Main Rahoon Ya Na Rahoon,..

by Jaanasheen on October 09, 2006, 05:18:36 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 14827 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Main Rahoon Ya Na Rahoon Ek Din sab Yaad karenge Mujhe,..
Kahega Koi Kisi Mohabbat karne Waale Se, Ke Isne Bhi Mohabbat Ki Thi Kabhi,..

____________________________________________-Jaanasheen-

Love U Jaanashee,..
Missing U Too Much.,..
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #1 on: October 09, 2006, 05:51:48 PM »
good  one   Azeem..........
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #2 on: October 10, 2006, 04:33:56 AM »

Very nice Azeem.... Bahut Khoob likha hai... =D>
[/b]
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #3 on: October 10, 2006, 04:35:36 AM »

Main rahu'n ya naa rahu'n,
Kuch nishaani reh jaayegi....
Mere dard se bheegi hui,
Meri kahaani reh jaayegi....

Bol du'n jo aaj main toh,
haal-e-dil sunegaa kaun,
Meri maut kal magar yeh,
Baat puraani keh jaayegi....

Taanakashi naa seh sakege,
Hum sanam mar jayegey,
Phir kehna jo kuch bhi tum,
Rooh toh sab seh jaayegi....
[/b]
Logged
ranjana
Guest
«Reply #4 on: October 10, 2006, 05:16:37 AM »
main rahu na rahu yahan  per kabhi
meri dastaan yah jahaan fir bhi gungunayega


pata de denge mere lafaz tumhe khud hi
is geet ko kabhi toh koi aur gaayega

tum gum ke andhero se na ho jaana mauaas kahi
har kaali raat ke baad suraj nikal kar toh aayega


yeh dard ki raaho ka silsila thamata hi nahi
per ek aas hai ki yeh zakham kabhi toh bhar jaayega!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: October 11, 2006, 02:27:59 AM »
Shukriya waheed Bhai Ranjana Sis And Shika Sis,..

Bahoot Khoob Shikha sis and Ranjana sis,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: October 11, 2006, 02:38:43 AM »
Quote from: "Shikha12"

Main rahu'n ya naa rahu'n,
Kuch nishaani reh jaayegi....
Mere dard se bheegi hui,
Meri kahaani reh jaayegi....

Bol du'n jo aaj main toh,
haal-e-dil sunegaa kaun,
Meri maut kal magar yeh,
Baat puraani keh jaayegi....

Taanakashi naa seh sakege,
Hum sanam mar jayegey,
Phir kehna jo kuch bhi tum,
Rooh toh sab seh jaayegi....
[/b]


Bahoot khoob Shikha Sis,..

Main Rahoon Ya Na Rahoon Ye Baat Zaroor Reh Jaayegi,..
Aankhon ke Aansoon Ki Tarah Ye Raat Bhi Beh Jaayegi,..

Zinda Rehkar Bhi Main Keh Naa Saka Unse Apni Dil Ki Baat,..
Marr Gaya Agar Main "Jaanasheen" Meri Lassh sab Keh Jaayegi,.

__________________________________________-Jaanasheen-

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: October 11, 2006, 02:42:37 AM »
Quote from: "ranjana"
main rahu na rahu yahan  per kabhi
meri dastaan yah jahaan fir bhi gungunayega


pata de denge mere lafaz tumhe khud hi
is geet ko kabhi toh koi aur gaayega

tum gum ke andhero se na ho jaana mauaas kahi
har kaali raat ke baad suraj nikal kar toh aayega


yeh dard ki raaho ka silsila thamata hi nahi
per ek aas hai ki yeh zakham kabhi toh bhar jaayega!!


Nice One Ranjana Sis,..

Main Rahoon Ya Na Rahoon Is Chaman Mein,..
Bahaar Banke Aata Rahoonga Tere Gulshan Mein,..

Kabhi Bhi Mujhe Door Na Samajhna Apne Se "Jaanasheen,..
Rooh To Hissa Hai Jism Ka To To Jaan Hai Mere Badan Mein...

_______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: October 11, 2006, 02:45:55 AM »
Umeed Thi Jinse Ke Samjhenge Wo Mere Dil Ka Haal,..
Aaj Wohi Muskuraakar Chaldiye Kareeb se Mere,..

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
angel4u
Guest
«Reply #9 on: October 11, 2006, 04:54:31 AM »
Very nice azeem shikha ji


Wo Jab Yaad Aane Lagte Hai,
Tab Kuch Achha Nahi Lagta,

Sawan Ki Kaali Ghataon Mein,
Lehrakar JhuMna Achha Nahi Lagta,

Barish Ki Pehli RiMjhiM Mein,
Bhigna Mujhko Achha Nahi Lagta,

Baghon Ki Thandi Fizaon Mein,
Machal Kar SiMat Jaana Achha Nahi Lagta,

Koyal Ka Pyara NagMa Sunkar Bhi
Gungunana Mujhko Achha Nahi Lagta,

SaMne Hasti Khilti Kaliyan Hai,
Dekhkar Inko Muskurana Achha Nahi Lagta,

In Dhadkano Ki Rawaani Ka
Yun Besabab Aana Jaana Achha Nahi Lagta,

Ab HuM Tanha Hai Lekin,
TuMhara Yaad Aana Achha Nahi Lagta,
* * * * *
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #10 on: October 11, 2006, 05:00:56 AM »
Main Rahun ya na rahun.....
Par Intezar tum rakhna.....

Zindagi ab nahi meri munasib.....
Tum Dil me Mahobbat ka Aghaaz rakhna.....

Khushkismati nahi meri ki Thaam sakun me haath tumhara......
Fikarmand hai Saansein...Shayad laga de yeh Zamaana mere Janaze ko kinara......


Haisiyat Naap le tu or Kafn mera See jaa.....
Dekho aakhri waQt me bhi kaise tadap raha hai yeh Nayab AshiQue tumhara......

Main Rahun ya na Rahun......
Par rahega shayad hamesha saath hamara..........!!!!!!!!!




Excelletn topic Jaan bhai......Superb......aur Ranju......Shikha....angel.....sabne hee bahut bahut acha likha hai Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: October 12, 2006, 02:29:12 PM »
Shukriya Husena Ji and Gaurav Bhaijaan,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: October 12, 2006, 02:33:51 PM »
Quote from: "angel4u"
Very nice azeem shikha ji


Wo Jab Yaad Aane Lagte Hai,
Tab Kuch Achha Nahi Lagta,

Sawan Ki Kaali Ghataon Mein,
Lehrakar JhuMna Achha Nahi Lagta,

Barish Ki Pehli RiMjhiM Mein,
Bhigna Mujhko Achha Nahi Lagta,

Baghon Ki Thandi Fizaon Mein,
Machal Kar SiMat Jaana Achha Nahi Lagta,

Koyal Ka Pyara NagMa Sunkar Bhi
Gungunana Mujhko Achha Nahi Lagta,

SaMne Hasti Khilti Kaliyan Hai,
Dekhkar Inko Muskurana Achha Nahi Lagta,

In Dhadkano Ki Rawaani Ka
Yun Besabab Aana Jaana Achha Nahi Lagta,

Ab HuM Tanha Hai Lekin,
TuMhara Yaad Aana Achha Nahi Lagta,
* * * * *

Bahoot Khoob Husena Ji,..
kamaal ka Likha Hai,..

Aaj Bhi Yakheen Nahi Hai Unko Meri Chahaton Par,..
Har Waqt Mangte Rehte Hain Saboot Iska,..

_____________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: October 12, 2006, 02:43:41 PM »
Quote from: "badnaam_shayar"
Main Rahun ya na rahun.....
Par Intezar tum rakhna.....

Zindagi ab nahi meri munasib.....
Tum Dil me Mahobbat ka Aghaaz rakhna.....

Khushkismati nahi meri ki Thaam sakun me haath tumhara......
Fikarmand hai Saansein...Shayad laga de yeh Zamaana mere Janaze ko kinara......


Haisiyat Naap le tu or Kafn mera See jaa.....
Dekho aakhri waQt me bhi kaise tadap raha hai yeh Nayab AshiQue tumhara......

Main Rahun ya na Rahun......
Par rahega shayad hamesha saath hamara..........!!!!!!!!!




Excelletn topic Jaan bhai......Superb......aur Ranju......Shikha....angel.....sabne hee bahut bahut acha likha hai Usual Smile


Waah Bhai jaan Bahoot Khoob Apne To Meri Bolti Ban Kardi,..
Nice One,..
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 12:26:34 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer