Matlab "Khwaish"

by khwaish on September 08, 2012, 08:55:36 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 4697 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Koi Kehta Hai Duniya Pyaar Pe Chalti Hai

Koi Kehta Hai Duniya Dosti Pe Chalti Hai

Lekin Jab Azmaaya To Yeh Paaya....Ke

Duniya To Bas Apne "MATLAB" Ke Liye Chalti Hai...!!!


Matlab Nikal Jaane Par Apne Bhi Paraaye Ho Gaye
Duniya Ki Bheed MeN Rishte Kaheen Kho Gaye

Aaj Koi Kisi Ke Liye Kahaan Rukhtaa Hai..!!!!!!
Pyaar,Izzat,Jazbaat..Sab Gehri Neend So Gaye

Yeh Kaise Log Jo Sirf Apne Hi Bhale Ka Soche
Aise Halaat Ko Dekh Kar, Hum To  Ro Gaye

Jinhe Naaz Tha Apni Gehri Dosti, Yaraane Par,
Mushkil Raah Aane Par Sabse Pehle Woh Door Ho Gaye

Yeh Acha Hua Ke Saheen Waqt par Chot Khaayi Humne..!!!!
"Khwaish" Apni Umeedon Ko Hum Apne Aansuon Se Dho Gaye


           ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
mkv
Guest
«Reply #1 on: September 08, 2012, 09:06:07 AM »
Bahut badhiya Khwaish jee
gham kya karna ye duniya aisi hai..jo aapne likha hai..bilkul sach hai..bahut qareeb se dekha hai.
duaayen aapke liye..
sabhi ashaar behad khoob aur aala darje ke.
ek shabda dard ki chaasnee me dooba hua
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #2 on: September 08, 2012, 09:56:28 AM »
 Applause Applause Applause bahut khub khwaishji
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #3 on: September 08, 2012, 10:25:36 AM »
Khawahish jee Aadaab!


Bahut khoob janab bade hi taNziyaa par sahiN khayaal bayaaN
kiye haiN aapne... Usual Smile

Sabhi ashaar behad khoob rahe... HUmari dheroN dili daad O
mubbarakbad kabul kijiye... Usual Smile

Likhate rahiye... aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda hafez... Usual Smile 

Logged
Qais
Guest
«Reply #4 on: September 08, 2012, 11:18:52 AM »
bahut acha khwaish ji. mubarakbad qubool kijye.
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #5 on: September 08, 2012, 12:22:55 PM »
bahut khoob sachhai bayaan kee hai betaa dheron daad khush raho
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #6 on: September 08, 2012, 01:16:35 PM »
Bohat Aache!!!! Applause Applause  Applause
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #7 on: September 08, 2012, 01:38:08 PM »
bahut khoob
Logged
sbechain
Guest
«Reply #8 on: September 08, 2012, 07:00:30 PM »
Koi Kehta Hai Duniya Pyaar Pe Chalti Hai

Koi Kehta Hai Duniya Dosti Pe Chalti Hai

Lekin Jab Azmaaya To Yeh Paaya....Ke

Duniya To Bas Apne "MATLAB" Ke Liye Chalti Hai...!!!


Matlab Nikal Jaane Par Apne Bhi Paraaye Ho Gaye
Duniya Ki Bheed MeN Rishte Kaheen Kho Gaye

Aaj Koi Kisi Ke Liye Kahaan Rukhtaa Hai..!!!!!!
Pyaar,Izzat,Jazbaat..Sab Gehri Neend So Gaye

Yeh Kaise Log Jo Sirf Apne Hi Bhale Ka Soche
Aise Halaat Ko Dekh Kar, Hum To  Ro Gaye

Jinhe Naaz Tha Apni Gehri Dosti, Yaraane Par,
Mushkil Raah Aane Par Sabse Pehle Woh Door Ho Gaye

Yeh Acha Hua Ke Saheen Waqt par Chot Khaayi Humne..!!!!
"Khwaish" Apni Umeedon Ko Hum Apne Aansuon Se Dho Gaye


           ~~~~~Khwaish~~~~~


good.......!
Logged
laaiba
Guest
«Reply #9 on: September 08, 2012, 07:11:52 PM »
waah bohat khoob.....
Logged
suman59
Guest
«Reply #10 on: September 09, 2012, 12:36:07 AM »
Koi Kehta Hai Duniya Pyaar Pe Chalti Hai

Koi Kehta Hai Duniya Dosti Pe Chalti Hai

Lekin Jab Azmaaya To Yeh Paaya....Ke

Duniya To Bas Apne "MATLAB" Ke Liye Chalti Hai...!!!


Matlab Nikal Jaane Par Apne Bhi Paraaye Ho Gaye
Duniya Ki Bheed MeN Rishte Kaheen Kho Gaye

Aaj Koi Kisi Ke Liye Kahaan Rukhtaa Hai..!!!!!!
Pyaar,Izzat,Jazbaat..Sab Gehri Neend So Gaye

Yeh Kaise Log Jo Sirf Apne Hi Bhale Ka Soche
Aise Halaat Ko Dekh Kar, Hum To  Ro Gaye

Jinhe Naaz Tha Apni Gehri Dosti, Yaraane Par,
Mushkil Raah Aane Par Sabse Pehle Woh Door Ho Gaye

Yeh Acha Hua Ke Saheen Waqt par Chot Khaayi Humne..!!!!
"Khwaish" Apni Umeedon Ko Hum Apne Aansuon Se Dho Gaye


           ~~~~~Khwaish~~~~~


bahut khoob  Applause Applause
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #11 on: October 13, 2012, 11:15:40 AM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
bilkul sahi aur khoobsoorati se kaha khwaish ji.
daaaaaaad.
Logged
laaiba
Guest
«Reply #12 on: October 13, 2012, 11:17:50 AM »
Koi Kehta Hai Duniya Pyaar Pe Chalti Hai

Koi Kehta Hai Duniya Dosti Pe Chalti Hai

Lekin Jab Azmaaya To Yeh Paaya....Ke

Duniya To Bas Apne "MATLAB" Ke Liye Chalti Hai...!!!


Matlab Nikal Jaane Par Apne Bhi Paraaye Ho Gaye
Duniya Ki Bheed MeN Rishte Kaheen Kho Gaye

Aaj Koi Kisi Ke Liye Kahaan Rukhtaa Hai..!!!!!!
Pyaar,Izzat,Jazbaat..Sab Gehri Neend So Gaye

Yeh Kaise Log Jo Sirf Apne Hi Bhale Ka Soche
Aise Halaat Ko Dekh Kar, Hum To  Ro Gaye

Jinhe Naaz Tha Apni Gehri Dosti, Yaraane Par,
Mushkil Raah Aane Par Sabse Pehle Woh Door Ho Gaye

Yeh Acha Hua Ke Saheen Waqt par Chot Khaayi Humne..!!!!
"Khwaish" Apni Umeedon Ko Hum Apne Aansuon Se Dho Gaye


           ~~~~~Khwaish~~~~~

waah khwaish ji behtereen or sacha kalaam hy aapkaa ,gehree soch ,pur asar asshaar ke sath ....bohat c daad......
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:13:45 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.141 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer