-----/// Main zindagi se duur jaataa rahaa ///----- Hriday

by ~Hriday~ on August 29, 2012, 06:37:24 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2077 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
uskaa chehraa mujhe khwaabon me nazar aataa rahaa
maine  bhulaanaa  chahaa par  wo   yaad aataa  rahaa

main ek  tarfaa  apni mohabbat  ko  nibhaataa  rahaa
dard ko dabaake  seene  me main muskuraataa rahaa

waadaa kiyaa thaa  usse   ki   bhool  jaaunga use main
use yaad rakhaa, bas us  waade   ko  bhulaataa  rahaa

chal  rahaa  hoon  main , manzil  ka  kuch  pataa  nahi
le chali  zindagi   jahaan   main  wahaan  jaataa rahaa

yakeen  hai ,  kabhi   to   milegi ,  kahin  to  milegi wo
bas is ummeed me main apne kadam badhaataa raaaa

par  kadam  kis  taraf  , zindagi   nahi   maut  ki  taraf
har ek  din  main  maut ke  aur  kareeb   jaataa  rahaa

sambhaalnaa chaahaa  mere   yaaron ne  bahut mujhe
main  apnaa  haath  unse  har baar  chhudaataa rahaa

*****HRIDAY*****
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #1 on: August 29, 2012, 06:40:18 AM »
bahut bahut bahut khoobsoorat
Logged
mkv
Guest
«Reply #2 on: August 29, 2012, 08:23:12 AM »
Bahut badhiya Kapil jee
Applause Applause
Ummeedon bhari is peshkash par mubaarakbaad kubool karen.
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #3 on: August 29, 2012, 08:33:13 AM »
BAhut BAhut Khub Likha Hai Kapil Ji Mubaarakbaad Applause Applause Applause
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #4 on: August 29, 2012, 08:39:49 AM »
main   roz   ek  kadam   zindagi  se  duur  jaataa rahaa
maine  bhulaanaa  chahaa par  wo   yaad aataa  rahaa
matle mein aaps mein koi rabta nahin hai maaf karein.just line milaane wali baat hai. Usual Smile Usual Smile

main ek  tarfaa  apni mohabbat  ko  nibhaataa  rahaa
dard ko dabaake  seene  me main muskuraataa rahaa

waadaa kiyaa thaa  usse   ki   bhool  jaaunga use main
use yaad rakhaa, bas us  waade   ko  bhulaataa  rahaa

chal  rahaa  hoon  main , manzil  ka  kuch  pataa  nahi
le jaaye  zindagi   jahaan   main  wahaan  jaataa rahaa 

jaaye ki jagah chalii hoga janab
Usual Smile Usual Smile

yakeen  hai ,  kabhi   to   milegi ,  kahin  to  milegi wo
bas is ummeed me main apne kadam badhaataa raaaa

par  kadam  kis  taraf  , zindagi   nahi   maut  ki  taraf
har ek  din  main  maut ke  aur  kareeb   jaataa  rahaa icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch

sharaab  ko  sukun samajh main usme samaataa rahaa
ghum ko main  cigarette ke dhuyen me udaataa rahaa kamzor sher hai

sambhaalnaa chaahaa  mere   yaaron ne  bahut mujhe
main  apnaa  haath  unse  har baar  chhudaataa rahaa

*****HRIDAY*****

gud
Logged
shaukeen
Guest
«Reply #5 on: August 29, 2012, 11:06:35 AM »
bahut khoob
Logged
sbechain
Guest
«Reply #6 on: August 29, 2012, 07:44:24 PM »
uskaa chehraa mujhe khwaabon me nazar aataa rahaa
maine  bhulaanaa  chahaa par  wo   yaad aataa  rahaa

main ek  tarfaa  apni mohabbat  ko  nibhaataa  rahaa
dard ko dabaake  seene  me main muskuraataa rahaa

waadaa kiyaa thaa  usse   ki   bhool  jaaunga use main
use yaad rakhaa, bas us  waade   ko  bhulaataa  rahaa

chal  rahaa  hoon  main , manzil  ka  kuch  pataa  nahi
le chali  zindagi   jahaan   main  wahaan  jaataa rahaa

yakeen  hai ,  kabhi   to   milegi ,  kahin  to  milegi wo
bas is ummeed me main apne kadam badhaataa raaaa

par  kadam  kis  taraf  , zindagi   nahi   maut  ki  taraf
har ek  din  main  maut ke  aur  kareeb   jaataa  rahaa

sambhaalnaa chaahaa  mere   yaaron ne  bahut mujhe
main  apnaa  haath  unse  har baar  chhudaataa rahaa

*****HRIDAY*****

bahut khoob hriday..........!
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #7 on: August 30, 2012, 08:13:47 AM »

naaaaaaaaaice Usual Smile Usual Smile
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #8 on: August 30, 2012, 08:51:24 AM »
Bahut bahut shukriyaa Saini ji...aapne PM me jo suggestions diye the maine accept kar ke corrections kar liye hain....!!!

bahut bahut bahut khoobsoorat
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #9 on: August 30, 2012, 08:52:04 AM »
bahut bahut shukriyaa Mukesh ji...!!!

Bahut badhiya Kapil jee
Applause Applause
Ummeedon bhari is peshkash par mubaarakbaad kubool karen.
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #10 on: August 30, 2012, 08:52:35 AM »
bahut bahut shukriyaa Sanjeev ji...!!!

BAhut BAhut Khub Likha Hai Kapil Ji Mubaarakbaad Applause Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #11 on: August 30, 2012, 08:53:56 AM »
bahut bahut shukriyaa K_A ji... aapke suggestions ko accept karke changes kar liye hain maine.... meri poem ki khoobsurti ko badhaane ke liye main aapkaa tahe dil se shukriyaa adaa karta hoon...!!!

gud

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #12 on: August 30, 2012, 08:55:21 AM »
bahut bahut shukriyaaa Shaukeen ji....!!!

bahut khoob
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #13 on: August 30, 2012, 08:56:21 AM »
bahut bahut shukriyaaa Shihab ji... aapko pasand nahi aayaa wo line maine hataa diyaaa... tongue3

Bahut Bahut Khub Hriday ji sharaab Wali ko chhorh kar baaki sab Pasand aaya Applause

Shad o Aabaad Rahiye

Shihab
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #14 on: August 30, 2012, 08:56:46 AM »
bahut bahut shukriyaaa Sheba ji....!!!

bahut khoob hriday..........!
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 10:59:36 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer