main tanha tha

by tanha dil tanha safar on March 03, 2005, 09:14:28 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Author  (Read 4421 times)
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #15 on: March 04, 2005, 07:34:20 AM »
gud gaurav!!

hum to bewafa se pyar kar baithe, usse dil laga baithe
hui ye bhool humse, uske chehre ka nakaab abhi utra nahi tha
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
JAB SAWAN MAIN TANHA BHIIGO GEY.!!! by SADIQA JAWED in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3 4 5 »
Bohot tanha hoon main!!!! by Talat in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 6 7 »
main tanha hoon by salil2002 in Shayri for Khumar -e- Ishq
tanha hoon main by anupam saxena in Shayri-E-Dard
Main azal se Tanha thee aur Hun by javedarshad in Shayri for Khumar -e- Ishq
abhishek_gaurav
Guest
«Reply #16 on: March 04, 2005, 07:42:39 AM »
dosti bhi ho gayi nakab bhi utar gaya,
par kya karen hum the jo unhe pehchan naa paye
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #17 on: March 10, 2005, 09:12:57 AM »
anyone here?
Logged
desikuri
Guest
«Reply #18 on: March 10, 2005, 10:04:28 AM »
good all of u
Logged
Tosha
Guest
«Reply #19 on: May 19, 2005, 01:32:04 PM »
Quote from: "tanha dil tanha safar"
gud gaurav!!

hum to bewafa se pyar kar baithe, usse dil laga baithe
hui ye bhool humse, uske chehre ka nakaab abhi utra nahi tha


yuh ilzam na laga na kahe use tu bewafa
nakab laga tha koi vo jutha nahi tha
tammana thi dil main thi ek arzoo
to dil ke is gaherai to kab tak nahi samjhega
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #20 on: May 19, 2005, 01:34:57 PM »
Quote from: "tanha dil tanha safar"
Tere baare mein jab socha nahiin tha
main tanha tha magar itna nahiin tha

terii tasviir se karta tha baatain
mere kamre mein aaiinaa nahiin tha

samandar ne mujhe pyaasaa he rakhaa
main jab seharaa mein thaa pyasaa nahiin thaa

manaane-ruuthane ke khel mein ham
bichhar jaayenge ye socha nahiin tha

sunaa hai band kar li us ne aankhein
kaii raaton se vo soyaa nahiin tha.



nm


wah chintan,tumne bhi shayri start kar di,khushi hui dekhkar,bohat khoob,keep writing :D
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #21 on: May 20, 2005, 05:06:17 AM »
thanks Nidhi & all others.............................
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #22 on: May 20, 2005, 05:08:24 AM »
dekh ke bhi nakab ko uske chehre par
kyun gaye nazdik uske hum
samjha hoga usne bhi shayad ye he
mera payar uske liye gehra nahi tha.
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #23 on: May 20, 2005, 05:12:05 AM »
maut kyun na aayi uski bewafai se pehle mujhko
samajh liya tha usko apna jo kabhi bhi mera nahi tha.
Logged
Tosha
Guest
«Reply #24 on: May 20, 2005, 06:49:44 AM »
samjhi ko aapne na samjhe ka na karar de
diya hai dil to use tu ek anjam de
kise ko bevafa kahena koi hal nahi
dukha hai ger sina tera to use bhi dard hua hai kahi
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #25 on: May 20, 2005, 12:09:36 PM »
very nice Tosha ji!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!


bewafa kehne ke siwa koi bhi to hal nahi mil raha hai,
tuta hua dil bhi aaj dekho kaise jal raha hai.
Logged
Tosha
Guest
«Reply #26 on: May 21, 2005, 05:11:46 AM »
Tanha...
...
dil tuta hai
toda to nahi
khanjar sine main
jaan ke piroya to nahi
nahi koi bevafa
dil tumhara bhi maanta hai yahi
hal nahi mila to
ilzam sare aam lagate bhi nahi
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #27 on: May 21, 2005, 07:20:09 AM »
Quote from: "Tosha"
Tanha...
...
dil tuta hai
toda to nahi
khanjar sine main
jaan ke piroya to nahi
nahi koi bevafa
dil tumhara bhi maanta hai yahi
hal nahi mila to
ilzam sare aam lagate bhi nahi


bina tode dil kaise toot gaya aaj
chupate ho humse bhi kuch raaz
khanjar maar seene mein mere
dekho khud per karte ho naaz
Logged
Aflatoon
Guest
«Reply #28 on: May 21, 2005, 07:22:41 AM »
toot jayega har naaz bevfwao ka yha
zra waffa ke rah pe chal ke to dekhey !!
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #29 on: May 21, 2005, 07:24:32 AM »
Quote from: "Aflatoon"
toot jayega har naaz bevfwao ka yha
zra waffa ke rah pe chal ke to dekhey !!


chaha tha jisko jaan se bhi zayada usne he dhoka diya
shayad nasamajh hai woh jo meri chahat ko ruswa kiya.
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:13:30 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer