, 06:53:42 AM »
Toota Hua Dil Hia Har Baat Par Ro Deta Hai,
Muskurana Bhi Uska Kisi Gam Ki Khabar Deta Hia,

Baat Karte Hue Usse Ab To Dar Lagne Lagta Hai,
Wo Itna Hassas Hia Har Baat Dil Pe Le Leta Hia,

Kisiko Chahne Ki Khwahish Nahi Usko,
Har Koi Usko Bewafa Sa Lagta Hai,

Judayi Ke Dar Ne Bahut Shiddat Se Dasa Hia,
Wo Ab Mujhse Milne Se Bhi Darta Hai,

Ye Nahi Hai Ke Ab Muskurate Nahi Uske Lab,
Haan Magar Aankhon Ka Kinara Bhiga Dikhayi Deta Hai,
Logged
imtiaz096
Guest
«Reply #11 on: March 08, 2011, 07:03:20 AM »
Mei kisi aur ki hon itna bata ker roi
Woh mujhe mehandi lagay hath dikha ker roi

Mein Be-Kasoor hon Qudrat ka faisla hai yeh
Lipat k mujh se bas woh itna bata ker roi

Mujh pe aik qarb ka toofan hogaya hayil
Jab mere samne khat mere jala ker roi

Meri nafrat aur adawat pighal gai pal mei
Woh bewafa hai to kion mujhko rula ker roi

Sab shikwe aik pal mein beh gaye WASI
Jheel c aankhon mei jab aansu saja ker roi....
Logged
imtiaz096
Guest
«Reply #12 on: March 08, 2011, 07:17:22 AM »
wo khafa hai hum se To khafa hi Rehnay do

hum ko unka gunehgar Hi rehnay do

wo samajhtay hai k hum ne chor diya hai unko

baat to jhooti hai magar such samajhnay do

muddaton mangi hai Khuda se khushiyan unki

jo aata hai elzam hum pe to ab ye elzam hi rehnay do,

shart ye hai k me bewafa banoon

khushyon me unki mujhay bewafa hi rehnay do

aae ga waqat dekhayen gay tum ko apna piyar

abhi hum ko bus khamosh hi rehnay do
Logged
imtiaz096
Guest
«Reply #13 on: March 09, 2011, 09:59:33 AM »
ek shakhs ko dekha tha taroon ki tarha hm ny
ek shakhs ko chaha tha apno ki tarha hm ny
ek shakhs ko samja tha phoolon ki tarha hm ny
wo shakhs qyamat tha kia karyn os ki batian
din os k liyay paida or os ki he thi ratain ...
kab milta kisi sy tha hm sy thin mulakatin
rung os ka shahabi tha zulfoon may thin mayhkaryn
ankhayn thin k jadu tha palkayn thin k talwaryn
dushman b ager daykhen tu jaan sy dil haryn
kuch tm sy wo milta tha batoon may shbaahat thi
han tm sa he lagta tha shokhi may sharart may
lagta b tum he sa tha dastour e muhabat may
wo shakhs hmy ek din apno ki tarha bohla
taroon ki tarha doba pholoon ki tarha tota
phir hath na aya wo hm ny boht dohnda
tm kis liyay chonky ho kab zikar tmhara hy
kab tm sy takaza hy kab tm sy shikayat hy
ek taza hikayat hy soun loo tu inayaat hy
ek shakhs ko daykha tha taron ki tarha hm ny
ek shakhs ko chaha tha apnoo ki tarha hm ny
ek taza hikayat hy soun loo tu inayat hy . . . .
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:22:56 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.091 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer