MAIN PHIR SE HAARA

by BHONDU on May 16, 2006, 03:22:46 PM
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Author  (Read 3890 times)
Pankhuri2
Guest
«Reply #15 on: May 21, 2006, 08:24:12 AM »
wah kay abaat kahi apne!! bahoot khoob!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: May 21, 2006, 01:20:14 PM »
Nice One Bhondu,..

Ilzaam Mohabbat ke Bhi Khush Naseebon Ko Milte Hain,..
Ke Phool Gulshan Mein Kanton Ka Dard Sehkar Hi Khilte Hain,..

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #17 on: May 22, 2006, 05:07:29 AM »
waqat ke hatho ajj phir meri haar hui
ajj phir se, khud ke sath takraar hui
toot kar khud ne phir lalkaara mujko
kaise kahu kaya kaya usne pukara mujko

kayun umeend ka diya ajj bhi jalaye hu
kis liye apni wafa mai ajj bhi samaye hu
jo ho nahi sakta, kayun uski umeend karati hu
roj haar haar kar khud se, kayun tujse payar karati hu

waqat ke hatho ajj phir se meri haar hui
toot kar ajj phir khud se meri takraar hui.....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: May 22, 2006, 08:58:48 AM »
Nice One Pankhuri Ji,..
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #19 on: May 22, 2006, 09:35:51 AM »
Quote from: "Pankhuri2"
waqat ke hatho ajj phir meri haar hui
ajj phir se, khud ke sath takraar hui
toot kar khud ne phir lalkaara mujko
kaise kahu kaya kaya usne pukara mujko

kayun umeend ka diya ajj bhi jalaye hu
kis liye apni wafa mai ajj bhi samaye hu
jo ho nahi sakta, kayun uski umeend karati hu
roj haar haar kar khud se, kayun tujse payar karati hu

waqat ke hatho ajj phir se meri haar hui
toot kar ajj phir khud se meri takraar hui.....



saath ho tumhara ye waqt bhi tal jaayega.
dard humare dard se khud hi jal jaayega.
tootker yu bhikharna na "pankhuri"
pankhuri ke tootne se ye "fool"(bhondu) guzar jaayega.

umeed ka diya aap yu bhujhne na dena.
warna to jeevan mein andhera ho jaayega.
waqt ke saath kuch aur.. deer lad lo.
nischay hi ye waqt tumhara ho jaayega...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: May 22, 2006, 09:38:07 AM »
Waah Bhondu Bhai lage Raho,..
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #21 on: May 24, 2006, 02:32:44 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Waah Bhondu Bhai lage Raho,..


thankz
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: May 25, 2006, 08:01:57 AM »
Mujhe Bhool Jaana Agar Ho Sake,..
Na Phir Yaad Aana Agar Ho Sake,..

Mera Pyaar Guzre Zamaane Ki Baat Hai,..
Rahe Yaad Kyun Bhool Jaane Ki Baat Hai,..
Nahi koi Aansoon Bahaane Ki Baat Hai,..
Na Aansoon Bahana Agar Ho Sake,..

Mujhe Maaf Karna Mere Hum Safar,..
Kahin Kho Gaya Main Tumhe Chordkar,..
Tumhe Maine Aansoon Diye Hain Magar,..
Sada Muskuraana Agar Ho Sake,..

____________________________________
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #23 on: May 26, 2006, 10:03:30 AM »
Quote from: "Jaanasheen"

Mujhe Bhool Jaana Agar Ho Sake,..
Na Phir Yaad Aana Agar Ho Sake,..

Mera Pyaar Guzre Zamaane Ki Baat Hai,..
Rahe Yaad Kyun Bhool Jaane Ki Baat Hai,..
Nahi koi Aansoon Bahaane Ki Baat Hai,..
Na Aansoon Bahana Agar Ho Sake,..

Mujhe Maaf Karna Mere Hum Safar,..
Kahin Kho Gaya Main Tumhe Chordkar,..
Tumhe Maine Aansoon Diye Hain Magar,..
Sada Muskuraana Agar Ho Sake,..

____________________________________


mujhe bool jaana agar ho sake...
naa phir yaad aana agar ho sake...

tham lena haath kisi aache ka...
dena saath tum kisi sache ka...
naa pherna muh aapna..
zindgi bher dena saath uska  agar ho sake.....

mujhe maaf kerna mere humsafar...
alag hai shayed teri meri dagar...
khush rahna kisi aur ke saath...
mere sapne jala dena ,agar ho sake.

mujhe bhool jaana agar ho sake.
naa phir yaad aana  agar ho sake.
Logged
kaiynath
Guest
«Reply #24 on: May 26, 2006, 10:07:23 AM »
nice words bhondu ji and jaanasheen ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: May 26, 2006, 10:09:52 AM »
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "Jaanasheen"

Mujhe Bhool Jaana Agar Ho Sake,..
Na Phir Yaad Aana Agar Ho Sake,..

Mera Pyaar Guzre Zamaane Ki Baat Hai,..
Rahe Yaad Kyun Bhool Jaane Ki Baat Hai,..
Nahi koi Aansoon Bahaane Ki Baat Hai,..
Na Aansoon Bahana Agar Ho Sake,..

Mujhe Maaf Karna Mere Hum Safar,..
Kahin Kho Gaya Main Tumhe Chordkar,..
Tumhe Maine Aansoon Diye Hain Magar,..
Sada Muskuraana Agar Ho Sake,..

____________________________________


mujhe bool jaana agar ho sake...
naa phir yaad aana agar ho sake...

tham lena haath kisi aache ka...
dena saath tum kisi sache ka...
naa pherna muh aapna..
zindgi bher dena saath uska  agar ho sake.....

mujhe maaf kerna mere humsafar...
alag hai shayed teri meri dagar...
khush rahna kisi aur ke saath...
mere sapne jala dena ,agar ho sake.

mujhe bhool jaana agar ho sake.
naa phir yaad aana  agar ho sake.


Bhoolaye Nahi Jaate Jo Sapne Dil Se Sajaate Hain,,..
Haqeeqat Mein Na Sahi Yaadon Mein To Ghar Basaate Hain,..

Khush Rahoon Kaise Tumhare Bin Main Janaasheen,..
Ke Tumhari Yaadein To Har Pal Hume Rulaate Hain,..

Kaise Nibhaaoonga Main Rishta Gair Se Tera Saath Chodke,..
Ke Apna Dushman To Sara Zamaan Hai Ye Sab Humpe Tohmatein Lagate Hain,.

Bin Tere Main Jee Nahi Sakta Tujhe To Kadar Nahi Hai Meri Wafaon Ki,..
Mitaa Do Hume Ya Apno Lo Hume Yun Udaas Rehne Se Log Badnaamian Udaate Hain,,..

__________________________-Azeem-_______________________
Logged
kaiynath
Guest
«Reply #26 on: May 26, 2006, 10:12:40 AM »
yaadon ka karwaan nikalta hai har raat
jab chanda aata hai pahlane pyar aasmaan par
har yaad banti hai dard hamare liye
har tara haasta hai hum par
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: May 26, 2006, 10:14:56 AM »
Shukriya Kaynath Ji,..

Tu Nahi To Ter Yaad Sahi,..
Yaadon Ke Sahare Jee Lenge,..
Khud Jaake Geerehbaan See Lenge,..
Hum Zehar Ghamo Ka Pee Lenge,..
Logged
kaiynath
Guest
«Reply #28 on: May 26, 2006, 10:16:45 AM »
pyar na sahi kuch tu mila tumse
waafa na saahi kuch tu paaya tumse
saath na mila kya ghum hai
yaadon ka karwaan tu mila tumse
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: May 26, 2006, 10:22:51 AM »
Humne Tumse Is Kadar Wafaa Ki,..
Poocho Tum Bhi Chand Aur Sitaaron Se,..
Hum Nahi The Bewafa Jaanasheen,..
Kis Kadar Kiya tha Tumhara Intezaar
Poocho In Mehekti Bahaaron Se,..

__________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:44:41 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer