maut bhi nahin aati

by salil2002 on February 09, 2009, 07:42:47 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 3849 times)
salil2002
Guest
yoon toh har taraf alam hai jashn ka
sirf ek tere chehre par khushi nazar nahin aati
jo tere saath tha toh bhi tu udaas thi
ab yeh ghami kii chadar chehre se kyun nahin hatati

na kar afsos mera lamha samjh k bhool ja
maaf kii maine khata nahin shikwa ab koi baaki
lutf ootha is shaam ka ,'yeh shaam toh haseen hai
kehte hai log kii raunake laut kar nahin aati

dekh jal na jaaye kaahin sholon k khel mein
galatfehmi hai teri kii rakh mein aag nahin aati
jo jal gaya roshan kar k kissii kii zindgi
kehte hai aisi mohaabat ko"saahil" maut bhi nahin aati

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Koi Ummeed Bar Nahin Aati, by pankaj_pups in Shayri-E-Dard
Maut Jab Saamne Aati Hai by honeyrose in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
maut se ham ko darr nahin by NABROY in Shayeri for Dard -e- Bewafai
kisi dil ko maut aai nahin.......... by SURESH SANGWAN in Miscellaneous Shayri
Marna chahta hu par maut nhi aati... by Jaggu Diljale in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Roja
Guest
«Reply #1 on: February 09, 2009, 07:45:49 AM »
yoon toh har taraf alam hai jashn ka
sirf ek tere chehre par khushi nazar nahin aati
jo tere saath tha toh bhi tu udaas thi
ab yeh ghami kii chadar chehre se kyun nahin hatati

na kar afsos mera lamha samjh k bhool ja
maaf kii maine khata nahin shikwa ab koi baaki
lutf ootha is shaam ka ,'yeh shaam toh haseen hai
kehte hai log kii raunake laut kar nahin aati

dekh jal na jaaye kaahin sholon k khel mein
galatfehmi hai teri kii rakh mein aag nahin aati
jo jal gaya roshan kar k kissii kii zindgi
kehte hai aisi mohaabat ko"saahil" maut bhi nahin aati



Wah Salil ji... bahut accha laga aapko padkar Thumbs UP
Logged
salil2002
Guest
«Reply #2 on: February 09, 2009, 08:10:18 AM »
Wah Salil ji... bahut accha laga aapko padkar Thumbs UP
shukriya hosla afzaai ka

kissii kii din muskuraana tum mujhe yaad karke
meri chahat thi kii labon par ek hansi dekhoon
Logged
salma786
Guest
«Reply #3 on: February 09, 2009, 08:32:46 AM »
yoon toh har taraf alam hai jashn ka
sirf ek tere chehre par khushi nazar nahin aati
jo tere saath tha toh bhi tu udaas thi
ab yeh ghami kii chadar chehre se kyun nahin hatati

na kar afsos mera lamha samjh k bhool ja
maaf kii maine khata nahin shikwa ab koi baaki
lutf ootha is shaam ka ,'yeh shaam toh haseen hai
kehte hai log kii raunake laut kar nahin aati

dekh jal na jaaye kaahin sholon k khel mein
galatfehmi hai teri kii rakh mein aag nahin aati
jo jal gaya roshan kar k kissii kii zindgi
kehte hai aisi mohaabat ko"saahil" maut bhi nahin aati




Bahoot hi khoob likha hai apne saahil ji Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
salil2002
Guest
«Reply #4 on: February 09, 2009, 08:37:39 AM »

Bahoot hi khoob likha hai apne saahil ji Clapping Smiley Clapping Smiley
thanks salma ...........nice to c u on my thread
Logged
salma786
Guest
«Reply #5 on: February 09, 2009, 08:41:36 AM »
Its ma pleasure to read ur gud creation always Usual Smile
Logged
k.shael
Guest
«Reply #6 on: February 09, 2009, 08:43:07 AM »
 Applause   Applause   Clapping Smiley
Bahut khoob likha hai Salil,
As always gud one from ur side

Shally.
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #7 on: February 09, 2009, 09:39:04 AM »
Bahot Dard Hai Salil Bhai
Dil Ko Chho Liya Aapne
Bahoot Khoob
 Applause Applause Applause
Logged
salil2002
Guest
«Reply #8 on: February 09, 2009, 02:09:22 PM »
Its ma pleasure to read ur gud creation always Usual Smile
Bahot Dard Hai Salil Bhai
Dil Ko Chho Liya Aapne
Bahoot Khoob
 Applause Applause Applause
thanks a lot salma and shivam bhai...will try to write even better
Logged
salil2002
Guest
«Reply #9 on: February 09, 2009, 02:11:44 PM »
Applause   Applause   Clapping Smiley
Bahut khoob likha hai Salil,
As always gud one from ur side

Shally.

thnks shally dear.........

honthon pe kuch dabi huyi si baat hai
aao mein choomo lab tere aur saare raaz khol doon
bahut tanhaayi main reh liye tum jaanemann
baahon mein aao mein dil k saaz chhed doon
Logged
dead heart
Guest
«Reply #10 on: February 09, 2009, 05:21:31 PM »
Saahil bhai...kamal ka likha hai apne...  Applause  Applause  Applause  Applause yeh lines toh lajawab thi...dil ko chu gayi...

dekh jal na jaaye kaahin sholon k khel mein
galatfehmi hai teri kii rakh mein aag nahin aati
jo jal gaya roshan kar k kissii kii zindgi
kehte hai aisi mohaabat ko"saahil" maut bhi nahin aati




unki palkein toh hume duniya se chupati hai,
jane anjane hume deewana banati hai,
sach kaha hai apne Saahil,
hume jaise pyaar karne walon ko toh maut bhi nahin ati hai...
Logged
salil2002
Guest
«Reply #11 on: February 10, 2009, 05:16:48 AM »
Saahil bhai...kamal ka likha hai apne...  Applause  Applause  Applause  Applause yeh lines toh lajawab thi...dil ko chu gayi...
nice to c u again on my thread i always wait for ur heartiest comments and lovely shayaris.........

ho sake toh aaj na jao mujhe chhod kar
haan main aaj kii raat ji lena chahta hoon
kal savere naya suraj hoga tumhare liye
main ban k saaya tere saath rehna chahta hoon

unki palkein toh hume duniya se chupati hai,
jane anjane hume deewana banati hai,
sach kaha hai apne Saahil,
hume jaise pyaar karne walon ko toh maut bhi nahin ati hai...
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 06:55:39 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer