main tanha tha

by tanha dil tanha safar on March 03, 2005, 09:14:28 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5
Print
Author  (Read 4475 times)
Aflatoon
Guest
«Reply #30 on: May 21, 2005, 07:26:52 AM »
gar hum befwaa hai to e'janeeywafa yuhi shi
doondh lena gar tumey koi waffa dar miley !!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
JAB SAWAN MAIN TANHA BHIIGO GEY.!!! by SADIQA JAWED in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3 4 5 »
Bohot tanha hoon main!!!! by Talat in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 6 7 »
main tanha hoon by salil2002 in Shayri for Khumar -e- Ishq
tanha hoon main by anupam saxena in Shayri-E-Dard
Main azal se Tanha thee aur Hun by javedarshad in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tosha
Guest
«Reply #31 on: May 21, 2005, 07:59:39 AM »
Quote from: "tanha dil tanha safar"
Quote from: "Tosha"
Tanha...
...
dil tuta hai
toda to nahi
khanjar sine main
jaan ke piroya to nahi
nahi koi bevafa
dil tumhara bhi maanta hai yahi
hal nahi mila to
ilzam sare aam lagate bhi nahi


bina tode dil kaise toot gaya aaj
chupate ho humse bhi kuch raaz
khanjar maar seene mein mere
dekho khud per karte ho naaz


vo raz hi kya raz hai jiske khabar sare zamane ko
nahi toda aap ke use dil pata hai sare zamane ko
dua karte hai dil se tumhare ek hasi ke liye vo
lagate ho tum roz ek naya ilzam pate hai sare zamane ko
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #32 on: May 21, 2005, 10:00:20 AM »
zamane ki duhai dekar kyun khud ko khud se chupati ho
karke bewafai tum, ilzam se apne ko kyun bachati  ho
Logged
Tosha
Guest
«Reply #33 on: May 21, 2005, 11:26:41 AM »
nahi bachati khud ko
tere pyaar main sajde karte hun
angaro se paar ho yun main
teri he ibaddat karti hun
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #34 on: May 21, 2005, 11:28:56 AM »
gar ye ibadat hai teri to e khuda jane
teri bewafai ka haal kya hoga.
Logged
Tosha
Guest
«Reply #35 on: May 21, 2005, 11:49:43 AM »
jaan le tu meri bevafai ka haal kya hoga
meri maain le tu meri bevafai ka anjam accha nahi hoga
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #36 on: May 21, 2005, 12:02:06 PM »
maut aane se pehle zindagi ne keher dha diya
apne he haathon se maine apna janaza saja diya
Logged
Tosha
Guest
«Reply #37 on: May 21, 2005, 12:36:32 PM »
bahut hua aab bate na bana
has de yaar mere
khud ke marne ka matam ha mana
mare tere dushman
lage meri umar tujhe
tujh pe kahar dhane walo ka
janaza hai tune sajaya
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #38 on: May 21, 2005, 12:55:35 PM »
jo tu hai sang mere yaar, kuch bhi main kar jaunga
zindagi ki to bisat he kya main maut se bhi lad jaunga.
Logged
Tosha
Guest
«Reply #39 on: May 21, 2005, 01:03:29 PM »
jeene marne ke baat na kar
muskara tu har dam
gumo ka saya to humsaya hai
jo je le jindgi je bhar kar
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #40 on: May 23, 2005, 09:01:52 AM »
kiya hai wada jo tune saath dene ka mera
hoga mujh badnaseeb per ye ehsaan tera.
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #41 on: May 24, 2005, 07:24:52 AM »
kaise keh doon ke ishq nahi hai tumse?Huh?Huh?..............................
Logged
Tosha
Guest
«Reply #42 on: May 24, 2005, 08:56:00 AM »
Quote from: "tanha dil tanha safar"
kiya hai wada jo tune saath dene ka mera
hoga mujh badnaseeb per ye ehsaan tera.


es wade ko ehesan to na kako
khud ko badnaseebs to na kaho
mujhe bhi to mila hai tera saath
khud ko maayus na karo
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #43 on: May 26, 2005, 08:02:23 AM »
very well!!!!!!!!!!!!!!

khush naseeb hoon main jo paya hai saath tera
kat jayega safar pakda hai tumne jo haath mera.
Logged
Tosha
Guest
«Reply #44 on: May 28, 2005, 10:05:19 AM »
thanhai main jo tum mile
yeh din hasi se guzre
na milte tum na jeete hum
aab tak maut ke ho gaye hote priye
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 10:00:09 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer