Marne Waale Apne The {The Bomb Blast In Bombay}

by Jaanasheen on July 12, 2006, 02:16:56 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 4324 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: July 18, 2006, 01:20:45 PM »
Zindagi Maut Naa Banjaaye Sambhaalo Yaaron,..
Kho Raha Cahin-o-Aman, Mushkilon Mein Hai Watan,..
Sarfaroshi Ki Shamaa Dil Mein Jagaa Lo Yaaron,..

Ek Taraf Pyaar Hai Chahat Hai Wafaadaari hai..
Ek Taraf Desh Mein Dhoka Hai Gaddaari Hai,..
Bastiaan Sehmi Hui Sehma Chaman Saara hai,..
GHam Mein Kyun Dooba Hua Aaj Sab Nazaara Hai,..
Aag Paani Ki Jagaa Ab Jo Barsaayeinge,.
Lehlahaate Hue Sab Khet Jhulas Jaayeinge,..
Kho Raha Chain-o-Aman, Mushkilon Mein Hai Watan,..

Jurm Waalon Ki Kahan Umar Badi Hai Yaaron,..
Inki Raahon Mein Sadaa Maut Hi Khadi Hai Yaaron..
Zulm Karne SeSada Zulm Hi Haseel Hoga,.
Jo Na Sach Baat Kahe Wo Koi Buzdil Hoga,..
Sarfaroshon Ne Lahoo Deke Jise Seencha Hai,..
Aise Gulshan Ko Ujadne SE Bachaa Lo Yaaron,..

------------------------------------------------------------
Doston ye Hamare Maujooda Halat Ke Upar Depend Hota Hai isliye Yaha Post Kar Diya,..
I Hope Iska Kuch Asar Sab Ko Hoga,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Regarding 7 Bomb Blast in Bombay on 11. July 2006 by Devdas_online in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
mumbai blast by tabassum shakeel in Shairy-E-Watan
bomb blast in delhi by bekarar in Chit - Chat & General Discussion
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: July 18, 2006, 01:52:29 PM »
Guzarti Hai Jo Dil Par Marne Waalon ke Rishtedaaron Par,..
Kya Bataaein Hum Ke Wo Kis Kadar Jeete Hain,..
Unke Bhi Kuch Armaan The Kuch Khwaahishat The, ..
Dekhta Hoon Jab Aansoon Unke Chahne Waalon Ke Ankhon Mein Dil Dukhta Hai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: July 19, 2006, 01:40:32 PM »
Samander Ki Khamoshi Se Ya Na Samjho,..
Ke Lehron Mein Rawaani Nahi,..
Jab Bhi Uthege Toofaan Banke Uthenge,..
Abhi Humne Uthne Ki Thaani Nahi,..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #18 on: July 19, 2006, 02:15:00 PM »
bahoot hi achy dil ke mailk ho Lil Bro.... hamesha khush raho...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: July 20, 2006, 11:50:48 AM »
Quote from: "Pooja"
bahoot hi achy dil ke mailk ho Lil Bro.... hamesha khush raho...


Shukriya Didi,..

Tumhari Zindagi mein Kabhi Gham Na Ho..
Tumhari Aankhein Kabhi Aansoon Se Num Na Ho,..
Mile Tumhe Har Khushi Is Jahaan Ki,,.
Bhale Us Khushi Mein Hum Na Ho,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: July 20, 2006, 01:41:46 PM »
Ghabraagaya Shaitaan Bhi Ye Alaam Dekh Kar,..
Aur Khudaa Se Kehne Lagaa, Maine To Sirf Sab Ko Daraane Ki Kasam Khaai Thi,..
Yahan Tere Insaan Ek Dusre Ka Lahoo Bahaa Rahe Hain Paani Samajh Kar,..
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #21 on: July 24, 2006, 11:39:57 AM »
Nice One Jaan Bhai-
Pooja-
Dekhkar alaam maut ka ro gaya dil mera-
phir bhi un dehshat gaaron ka dil nahi dukhta-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #22 on: July 24, 2006, 03:18:48 PM »
nice Jsheen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: July 26, 2006, 12:17:07 PM »
Shukriya Pooja didi,.
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:17:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.092 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer