MAIN PHIR SE HAARA

by BHONDU on May 16, 2006, 03:22:46 PM
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Author  (Read 3912 times)
Pooja
Guest
«Reply #30 on: May 26, 2006, 02:44:31 PM »
good one Kay and Jsheen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: May 27, 2006, 09:42:10 AM »
Shukriya Pooja Ji,..
Bahoot Dino Baad Nazar Aaye Sab Khairiyat To Hai Na,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: May 27, 2006, 09:43:35 AM »
Dil Se Nikal ke Dard Behta Hai Aansoon Mein,..
Samajhta Wohi Hai Jo kisi Se Dil Lagata Hai,..

______________________________-Jaanasheen-
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #33 on: May 28, 2006, 05:42:53 PM »
kisi se dil laga kar bhi kaya paya hai
kuch jakham, ansoo aor dard hi hath ayya hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #34 on: May 29, 2006, 07:51:05 AM »
Quote from: "Pankhuri2"
kisi se dil laga kar bhi kaya paya hai
kuch jakham, ansoo aor dard hi hath ayya hai


Nice One Pankhuri Ji..

Khush Naseeb Ho Ke Tumhe Ro Ke Liye Aansooon To Mile,..
Us Zalim Ne To Humse Hamare Aansoon Tak Cheen Liye,..

__________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #35 on: May 30, 2006, 02:15:21 AM »
hoga payaar tabhi ansoo tere bardasht nahi
apke ansoo per, kisi ki hansi ki phuhar to nahi
Logged
manu1979
Guest
«Reply #36 on: May 30, 2006, 11:04:05 AM »
everybody writes very well mai ise aage badhata hu


meri wafaaye tanhaai mai jaa kar roti rahi
apni hi pahchhan sarr-e-aam vo khoti rahi

Tumhe kadar nahi thi  meri mahobbat ki
teri bewafaayi umra saari kaante chuboti rahi

teri to gujari hai  shaam auro ki baaho mai
Meri zindagi apne kaandho par mujhe dhohti rahi

maine to nigaaho mai is kadar tumhe basaay tha
ke aine se jab mila shakal meri badi chunauti rahi

jubaan par khamoshi ke sivaa teri koi baat nahi
Nadi nigaaho ki kuchh daag umra saari dhoti rahi


regards
take care
manu
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #37 on: May 30, 2006, 12:05:12 PM »
Nice One Manu Lage Raho,..
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #38 on: June 13, 2006, 02:02:17 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "Jaanasheen"

Mujhe Bhool Jaana Agar Ho Sake,..
Na Phir Yaad Aana Agar Ho Sake,..

Mera Pyaar Guzre Zamaane Ki Baat Hai,..
Rahe Yaad Kyun Bhool Jaane Ki Baat Hai,..
Nahi koi Aansoon Bahaane Ki Baat Hai,..
Na Aansoon Bahana Agar Ho Sake,..

Mujhe Maaf Karna Mere Hum Safar,..
Kahin Kho Gaya Main Tumhe Chordkar,..
Tumhe Maine Aansoon Diye Hain Magar,..
Sada Muskuraana Agar Ho Sake,..

____________________________________




mujhe bool jaana agar ho sake...
naa phir yaad aana agar ho sake...

tham lena haath kisi aache ka...
dena saath tum kisi sache ka...
naa pherna muh aapna..
zindgi bher dena saath uska  agar ho sake.....

mujhe maaf kerna mere humsafar...
alag hai shayed teri meri dagar...
khush rahna kisi aur ke saath...
mere sapne jala dena ,agar ho sake.

mujhe bhool jaana agar ho sake.
naa phir yaad aana  agar ho sake.


Bhoolaye Nahi Jaate Jo Sapne Dil Se Sajaate Hain,,..
Haqeeqat Mein Na Sahi Yaadon Mein To Ghar Basaate Hain,..

Khush Rahoon Kaise Tumhare Bin Main Janaasheen,..
Ke Tumhari Yaadein To Har Pal Hume Rulaate Hain,..

Kaise Nibhaaoonga Main Rishta Gair Se Tera Saath Chodke,..
Ke Apna Dushman To Sara Zamaan Hai Ye Sab Humpe Tohmatein Lagate Hain,.

Bin Tere Main Jee Nahi Sakta Tujhe To Kadar Nahi Hai Meri Wafaon Ki,..
Mitaa Do Hume Ya Apno Lo Hume Yun Udaas Rehne Se Log Badnaamian Udaate Hain,,..

__________________________-Azeem-_______________________
[/

quote]

humashe hi ishq kerne wale badnaam hote hai.
jo chahte hai dil se gumnaam hote hai.
yu to bade pyaar se humein katl ker diya,
hum to aapni maut se bhi anjaan hote hai.
thi kuch majbooriyaan jo saath chut gaya.
warna kahan khusiyaan meharbaan hote hai.
tanhaaiyon ne humara  saath nhi chora
isiliye to ashq subah- saam bahte hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #39 on: June 13, 2006, 02:11:51 PM »
bahoot khoob Manu and Dost Kavi ji!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #40 on: June 14, 2006, 10:18:24 AM »
really good one manu
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: June 14, 2006, 12:23:19 PM »
Badnaam Kardiya Zalim Ne Mujh Se Bewafaai Karke,..
Ke Jiski Chahat Ki Kasmein Liya Karta Tha Main Kabhi,..

_____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #42 on: June 14, 2006, 02:36:43 PM »
nice lines JSHEEN JI!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #43 on: June 15, 2006, 01:31:28 PM »
Quote from: "Pooja"
nice lines JSHEEN JI!!

Shukriya Didi,..

Uth Ta Hai Dard Seene Mein Jab Yaad Karta Hoon Uski Wafaaon Ko,..
Jisne Chahat Mein Jaan Dene Ki Kasam Khaai Use Ne Hume Ghamon Mein Dubo Diya,..

_________________________________________________ ___-Jaanasheen-
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #44 on: June 16, 2006, 10:00:32 AM »
Quote from: "Jaanasheen"
Badnaam Kardiya Zalim Ne Mujh Se Bewafaai Karke,..
Ke Jiski Chahat Ki Kasmein Liya Karta Tha Main Kabhi,..

_____________________________________-Jaanasheen-


jala diya hai tune dil ka wo aashiyaana mera.
ki jismein pyaar se tujhe rakha kerta tha kabhi.
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 04:23:05 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer