...~~Meena hathooN mein liye~~...

by HumTum on June 12, 2005, 02:38:56 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 1574 times)
HumTum
Guest
«Reply #15 on: June 13, 2005, 01:49:34 PM »
Nice one Nikki  ...

yeh to pyaar hai aap dostooN ka jo lafzo mein bayaan hota hai
maan gaye hum aap ka kehna yeh baat aap jaan lijiye !!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
hamesha ke liye dil mein basa liya by Akant in Shayri-E-Dard
Haath Mein Phool Liye by waheed_rose2004 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
lahoo watan ke liye hai to kyon badan mein rahe, by nileshbenz9 in Shairy-E-Watan
~Andheri Raat Mein Pustak Liye Haat Mein~ by Sonia01 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
yaad mein bhichede aapa ke liye by farida.g in Shayri for Dard -e- Judai
thycreator
Guest
«Reply #16 on: June 13, 2005, 01:52:18 PM »
Wah Yaar Hum Tum, u have created something brilliant!!!!!!!!!!!!!

Aate hai hum maykhane milne na saki se na jaam se,
Har ghoont dhoondhte hai uss dilruba ke naam se,
Jane kab milegi iss dil ko wo nasha e chilman,
Jo diya karti thi wo jalim mere hathon ko tham ke...
Logged
HumTum
Guest
«Reply #17 on: June 13, 2005, 01:56:23 PM »
thanks Creator .. n nice one !!

Pehle baar gunah e maikashi kya mein ne
Ley ke Khuda ka naam ji bhar pya mein ne
daur pe daur chalta gaya saaqi mera ehsaan karta gaya
nigahon se masti tapaknae lagee khumar barhta gaya
hosh urtae rahae nasha charhta gaya
koshish tou bauhat kee daaman e dil talak na aan pohanche
kuch bass na chala shola e ishq bharakta gaya
qadam dagmagate rahe dil e beiman dharakta gaya
Logged
nikki
Guest
«Reply #18 on: June 13, 2005, 01:56:43 PM »
kaonsa gum dil mein chupaye hue ho
sharaab ke bahane, kisse bhulane maikhane mein aye hue ho..
Logged
HumTum
Guest
«Reply #19 on: June 13, 2005, 01:59:29 PM »
Aaj phir purana mousam yaad aaya hua hai
humney hathooN mien jaam uthaya hua hai
khuda ne to dhaa diya hai qahar hum pe
phir bhi dil-e-nadaan ko samjaya hua hai !!
Logged
thycreator
Guest
«Reply #20 on: June 13, 2005, 02:01:26 PM »
Ha ha ha nikki ji......
Gud one Hum Tum........

Aate hai hum maykahne, ki iski tabiyat rangeen hai,
Yahan par baitha har shaks nashe ka shaukeen hai,
Humne bhi kiya nasha hai bahut baar doston,
Ye bat aur hai ki hame maye nahi muhabbat par yakeen hai.............;-)

Me going for a party dear.........real maye party....;-)...so see u all tommorow
Logged
nikki
Guest
«Reply #21 on: June 13, 2005, 02:02:18 PM »
gud one again

sharaab se na bhool paoge un mausamon ko
woh hosh mein aate hi fir yaad ayenge
woh to saathi hain tere umr bhar ke
kaise do pal mein tujhse door chale jayenge
Logged
HumTum
Guest
«Reply #22 on: June 13, 2005, 02:06:19 PM »
hummmmmm very good !!

kya kre jab gum-e-zindgi staney lagey
AnkhooN se ansooN ki barsaat aaney lagey
mai hi ik sahara banta hai tab
jab yadoon ki baraat aaney lagey !!!
Logged
thycreator
Guest
«Reply #23 on: June 13, 2005, 02:08:12 PM »
Wah nikki ji.........jate jate ek akhiri bar.......

Kaun bhoolna chahta hai unhe jo dil se jude hai,
Dard hi sahi unse wo bhi mohabbat mein mile hai,
Peete hai hum sharaab ki usmein madhosh ho jaye,
Uss mausam ko ek bar phir dil mein jinda kar jaye..;-)
Logged
nikki
Guest
«Reply #24 on: June 13, 2005, 02:09:45 PM »
have a gr8 time THY.......nice one again..........................
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #25 on: June 13, 2005, 05:32:17 PM »
wah wah bohat khoob humtum,nikki sis.

"Samajhne se samajhte nahi dil ki baat,
  wo kya jaanein kya jazbaat,kya ehsaas,
  pyaar kar baithe jo ham unse,
  samajhte hain khud ko wo suron sa saaz." Puzzled !
Logged
HumTum
Guest
«Reply #26 on: June 14, 2005, 01:46:08 PM »
ik dum chokas likha hai Nidhi ji
pta nhi usko samj aayi ke nhi abhi !!

============================

woh kya janey ki muhhobat kya hoti hai
tanhaiyooN mein chupke se ankh kyun roti hai
mere dil ke jazbaatooN ko woh na samjey paye
sach ke yeh baat aksar ankhooN se barsaat hoti hai !!
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #27 on: June 14, 2005, 02:26:24 PM »
Quote from: "HumTum"
ik dum chokas likha hai Nidhi ji
pta nhi usko samj aayi ke nhi abhi !!

============================

woh kya janey ki muhhobat kya hoti hai
tanhaiyooN mein chupke se ankh kyun roti hai
mere dil ke jazbaatooN ko woh na samjey paye
sach ke yeh baat aksar ankhooN se barsaat hoti hai !!
lol humtum thank u,thank u Winking aane do,dekhte hain samajah aata hai ki nahi :lol:
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #28 on: June 15, 2005, 04:55:07 AM »
barsaat se aankhon ki unko bhigo diya humne
vo samajte hai ki unka gunah doo diya humne
Logged
HumTum
Guest
«Reply #29 on: June 24, 2005, 04:23:46 PM »
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "HumTum"
ik dum chokas likha hai Nidhi ji
pta nhi usko samj aayi ke nhi abhi !!

============================

woh kya janey ki muhhobat kya hoti hai
tanhaiyooN mein chupke se ankh kyun roti hai
mere dil ke jazbaatooN ko woh na samjey paye
sach ke yeh baat aksar ankhooN se barsaat hoti hai !!
lol humtum thank you,thank you Winking aane do,dekhte hain samajah aata hai ki nahi :lol:


Aa gya hai Samj  :thumb:
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 02:54:50 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer