marhoom bahayaat
Guest
|
taptish ke liye mera hi ghar mila. karne ko qalam mera hi sar mila.
raha hamesha aalam-e-khiza aitraaf mere. bahut mushkil se sooka shajar mila.
raha dur-b-dur apne hi shahr mein. puchoo.N sawaal zindagi se kabhi gar mila.
hui fanaa khaqsaari jaane kaise jahaan se. darmiyaan khudgarzi ke her ek bashar mila.
mohabbat-o-kuloos MARHOOM ka zayaa hota raha. mere hi marham ko zakhm aksar mila.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #1 on: September 21, 2012, 04:17:38 PM » |
|
Bahut khoob MB saheb Kya baat hai.. matle se maqte tak..dard hi dard janaab. Bahut hi umda kalaam
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #2 on: September 21, 2012, 04:18:43 PM » |
|
MARHOOM BAHAYAT SAHEB , BAHUT BAHUT KHUBSURAT GHAZAL HAI . KAISE TAAREEF KARUN . PARH KE TABIAT KHUSH HO GAI . BAHUT MUBARAKBAAD.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Asif samani jaunpuri
Guest
|
|
«Reply #3 on: September 21, 2012, 04:55:17 PM » |
|
Bahut khoob ayse hi likhte rahiye Darmiyaa khudgarji ke her ek basar mila khuda ne pahle hi kah diya dunya to hai dard phir tu dard se kyun bahagne laga
|
|
|
Logged
|
|
|
|
MANOJ6568
Khaas Shayar
Rau: 31
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:42 days, 19 hours and 59 minutes.
Astrologer & Shayer
Posts: 12017 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #4 on: September 21, 2012, 05:54:34 PM » |
|
taptish ke liye mera hi ghar mila. karne ko qalam mera hi sar mila.
raha hamesha aalam-e-khiza aitraaf mere. bahut mushkil se sooka shajar mila.
raha dur-b-dur apne hi shahr mein. puchoo.N sawaal zindagi se kabhi gar mila.
hui fanaa khaqsaari jaane kaise jahaan se. darmiyaan khudgarzi ke her ek bashar mila.
mohabbat-o-kuloos MARHOOM ka zayaa hota raha. mere hi marham ko zakhm aksar mila.
khub' apni barbadi ka manoj kis kis se karta gila mera naseeb hi jab meri badnasibi se gale mila
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Sps
Guest
|
|
«Reply #5 on: September 21, 2012, 07:09:43 PM » |
|
bahot khoob, simply superb!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #6 on: September 22, 2012, 12:34:49 AM » |
|
Laajawaab balki superb bahut bahut mubarak baad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nandbahu
Mashhur Shayar
Rau: 122
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553 Member Since: Sep 2011
|
|
«Reply #7 on: September 22, 2012, 12:51:51 AM » |
|
very nice
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mamta bajpai
Guest
|
|
«Reply #8 on: September 22, 2012, 02:27:16 AM » |
|
Marhoom jee bade dino baad aap ko paRhaa .........bahut khoob! ek achchhee ghazal par dheroN mubaarakbaad kubool farmaayeN.......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
soudagar
Guest
|
|
«Reply #9 on: September 22, 2012, 03:41:46 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Kaushal Sharma
Guest
|
|
«Reply #10 on: September 22, 2012, 04:48:58 AM » |
|
Superbbbbbb ,dard me dubi hue gajal pesh ki hain apne marhoom Sahab ji ..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
gaytri gupta
Guest
|
|
«Reply #11 on: September 22, 2012, 04:53:27 AM » |
|
nice......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ParwaaZ
Guest
|
|
«Reply #12 on: September 22, 2012, 09:55:33 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
marhoom bahayaat
Guest
|
|
«Reply #13 on: September 22, 2012, 12:19:01 PM » |
|
Bahut khoob MB saheb Kya baat hai.. matle se maqte tak..dard hi dard janaab. Bahut hi umda kalaam thank you sir
|
|
|
Logged
|
|
|
|
zarraa
|
|
«Reply #14 on: September 22, 2012, 02:45:07 PM » |
|
Waah waah mb ji kya kehne. Zabardast qalaam !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|