Main Zinda Hoon Ab Tak...

by Aryaan on March 26, 2007, 03:51:53 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 2469 times)
Talat
Guest
«Reply #15 on: April 19, 2007, 11:07:16 AM »
Bohot khoob Aryaan....

Khamoshi ko zubaan apni bana ke ji rahe hain
Umadne nahin dete, hum ashkon ko pi rahe hain
Kuch apno ne hi diya hai yeh zakhm hume dil ka
Yeh zakhm bhi hain apne, ye soch ke si rahe hain !
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tere leay hii zinda hooN by DJ Goher in Shayri for Khumar -e- Ishq
===Main Zinda Hoon Abhi=== by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
main zinda hoon... by mk.johri in Miscellaneous Shayri
zinda hoon mein abhi by anush in Shayri-E-Dard
Mai Zinda Hoon Jab Tak by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
Aryaan
Guest
«Reply #16 on: April 20, 2007, 12:41:54 AM »
Thanks a lot Talat & Nice One...
Logged
Talat
Guest
«Reply #17 on: April 20, 2007, 08:56:29 AM »
Thanks Aryaan
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #18 on: May 03, 2007, 10:12:19 PM »
Logged
jalpari
Guest
«Reply #19 on: May 05, 2007, 06:46:46 PM »
very nice Aryaan  :wink:
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #20 on: May 07, 2007, 03:03:07 AM »
Bohat shukriya Jalpari...
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #21 on: August 13, 2007, 02:48:32 AM »
Zehan Ke Khayaalon Mein
Rooh Ke Ujalon Mein
Zindgi Ki Jheelon Mein
Zaat Ke faaslon Mein
Ratjagon Ke Daaman Mein
Khawahishon Ke Aangan Mein
Dil Ke Khushk Sehra Mein
Chasham-e-Tar Ke Darya Mein
Dard Ke Jahaan Mein Bhi
Ashk-e-Bezuban Mein Bhi
Aur Kuch Nahi Rehta
Teri Yaad Rehti Hai..
Logged
nikki
Guest
«Reply #22 on: August 13, 2007, 09:35:04 AM »
excellent work Aryaan ji....kamaal ka likha hai apne

yun to kab ki bikhar gayi hoti main
agar woh mujhe sambhalne hi nahi deta

kuch iss tarah se toda tha dil usne mera
ki shayad agli sans talak mujhe iss duniya mein rukne hi nahi deta

har taraf naumeedi ke kale badal chaye hue the
kuch nazar nahi aata
agar woh mujhe apne khayalon ki zara si roshni nahi deta

woh mujhe dard dekar bhi mera masiha ban gaya hai
main shayad aaj yeh sab na keh rahi hoti
agar woh mujhe jeene ke liye itne gum nahi deta
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #23 on: August 13, 2007, 04:52:51 PM »
BAHUT KHOOB ARYAN..GOOD ONE NIKKI
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #24 on: August 19, 2007, 12:04:41 AM »
Thanks a lot Nikki & Khwaish..

Nice One Nikki...
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #25 on: October 01, 2007, 12:23:17 PM »
Main Zindagi Ke Raaste Mein Chup Chaap Bikhar Jata
Agar Ik Roz Bhi Apni Tanhai Se Darr Jata
Kal Saamne Manzil Thi Aur Peeche Uss Ki Awaaz
Rukta Tau Safar Jata, Chalta Tau Bicharh Jata
Logged
faiiz_76
Guest
«Reply #26 on: October 01, 2007, 09:24:43 PM »
cool keep it up
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #27 on: November 11, 2007, 01:49:40 AM »
Thank You Faiiz...
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 26, 2025, 07:06:24 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer