MAJBOORIYAN

by khwaish on September 19, 2007, 08:11:53 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1453 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
BECHARA JIGAR KE ZAKHM YEH DO LETA HAI
GHAM KE TAKIYE PAR SAR RAKH KE SO LETA HAI....

KHWAISHE DABI HAI JAANE KITNE..
USS KE DIL MEIN
KHUD HI SAWAAL KARTA HAI
KHUD HI JAWAAB MEIN KUCH BOL  LETA  HAI.....

LAB KHAMOSH HAI,
PAR KUCH SAWAALO KE BHEED MEIN KHOYA SA REHTA HAI
KALAM HAATH MEIN THAAM KAR,
DARD APNA ALFAAZO MEIN TOL LETA HAI.....

AANSUO KI ZAROORAT NAHI HAI ISSE
MAJBOORIYON MEIN INSAAN
 YUH BHI RO LETA HAI....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Haay ye Majbooriyan by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
Majbooriyan by angel4u in Shayri-E-Dard
majbooriyan by faheem_akayla in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Majbooriyan by anika asija in Shayri-E-Dard
Kuch To Majbooriyan>> Dr Basheer Badr sb by suman59 in Share Video
Talat
Guest
«Reply #1 on: September 19, 2007, 08:14:41 PM »
Bohot khoob Khwaish Usual Smile
Logged
SHONA
Guest
«Reply #2 on: September 20, 2007, 11:52:47 AM »
Quote from: "khwaish"
BECHARA JIGAR KE ZAKHM YEH DO LETA HAI
GHAM KE TAKIYE PAR SAR RAKH KE SO LETA HAI....

KHWAISHE DABI HAI JAANE KITNE..
USS KE DIL MEIN
KHUD HI SAWAAL KARTA HAI
KHUD HI JAWAAB MEIN KUCH BOL  LETA  HAI.....

LAB KHAMOSH HAI,
PAR KUCH SAWAALO KE BHEED MEIN KHOYA SA REHTA HAI
KALAM HAATH MEIN THAAM KAR,
DARD APNA ALFAAZO MEIN TOL LETA HAI.....

AANSUO KI ZAROORAT NAHI HAI ISSE
MAJBOORIYON MEIN INSAAN
 YUH BHI RO LETA HAI......


Bahut Khoob KHWAISH....so true to life...circumstances creates uncurable pain in life..i wish u could have written something more..too good khwaish =D>  =D>  =D>  =D>  =D>
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #3 on: September 21, 2007, 07:07:05 PM »
BAAHUT BAHUT SHUKYIYA TALAT AUR SONA......THANX A LOT FOR APPRECIATING...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #4 on: September 21, 2007, 07:30:57 PM »
JAZBAATON KI LEHAR MEIN BEH GAYA HOON
JO NA KEHNA THA KABHI,
WOH KEH GAYA HOON...

BIKHAR GAYE HAI ZEHAN SE WOH LAMHE,
JINKE SAHARE JIYA KARTE THE,
AANSUO KI MAUJ MEIN BEH GAYA HOON...

AAJ WOH DOOR SE MUSKURATE CHALE GAYE
"KHWAISH" YEH KARAM BHI SEH GAYA HOON

GHAM CHUPANE KE LIYE JHOOTI MUSKAAN
RAKH LIYA KARTE THE CHEHRE PE..
HASTE HASTE DO BOOND AANSU BAHAKE REH GAYA HOON...

AB KYA DARE GHAM-E-TOOFAN SE
AB TO DARD KE SAATH EK GEHRA RISHTA
BANA KE REH GAYA HOON....

MAJBOORIYON KE HAATH
FAASLE AUR BHI GEHRE HO GAYE,
TUJHSE KAREEB HOTE HUE BHI
DOORIYAN BADHTI CHALI GAYI
ASHKO KO BAHATA REH GAYA HOON...

ZAKHM JAB PURAANE HO JAATE HAI
TO DARD NAHI DETE...
"KHWAISH" EK BAAT PATE KI KEH GAYA HOON...
Logged
ISHPREET
Guest
«Reply #5 on: September 23, 2007, 07:25:08 PM »
Quote from: "khwaish"
JAZBAATON KI LEHAR MEIN BEH GAYA HOON
JO NA KEHNA THA KABHI,
WOH KEH GAYA HOON...

BIKHAR GAYE HAI ZEHAN SE WOH LAMHE,
JINKE SAHARE JIYA KARTE THE,
AANSUO KI MAUJ MEIN BEH GAYA HOON...

AAJ WOH DOOR SE MUSKURATE CHALE GAYE
"KHWAISH" YEH KARAM BHI SEH GAYA HOON

GHAM CHUPANE KE LIYE JHOOTI MUSKAAN
RAKH LIYA KARTE THE CHEHRE PE..
HASTE HASTE DO BOOND AANSU BAHAKE REH GAYA HOON...

AB KYA DARE GHAM-E-TOOFAN SE
AB TO DARD KE SAATH EK GEHRA RISHTA
BANA KE REH GAYA HOON....

MAJBOORIYON KE HAATH
FAASLE AUR BHI GEHRE HO GAYE,
TUJHSE KAREEB HOTE HUE BHI
DOORIYAN BADHTI CHALI GAYI
ASHKO KO BAHATA REH GAYA HOON...

ZAKHM JAB PURAANE HO JAATE HAI
TO DARD NAHI DETE...
"KHWAISH" EK BAAT PATE KI KEH GAYA HOON...


Bahut khoob khwaish...vaakai mein pate ki baat keh gaye ho..bahut ache
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #6 on: September 25, 2007, 06:18:27 PM »
SHUKRIYA ISHPREET....
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #7 on: August 30, 2009, 07:02:46 AM »
Wah wah Khwaish ji bahut khoob,mindblowing creation.excellent Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Arrfaa
Guest
«Reply #8 on: August 30, 2009, 07:23:13 AM »
subhanallah mind bolwing khawiash Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #9 on: August 30, 2009, 12:29:21 PM »
Wah wah Khwaish ji bahut khoob,mindblowing creation.excellent Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Thankyou Soooooo Much Madhu.. icon_flower

Logged
Pooja
Guest
«Reply #10 on: August 31, 2009, 02:53:19 AM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley GOOD WORK KHWAISH JI
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:56:53 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer