MEHFIL-E-SAAQI (Ghazal)..."MohaN"

by surindarn on March 09, 2018, 01:11:22 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 719 times)
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
MEHFIL-E-SAAQI

Ajab hee tere bagair basm-e-dil kaa aalam hai
Sainkrhon chiraag hain magar roshani kam hai
Yeh kuchh humaare hee saath bas aisaa nahin
Ulfat mein parawaano kee zindagi hee kam hai

Jaante bhi ho kyaa saaqi hee se to har dum hai
Qatre qatre par badolat ussee ke har gham hai
Chaahye zakham hain hazaar jeete hee to hain
Jo tumh bahaar bhi kaho khazan kaa aalam hai

Aise jhuk jaate hain hum bass unh ke naam par
Jaise khuda kaa jalwaa unh se bhi abb kam hai
Aaye jo ho aaj chalo baatein hee kuchh kar lein
Nabaz to chorhh deejiye abhi kuchh to dam hai

Kyaa hee dhoom thee bas unhin se mehfil mein
Par aaj mast nigaahon kee berukhi hee kam hai
Bass yunhee abb thorhi sii pee letaa hai MohaN
Mugaaltaa hee hai sab magar waakyaa kam hai

Surindar. N                     "MohaN"
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
«Reply #1 on: March 10, 2018, 03:35:28 AM »

Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
«Reply #2 on: March 11, 2018, 02:07:59 AM »
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
kermit kermit kermit kermit kermit
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
«Reply #3 on: March 13, 2018, 12:07:24 AM »
MEHFIL-E-SAAQI

Ajab hee tere bagair basm-e-dil kaa aalam hai
Sainkrhon chiraag hain magar roshani kam hai
Yeh kuchh humaare hee saath bas aisaa nahin
Ulfat mein parawaano kee zindagi hee kam hai

Jaante bhi ho kyaa saaqi hee se to har dum hai
Qatre qatre par badolat ussee ke har gham hai
Chaahye zakham hain hazaar jeete hee to hain
Jo tumh bahaar bhi kaho khazan kaa aalam hai

Aise jhuk jaate hain hum bass unh ke naam par
Jaise khuda kaa jalwaa unh se bhi abb kam hai
Aaye jo ho aaj chalo baatein hee kuchh kar lein
Nabaz to chorhh deejiye abhi kuchh to dam hai

Kyaa hee dhoom thee bas unhin se mehfil mein
Par aaj mast nigaahon kee berukhi hee kam hai
Bass yunhee abb thorhi sii pee letaa hai MohaN
Mugaaltaa hee hai sab magar waakyaa kam hai

Surindar. N                     "MohaN"

bahut shukria all readers.
 notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy

Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 01:58:25 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer