Meharba'n Hona Ye Uski Adaa Thee

by Alam Qazi on February 05, 2011, 05:30:27 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1065 times)
Alam Qazi
Guest

Meharba'n Hona Ye uski Adaa Thee
Magar ye sifat mujh mein kaha'n Thee

Tha mai Rehta khafa har wakt zindagi se
Dur hi Dur bhaagta tha, Har khushi se
Mai kehta Mohabbat Nahi mujhko Tujhse
Magar usko Ulfat mujhse Bepanaah Thee...

Meharba'n Hona Ye uski Adaa Thee
Magar ye sifat mujh mein kaha'n Thee

Wo kehti thi mujhse, mai hoo'n sirf Teri
Ye meri Jaa'n aur, Ye Dhadkane sirf Teri
Badi Masoom Thi, aur mai bahot sangdil
Mai ek khaar tha, Wo Nazuk kalee the

Meharba'n Hona Ye uski Adaa Thee
Magar ye sifat mujh mein kaha'n Thee

Barasti thi mujhpe wo kuch iss Tarah se
Ki saawan bhi karta tha, Rashk ye Dekh ke
Ehsaas Huwa mujhko, ye bahot der mein
Yakinan wo sirf... Aur sirf MERI Thee.....

Meharba'n Hona Ye uski Adaa Thee
Magar ye sifat mujh mein kaha'n Thee....



____________Alam

Logged
sbechain
Guest
«Reply #1 on: February 05, 2011, 05:39:54 PM »
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #2 on: February 05, 2011, 06:29:09 PM »
khub

Meharba'n Hona Ye uski Adaa Thee
Magar ye sifat mujh mein kaha'n Thee

Tha mai Rehta khafa har wakt zindagi se
Dur hi Dur bhaagta tha, Har khushi se
Mai kehta Mohabbat Nahi mujhko Tujhse
Magar usko Ulfat mujhse Bepanaah Thee...

Meharba'n Hona Ye uski Adaa Thee
Magar ye sifat mujh mein kaha'n Thee

Wo kehti thi mujhse, mai hoo'n sirf Teri
Ye meri Jaa'n aur, Ye Dhadkane sirf Teri
Badi Masoom Thi, aur mai bahot sangdil
Mai ek khaar tha, Wo Nazuk kalee the

Meharba'n Hona Ye uski Adaa Thee
Magar ye sifat mujh mein kaha'n Thee

Barasti thi mujhpe wo kuch iss Tarah se
Ki saawan bhi karta tha, Rashk ye Dekh ke
Ehsaas Huwa mujhko, ye bahot der mein
Yakinan wo sirf... Aur sirf MERI Thee.....

Meharba'n Hona Ye uski Adaa Thee
Magar ye sifat mujh mein kaha'n Thee....



____________Alam


Logged
Anshumali
Guest
«Reply #3 on: February 06, 2011, 03:02:30 AM »

Meharba'n Hona Ye uski Adaa Thee
Magar ye sifat mujh mein kaha'n Thee

Tha mai Rehta khafa har wakt zindagi se
Dur hi Dur bhaagta tha, Har khushi se
Mai kehta Mohabbat Nahi mujhko Tujhse
Magar usko Ulfat mujhse Bepanaah Thee...

Meharba'n Hona Ye uski Adaa Thee
Magar ye sifat mujh mein kaha'n Thee

Wo kehti thi mujhse, mai hoo'n sirf Teri
Ye meri Jaa'n aur, Ye Dhadkane sirf Teri
Badi Masoom Thi, aur mai bahot sangdil
Mai ek khaar tha, Wo Nazuk kalee the

Meharba'n Hona Ye uski Adaa Thee
Magar ye sifat mujh mein kaha'n Thee

Barasti thi mujhpe wo kuch iss Tarah se
Ki saawan bhi karta tha, Rashk ye Dekh ke
Ehsaas Huwa mujhko, ye bahot der mein
Yakinan wo sirf... Aur sirf MERI Thee.....

Meharba'n Hona Ye uski Adaa Thee
Magar ye sifat mujh mein kaha'n Thee....



____________Alam



Very Nice Creaation ..... Alam Ji !

Very Impressive ... Good Expression ... !

dil se daad !!!!!!!!!
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #4 on: February 07, 2011, 11:24:34 AM »
Bahut Umda Likha Hai Alam JI
U Hi Likhte Rahiye
Aur Humesha Khush Rahiye
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 10:55:11 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer