MAIN PHIR SE HAARA

by BHONDU on May 16, 2006, 03:22:46 PM
Pages: [1] 2 3 4
Print
Author  (Read 3870 times)
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
MUBARAK HO !! AAP JEETI
MAIN PHIR SE HAARA,
AAPNE KAHA THA, AAB HUMKO JAANA HAI.
JITNI JALDI HO AAPKO BHULANA HAI.
JUB TAK AAP PAAS RAHOGE,
SHAYED KUCH KHASS RAHOGE.
SO AAPKA DIL TODNA HAI.
KYN KI AAPKO CHORNA HAI.
HUM KAHA AISA MAT KERNA DOBARA,
AAP JEETI MAIN PHIR SE HAARA.


HUMNE TO YUHI DAATA THA YAAR,
KYN KATE TUMNE HAATH PAIR...
AAB AAP THIK SE RAHOGE.
KHUD KO KUCH BHI NHI KAROGE.
PER TUM KYN MAANTI MERI BAAT.
AAKHIR MAIN HU KAUN TUMHARA.
AAP JEETI MAIN PHIR SE HAARA.
Logged
Tabrez khan
Guest
«Reply #1 on: May 16, 2006, 03:32:47 PM »
Mere dil ka dard kisne dekha hai,
Humein to khuda ne bhi tadapte dekha hai,
Hum tanhaye mein baith kar rote hai,
Par logon ne hamein aksar mehfil me haste dekha hai. ...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: May 17, 2006, 02:41:55 AM »
very touchi kavi ji!! nice one Khan ji!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: May 17, 2006, 11:13:30 AM »
Nice One bhondu And tabrez
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #4 on: May 17, 2006, 01:11:31 PM »
Quote from: "Tabrez khan"

Mere dil ka dard kisne dekha hai,
Humein to khuda ne bhi tadapte dekha hai,
Hum tanhaye mein baith kar rote hai,
Par logon ne hamein aksar mehfil me haste dekha hai. ...


dard mahsoos hota hai, usko koi chu nhi sakta.
lakh kosis karu phir bhi door ho nhi sakta.
bewafaii mehfil se door ker deti hai.
tanhaai rone ko mazboor ker deti hai.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: May 19, 2006, 02:34:17 PM »
Diye Jo Dard Unhone Hume Mohabbat Ka Naam Lekar,..
Humne Bhi Dedi Unhe Khushion Ki Subha Gham Ki Shaam Lekar,..

Wo Bhi Udaas Hain Wahan Na Jaane Kyun,..
Jaane Kya Mila Unhe Jaanasheen Hamari Jaan Lekar,..

________________-Azeem-_______________
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #6 on: May 20, 2006, 10:30:10 PM »
wah kaya baat hai jaansheen ji, bahoot khoob!!

dhoko apne per wo bhi roya hoga
yakin hai uss raat wo bhi na soya hoga
de kar dard mujko, wo bhi tadpa hoga
sulagti hu jis kadar mai, wo bhi to sulgata hoga!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: May 21, 2006, 06:56:45 AM »
Shukriya Pankhuri And Nice One,..

Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #8 on: May 21, 2006, 07:09:43 AM »
Quote from: "Jaanasheen"

Diye Jo Dard Unhone Hume Mohabbat Ka Naam Lekar,..
Humne Bhi Dedi Unhe Khushion Ki Subha Gham Ki Shaam Lekar,..

Wo Bhi Udaas Hain Wahan Na Jaane Kyun,..
Jaane Kya Mila Unhe Jaanasheen Hamari Jaan Lekar,..

jaanasheen ki kaun kyn jaan lega.
jaanasheen to dil mein utar jaati hai.
khuda ke baad jiski kerta hai ye dil ibaddat.
wahi to janasheen kahlati hai...
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #9 on: May 21, 2006, 07:12:05 AM »
bahoot khoob kavi dost!!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #10 on: May 21, 2006, 07:17:47 AM »
Quote from: "Pankhuri2"


dheko apne per wo bhi roya hoga
yakin hai uss raat wo bhi na soya hoga
de kar dard mujko, wo bhi tadpa hoga
sulagti hu jis kadar mai, wo bhi to sulgata hoga!!!


bahut khoob pankhuri ji....

haan ji wo bhi aapne aap per bahut roya hai..
aapni her galti usay jala rahi hai...
teri yaadoon mein bhi hai kuch aisa asar zaalim.
tu door rahker bhi usako humesha tadpa rahi hai
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #11 on: May 21, 2006, 07:32:05 AM »
tadap hai yah uske payaar ki, muj per ilzaam na de
sulag raha hai wo jo ajj, usko pegaam yah de
badalty waqat aor badalta roop muje badal na payega
meri shayri ko pad kar wo khud samjh jayega
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: May 21, 2006, 07:47:14 AM »
Nice One Doston
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #13 on: May 21, 2006, 07:55:14 AM »
shukariyan Jsheen ji!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #14 on: May 21, 2006, 08:09:05 AM »
Quote from: "Pankhuri2"

tadap hai yah uske payaar ki, muj per ilzaam na de
sulag raha hai wo jo ajj, usko pegaam yah de
badalty waqat aor badalta roop muje badal na payega
meri shayri ko pad kar wo khud samjh jayega


pyaar kabhi pyaar ko ilzaam nhi deta.
masooka ko bewafaa ka naam nhi deta.
ye mohabbat hi humko shayar bana deti hai.
warna shayaroon ko koi pagaloon ka naam nhi deta.
Logged
Pages: [1] 2 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:33:36 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer