Mein Aur Meri Qaid-e-Tanhai Ki "Pukaar"

by Zamir Ka Qaidi on October 12, 2006, 09:01:58 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 4381 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: October 16, 2006, 02:37:13 PM »
Bahoot Khoob Shika Sis,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
""Tanhayi Ke Aalam Mein"" by angel4u in Share: Poetry of Pain « 1 2  All »
"meri zindagi mein aaye" by aaina in Ghazals « 1 2  All »
Mujhse Meri Tanhai Naa Cheeno "Khwaish" by khwahish in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Ek Hi Darja Hai Sab Ka..'Ek Pukaar'...."Khwaish" by khwahish in Miscellaneous Shayri
Main Aur Meri Tanhai.!!-----------"Sagar" by Advo.RavinderaRavi in Ghazals
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: October 16, 2006, 02:40:08 PM »
Tanhaa Safar Ke Raahon Main Qaid Hoon Main..
Aata Hai Koi Rihaa Karne To Khud Ghabraa Jaata Hai,..

Hai Gardeeshon Mein Tara Mere Kismat Ka "Jaanasheen",..
Jo Mera Haal Dekh Kar Mujpar Muskuraata Hai,..

Aaj Bhi Un Raahon Par Roshni-e-Wafa Padi Nahi,..
Aata Hai Koi Dil Lagaane Humse Jaane Kyun Dekhkar Hume Rooth Jaata Hai,...

Khuda Se Bhi Shikwa Nahi Mujhe Nahi Uspar Koi Aitraaz Hai,..
Kismat To Apni Maine Khud Banaai, Khuda Bhi Kahan Mujhe Aazmaata Hai,..

________________________-Azeem-_________________________

Logged
Zamir Ka Qaidi
Guest
«Reply #17 on: October 16, 2006, 02:42:58 PM »
Shikha12 Ji You have Written Nice Wording


Kuch Meri taraf s Aap Ki Aik line Churanay Laga Hoon

Dhalti Shaam hai ley aayii phir wohi tanhaayi....
Ab Tu Din-o-Raat Main Hu Aur Hai wohi Tanhai

LaakhKhud Ko Chupata Hoon Main Shikha12
Lekin Mujhy Na Jane Kiun Das Leti hai Phir Wohi Tanhai

Quote from: "Shikha12"
Quote from: "Zamir Ka Qaidi"
Kisi ko mohabbat ki sachai mar dalegi
kisi ko mohabbat ki gehrai mar dalegi
karke mohabbat koi nahi bachega
jo bach gaya usey tanhai mar dalegi.



Nice one ZKQ.... :D



[you]Just a try from my side:[/you]

Maut ke dar par le aayi humey tanhaayi...
Humney gale phir lagaayi yehi tanhaayi....
Tu ney diya kya mujhey fakat is ke siwa,
Har kadam par hai paayii humney tanhaayi...

Haath chuda kar chaley tum mera jab ghar se,
Deewaar aur har kona sehem gaya is darr se...
Tere jaaney sey yeh ghar veeran sa ho jaata hai,
Har kamrey mey hastii payii humney tanhaayi....

Subah sey hum ney kiya tera intezaar phir se,
Ek baar umeed laga li apney pyaar se phir se...
Chaukhat par khadey ho kar guzaara har lamha,
Dhalti Shaam hai ley aayii phir wohi tanhaayi....

Logged
Zamir Ka Qaidi
Guest
«Reply #18 on: October 16, 2006, 02:44:04 PM »
Thank yOu Azeem

Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Zameer Husena And Tabassum Didi,.

Lage Raho,m..
Logged
Zamir Ka Qaidi
Guest
«Reply #19 on: October 16, 2006, 04:24:03 PM »
Nice


Char mosam bhi hein or zindagi bhi char din
Koi naghma wafa ka chara-gar dhond loo…..

Sard mosam ki bhi hey koch apni dewanigi
Barf chandni ki leker jism ko dhanp loo….

Baharoo ka mosam pholoo ki kahani
Rang ein ka chora ker ein keh rang mey dhal loo….

Garam mosam ki lipti hoi lou mey
Apney aang mey naha ker eisey tarang kar loo....

Patjhar ka mosam patto ki rawani
Tum apni kahani yeo saab ko sona loo….



Quote from: "Jaanasheen"
Tanhaa Safar Ke Raahon Main Qaid Hoon Main..
Aata Hai Koi Rihaa Karne To Khud Ghabraa Jaata Hai,..

Hai Gardeeshon Mein Tara Mere Kismat Ka "Jaanasheen",..
Jo Mera Haal Dekh Kar Mujpar Muskuraata Hai,..

Aaj Bhi Un Raahon Par Roshni-e-Wafa Padi Nahi,..
Aata Hai Koi Dil Lagaane Humse Jaane Kyun Dekhkar Hume Rooth Jaata Hai,...

Khuda Se Bhi Shikwa Nahi Mujhe Nahi Uspar Koi Aitraaz Hai,..
Kismat To Apni Maine Khud Banaai, Khuda Bhi Kahan Mujhe Aazmaata Hai,..

________________________-Azeem-_________________________

Logged
Zamir Ka Qaidi
Guest
«Reply #20 on: October 16, 2006, 06:54:28 PM »
dukh dard k maroon se mera zikar na kerna...
ghar jao to yaroon se mera zikar na kerna...

wo zabt na ker paainge aankhon k samandar...
tum raah guzaron se mera zikar na kerna...

phoolon ke nasheman mein raha hoon main sada se...
dekho kabhi khaaron se mera zikar na kerna...

shayad ye andhere hi mujhe raah dikhaain...
ab chaand sitaron se mera zikar na kerna...

wo meri kahani ko galat rang na de dain...
afsana nigaroon se mera zikar na kerna...

shayad wo mere haal pe besakhta roo dain...
is baar baharon se mera zikar na kerna...

le jaainge gehraai main tum ko bhi baha ker...
darya k kinaroon se mera zikar na kerna...

wo shakhs mile to usey har baat batana~Qaidi...
tum sirf isharon se mera zikar na kerna...
Logged
Zamir Ka Qaidi
Guest
«Reply #21 on: October 16, 2006, 10:46:42 PM »
Zindagi Mein Hai Dhoka is ke Siwa Kuch Nahi
Tamashayi Hai Yeh Duniya is ke Siwa Kuch Nahi

Meri Zindagi Se Pochiye Zindagi Kya Hai
Zindagi Hai Ek Khuwab is ke Siwa Kuch Nahi

Khushiyan Hain Laakhon is Duniya Mein Magar
Udaasi Hai Mere Dil Mein is ke Siwa Kuch Nahi

Mujh Se Jo Log Bhi Mile Hain Khush Ho kar
In ke Dilon Mein Hai Nafrat ke Siwa Kuch Nahi

Wade To Karte Hain Log Magar Jaante Nahi Wafa Karna
Bewafai Hai is Duniya Mein is ke Siwa Kuch Nahi

Pal Mein Jise Chaaha Use Pal Mein Bhula Diya
Yeh Khel Hai Duniya Ka is ke Siwa Kuch Nahi

Tum Ko Chaaha Hai Magar Kuch Bhi Nahi Socha ke
Duniya To Hai Ek Sharaab is ke Siwa Kuch Nahi ...
Logged
Zamir Ka Qaidi
Guest
«Reply #22 on: October 17, 2006, 01:38:28 PM »
Dil Ne Chaha Hai Tujhe Izhaar Nahi Kar Sakta ..!!
Tumhe PaaoO Kaise Iqraar Nahi Kar Sakta ..!!
Is Gham-E-Dil Ki Haqeeqat Ko BayaaN Kaise KarOOn ..!!
Maange Tu JaaN Bhi Agar ..!! Inkaar Nahi Kar Sakta ..!!
Tujh Ko ChahoO Ya Kirdaar BanaaOn Apna ..!!
Ishq DonO Se Hai Magar Izhaar Nahi Kar Sakta ..!!
Dil MeiN Utri Teri Tasweer Bare Arse Se ..!!
Baat Dil Ki Hai Magar Sartaaj Nahi Kar Sakta
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: October 17, 2006, 03:36:28 PM »
Bahoot Khoob Bhaijaan..
Logged
Zamir Ka Qaidi
Guest
«Reply #24 on: October 17, 2006, 03:45:31 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Bhaijaan..
Thank You
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: October 17, 2006, 04:18:20 PM »
Ur welcome...
Logged
Zamir Ka Qaidi
Guest
«Reply #26 on: October 17, 2006, 04:50:35 PM »
Kis ne kaha tha tum se mohabbat ki baat kar

Aab khud he sooch kar koi rah ikhtayar kar



Dil ki tarap jeenay tu na day gee magar

Ya such hai aab yoon he basar yaar kar



Tari qasam thee ke chahoo gay umer bahar

Tum nay kaha tha mujah say mara itbar kar



Dua nahi daita tu koyee bad dua he day

Itna karam tu aab maray yaar kar



Koyee umeed koyee rishta nahi raha ~Qaidi

Kiss aaS par Dil say kahoon intazar kar
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: October 20, 2006, 02:28:16 PM »
Nice One zameer,..
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 05:50:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer