Main khud ko yahan jab kho baitha...

by Aryaan on April 02, 2005, 03:10:25 AM
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Author  (Read 3997 times)
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #15 on: April 06, 2005, 03:01:18 PM »
Thanks Aryan and good job both ...
Keep it up ...


Mere ashqo ka har qatra,
Tere mohabbat ki nishani hai,
Jo tu samjhe to moti hai,
Tu na samjhe to paani hai...(nm)
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #16 on: April 06, 2005, 07:55:00 PM »
Thanx JHL...... n Nice One...................
Logged
jalpari
Guest
«Reply #17 on: April 10, 2005, 04:32:50 AM »
sabhi ne bohat acha likha...........

 Meri aankho mein jo tasweer basi hai, Us tasweer mein hi meri taqdir basi hai, kis tarah juda kar du usko meri aankho se,mohabbat ki duniya mujhe usi mein hi to mili hai....
Logged
Talat
Guest
«Reply #18 on: April 10, 2005, 10:36:03 AM »
Waah!!! Bohot Khoob all!!!

Ye dil ka dard ye chahat Khuda kisi ko na de
buri bala hai mohabbat Khuda kisi ko na de
Ju chot tu ne mujhe di na koi de tujh ko
ye bewafai ki aadat Khuda kisi ko na de!!!
Logged
Meena
Guest
«Reply #19 on: April 10, 2005, 01:47:42 PM »
wahhhhhh talattttttt!..............!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

 :D
Logged
Talat
Guest
«Reply #20 on: April 10, 2005, 03:07:36 PM »
Thanks Meena happy9

In ankhon ke khwab kabhi sach na ban sake
hum barbaadiy-e-ishq ka tamasha dekhte rahe
bichde hue mil jaate hain suna hai zamane me
yahi soch kar hum apne ghar ke dar khole rahe
Logged
Meena
Guest
«Reply #21 on: April 10, 2005, 03:20:18 PM »
well said talat!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! really nice!!!!

 :D
Logged
bond
Guest
«Reply #22 on: April 10, 2005, 03:24:51 PM »
good one Talat.....

sochate sochate jab soch bhii mar jaatii hai
vaqt ke qadamon kii aahaT ko sunaa karataa huuN
ashk thamate hain to aahon kaa dhuaaN uThataa hai
raat bhar yuuN hii taDapataa huuN jalaa karataa huuN

(NM)
Logged
Talat
Guest
«Reply #23 on: April 10, 2005, 03:25:55 PM »
thanks Meena n Bond happy9 n nice one Bond

Dil dhadakne ka sabab yaad aya
Wo teri yaad thi ab yaad aya
Baith kar pholoon ki chaaov main
Hum bohot roye, jab wo yaad aya!!!

(NM)
Logged
bond
Guest
«Reply #24 on: April 10, 2005, 03:33:10 PM »
ankhon se meri aansoo chalak jaate hain...
jab tere saath bitaye din yaad aate hain....
jinhe jaana hota hai woh to chale jaate hain..
bas yadoon mein aa kar umr bhar rulaate hain...

BOND
Logged
Talat
Guest
«Reply #25 on: April 10, 2005, 03:36:13 PM »
beete hue lamhe rulaate hain hume
har din har pal satate hain hume
jaane kyun ye dooriyan hai darmiyan
wafa tumne bhi ki, bawafa hum bhi hain
Logged
pandit
Guest
«Reply #26 on: April 10, 2005, 03:42:16 PM »
wah......................
gujare dino ki yaaden to nam kar jaate hai aankho ko,
jab yaad aata hai un k baahon ka sahara aur saya julfon ka,
ruk se jaate hai dhadkane aur maut se khaufnaak lagte hai zindagi,
aur lagta hai jaise gar mehboob nahi to berang hai zindagi.
Logged
bond
Guest
«Reply #27 on: April 10, 2005, 03:47:35 PM »
nice both....

kab tak dil kii Khair manaayein, kab tak raah dikhaaoge
kab tak chain kii mohalat doge, kab tak yaad na aaoge

(NM)
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #28 on: April 10, 2005, 11:14:45 PM »
Bohat khoob Talat, Bond & Pandit....

Na tha sher se koi vaasta na tha shayri se main aashna
Tere dard ne, teri yaad ne, mujhe sher kehna sikha diya
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #29 on: April 10, 2005, 11:26:55 PM »
Quote from: "Talat"
beete hue lamhe rulaate hain hume
har din har pal satate hain hume
jaane kyun ye dooriyan hai darmiyan
wafa tumne bhi ki, bawafa hum bhi hain



NICE POST DEAR..............GOOD JOB..........I REALY IMPRESSED FROM YOUR POSTS.......................
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 06:09:39 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.096 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer