maut~~~~ Saahil

by salil2002 on May 07, 2009, 07:02:28 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2085 times)
salil2002
Guest
ek ooljhe huye deemaag ka fitoor kaho ya uska dard.....ek ajeeb si kasamkash jo hamesha chalti rehti hai oosi ko keh raha hoon


maut jo humko chahe toh hum yeh bataye
kii khwahish toh ab bas wahi hai

na yeh zindgi hai , na woh zindgi hai
meri mohabbat to ab bas wahi hai

mujhe maut de do. ootha lo yeh khanjar
haan cheero, haan phado, sukha do samandar

is behti hawa k paron ko bhi katro
in panchhiyon ko chumwa do darakhto k andar

mujhe maut hi chahiye ab is jahan se
nahin jaanta main kissii k RAHEM ko

mujhe tum mita do , haan haan mita do
diya kya hai mujhko , haan aa kar bata do

jahan bhi hai dekha haan dikhti hai laashen
kissii kii mohabbat main bikti hai laashen

jo karta mohabbat woh tadpa bahut
woh reh gaya ban k dil k tamashe

kissii ki nazar main dekho agar tum
khoon ootar k hai aaya ab is kadar hai

jo tum kahoge kissii se haan "Saahil'
mohabbat hai tumse, woh roya bahut hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Maut--Jawaab deta hai~~~ Saahil by salil2002 in Shayri-E-Dard
ISHQ-- Meri maut~~ Saahil by salil2002 in Shayri-E-Dard
Aashiq -- Maut mujhe maaf karna ~~ Saahil by -Saahil- in Shayri-E-Dard
Saahil~~ Saahil by salil2002 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Deewane ki maut - Saahil by -Saahil- in Shayri-E-Dard
madhuwesh
Guest
«Reply #1 on: May 07, 2009, 08:08:06 AM »
bahut khoob salil ji.
Logged
salma786
Guest
«Reply #2 on: May 07, 2009, 08:17:46 AM »
Very different and nicely described Salil ji...  Applause Applause Applause
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #3 on: May 07, 2009, 09:12:14 AM »
ek ooljhe huye deemaag ka fitoor kaho ya uska dard.....ek ajeeb si kasamkash jo hamesha chalti rehti hai oosi ko keh raha hoon


maut jo humko chahe toh hum yeh bataye
kii khwahish toh ab bas wahi hai

na yeh zindgi hai , na woh zindgi hai
meri mohabbat to ab bas wahi hai

mujhe maut de do. ootha lo yeh khanjar
haan cheero, haan phado, sukha do samandar

is behti hawa k paron ko bhi katro
in panchhiyon ko chumwa do darakhto k andar

mujhe maut hi chahiye ab is jahan se
nahin jaanta main kissii k RAHEM ko

mujhe tum mita do , haan haan mita do
diya kya hai mujhko , haan aa kar bata do

jahan bhi hai dekha haan dikhti hai laashen
kissii kii mohabbat main bikti hai laashen

jo karta mohabbat woh tadpa bahut
woh reh gaya ban k dil k tamashe

kissii ki nazar main dekho agar tum
khoon ootar k hai aaya ab is kadar hai

jo tum kahoge kissii se haan "Saahil'
mohabbat hai tumse, woh roya bahut hai

GUD WORK....S2002
Logged
salil2002
Guest
«Reply #4 on: May 07, 2009, 09:21:34 AM »
bahut khoob salil ji.
Very different and nicely described Salil ji...  Applause Applause Applause
GUD WORK....S2002


shukriya madhuwesh ji, salma ji, and K_A ji

maut se kya parda karna yeh roohon pe dastak deti hai
surat pe mitte aur honge, yeh seerat par nazar rakhti hai
Logged
dead heart
Guest
«Reply #5 on: May 07, 2009, 09:33:44 AM »
ek ooljhe huye deemaag ka fitoor kaho ya uska dard.....ek ajeeb si kasamkash jo hamesha chalti rehti hai oosi ko keh raha hoon


maut jo humko chahe toh hum yeh bataye
kii khwahish toh ab bas wahi hai

na yeh zindgi hai , na woh zindgi hai
meri mohabbat to ab bas wahi hai

mujhe maut de do. ootha lo yeh khanjar
haan cheero, haan phado, sukha do samandar

is behti hawa k paron ko bhi katro
in panchhiyon ko chumwa do darakhto k andar

mujhe maut hi chahiye ab is jahan se
nahin jaanta main kissii k RAHEM ko

mujhe tum mita do , haan haan mita do
diya kya hai mujhko , haan aa kar bata do

jahan bhi hai dekha haan dikhti hai laashen
kissii kii mohabbat main bikti hai laashen

jo karta mohabbat woh tadpa bahut
woh reh gaya ban k dil k tamashe

kissii ki nazar main dekho agar tum
khoon ootar k hai aaya ab is kadar hai

jo tum kahoge kissii se haan "Saahil'
mohabbat hai tumse, woh roya bahut hai
Applause Applause Mashallah Mashallah Salil bhaijan...Bahaut khubsoorat...
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #6 on: May 07, 2009, 10:44:26 AM »


shukriya madhuwesh ji, salma ji, and K_A ji

maut se kya parda karna yeh roohon pe dastak deti hai
surat pe mitte aur honge, yeh seerat par nazar rakhti hai
Very nice Dear......

Maut to aani hai aa jayegi ek din
jab tak jinda hai mohabbat ki baat kar
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #7 on: May 07, 2009, 12:36:18 PM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley

Bohat khoob salil bhai..
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #8 on: May 07, 2009, 02:06:18 PM »
bahot dard hai yaar! bahot ahchche!
Logged
Talat
Guest
«Reply #9 on: May 07, 2009, 05:39:13 PM »
 Applause Applause Applause

Bohot bohot khoob Salil
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #10 on: May 07, 2009, 05:44:17 PM »
Bahut Alag Hatt Ke... Umda Peshkash Hai aapki SALIL Bhai.. waqai aapki Qalam Ka Jawab Nahi.. Bahut khooooooooob.. Applause Applause


**~** Mann **~**
Logged
angel4u
Guest
«Reply #11 on: May 08, 2009, 02:45:11 AM »
ek ooljhe huye deemaag ka fitoor kaho ya uska dard.....ek ajeeb si kasamkash jo hamesha chalti rehti hai oosi ko keh raha hoon


maut jo humko chahe toh hum yeh bataye
kii khwahish toh ab bas wahi hai

na yeh zindgi hai , na woh zindgi hai
meri mohabbat to ab bas wahi hai

mujhe maut de do. ootha lo yeh khanjar
haan cheero, haan phado, sukha do samandar

is behti hawa k paron ko bhi katro
in panchhiyon ko chumwa do darakhto k andar

mujhe maut hi chahiye ab is jahan se
nahin jaanta main kissii k RAHEM ko

mujhe tum mita do , haan haan mita do
diya kya hai mujhko , haan aa kar bata do

jahan bhi hai dekha haan dikhti hai laashen
kissii kii mohabbat main bikti hai laashen

jo karta mohabbat woh tadpa bahut
woh reh gaya ban k dil k tamashe

kissii ki nazar main dekho agar tum
khoon ootar k hai aaya ab is kadar hai

jo tum kahoge kissii se haan "Saahil'
mohabbat hai tumse, woh roya bahut hai

Bahut khoob salil... Applause
Logged
Pooja
Guest
«Reply #12 on: May 08, 2009, 05:52:39 AM »
bahoot khoob salil
Logged
salil2002
Guest
«Reply #13 on: May 08, 2009, 01:33:54 PM »
Applause Applause Mashallah Mashallah Salil bhaijan...Bahaut khubsoorat...
Clapping Smiley Clapping Smiley

Bohat khoob salil bhai..
bahot dard hai yaar! bahot ahchche!
Applause Applause Applause

Bohot bohot khoob Salil
Bahut Alag Hatt Ke... Umda Peshkash Hai aapki SALIL Bhai.. waqai aapki Qalam Ka Jawab Nahi.. Bahut khooooooooob.. Applause Applause


**~** Mann **~**
Behad dard bhari kavita likhi hai aapne Salil ji..har lafz gahre gham se sarabor hai      
Bahut khoob salil... Applause
bahoot khoob salil
shukriya jaya di, talat di, pooja di angel dear, kaash, vicky bhai aur sidra ji
Logged
salil2002
Guest
«Reply #14 on: May 08, 2009, 01:35:28 PM »
Very nice Dear......

Maut to aani hai aa jayegi ek din
jab tak jinda hai mohabbat ki baat kar
thanks shwetha

mohabbat ho tumse yeh khwahish bhi hai magar
na jaane kyun apni dosti ka khyal karta hoon
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 04:05:28 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.159 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer