Mera Janaaza Tou Dekhiye

by Alam Qazi on January 12, 2009, 03:42:04 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 982 times)
Alam Qazi
Guest
Barbaad-E-Zindagi ka Tamaasha tou dekhiye,
Uthne ko hai mera, Janaaza tou dekhiye,

Kharidi maine Maut, Hayaat ko bechkar
Jeee Na sakaa mai, Meri Gurbat tou dekhiye,

Ro Rokar maine Kho  dee, Aankho'n ki Roshni
Pathar si khamosh, Meri Nazro'n ko dekhiye,

Ruk gayee saanse'n meri, Lahoo bhi tham gyaa
Phir bhi Aankho'n se girtaa, Ashk dekhiye,

Ro Rokar Jeeta rahaa, Aur Tadap ke mar gyaa
Aagaaz "ALAM" ka, Aur Anjaam  dekhiye ...


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Janaaza by Aanand in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
.....Mai Aur Mera Janaaza.... by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
.....Mera Janaaza...... by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
Janaaza Mera Dekhkar by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
DEKHIYE PAR DEKHIYE (Ghazal)... by surindarn in Shayri for Khumar -e- Ishq
Shikha12
Guest
«Reply #1 on: January 12, 2009, 05:44:34 AM »
Very Very Nicely Expressed... Applause Applause
Beautiful Creation.. Alam Ji..
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #2 on: January 12, 2009, 05:59:22 AM »
Barbaad-E-Zindagi ka Tamaasha tou dekhiye,
Uthne ko hai mera, Janaaza tou dekhiye,

Kharidi maine Maut, Hayaat ko bechkar
Jeee Na sakaa mai, Meri Gurbat tou dekhiye,

Ro Rokar maine Kho  dee, Aankho'n ki Roshni
Pathar si khamosh, Meri Nazro'n ko dekhiye,

Ruk gayee saanse'n meri, Lahoo bhi tham gyaa
Phir bhi Aankho'n se girtaa, Ashk dekhiye,

Ro Rokar Jeeta rahaa, Aur Tadap ke mar gyaa
Aagaaz "ALAM" ka, Aur Anjaam  dekhiye ...


 tearyeyed tearyeyed

Kya Likha Yaar Alam bhai Mano Jaisa jaan Nikal ke Qatil ke Qadmoo rakh di tumne aur dil nikal ke mahefil me rakh diya yaar wah wah subhan allah !! Allah apke kalam ko miyari izzath bakshe bhai !!

Qadeer Toopchi
Logged
cara
Guest
«Reply #3 on: January 12, 2009, 06:21:19 AM »
kya baat hai....alam qaziji....

barbaad zindagi thi meri ,tab toh kisne na dekha mujhe,
aaj mar gaya hun mein,meri barbaad mout ko toh dekhiye.
Logged
Alam Qazi
Guest
«Reply #4 on: January 12, 2009, 07:59:41 AM »
Thanks to all friends for appreciation..

Logged
salil2002
Guest
«Reply #5 on: January 12, 2009, 08:16:55 AM »
bahut achche alam
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #6 on: January 12, 2009, 08:28:47 AM »
Wah ustad wah kya kehne Maza aa gaya iman se bohat khoob piroya hain tumne Kalam ko aur makhta to superrrrrrrr tha too good  Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
HumTum
Guest
«Reply #7 on: January 12, 2009, 03:01:08 PM »
Bahut Acche Alam.

Sun ke teri dastaan, kuch apna fasana yaad aaya
Jha hui thi dafan muhobat, woh tikana yaad aaya
kal shab Lga jo parinde par ik shikari ka nashtar
haye! uss sitamgar ka mujhko satana yaad aaya !!

HumTum



Logged
Roja
Guest
«Reply #8 on: January 12, 2009, 03:16:18 PM »
Barbaad-E-Zindagi ka Tamaasha tou dekhiye,
Uthne ko hai mera, Janaaza tou dekhiye,

Kharidi maine Maut, Hayaat ko bechkar
Jeee Na sakaa mai, Meri Gurbat tou dekhiye,

Ro Rokar maine Kho  dee, Aankho'n ki Roshni
Pathar si khamosh, Meri Nazro'n ko dekhiye,

[/b]Ruk gayee saanse'n meri, Lahoo bhi tham gyaa
Phir bhi Aankho'n se girtaa, Ashk dekhiye,

Ro Rokar Jeeta rahaa, Aur Tadap ke mar gyaa
Aagaaz "ALAM" ka, Aur Anjaam  dekhiye ...
[/size][/color]

 tearyeyed tearyeyed

Bahut khoob Alam Qazi ji...
Good Creative and touchy lines... Keep up. Thumbs UP
Logged
Roja
Guest
«Reply #9 on: January 12, 2009, 03:20:17 PM »
Bahut Acche Alam.

Sun ke teri dastaan, kuch apna fasana yaad aaya
Jha hui thi dafan muhobat, woh tikana yaad aaya
kal shab Lga jo parinde par ik shikari ka nashtar
haye! uss sitamgar ka mujhko satana yaad aaya !!

HumTum


Wah
Logged
salma786
Guest
«Reply #10 on: January 12, 2009, 03:31:08 PM »
Bahoot khoob likha hai apne alam ji Applause Applause
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #11 on: January 12, 2009, 09:01:39 PM »
Barbaad-E-Zindagi ka Tamaasha tou dekhiye,
Uthne ko hai mera, Janaaza tou dekhiye,

Kharidi maine Maut, Hayaat ko bechkar
Jeee Na sakaa mai, Meri Gurbat tou dekhiye,

Ro Rokar maine Kho  dee, Aankho'n ki Roshni
Pathar si khamosh, Meri Nazro'n ko dekhiye,

Ruk gayee saanse'n meri, Lahoo bhi tham gyaa
Phir bhi Aankho'n se girtaa, Ashk dekhiye,

Ro Rokar Jeeta rahaa, Aur Tadap ke mar gyaa
Aagaaz "ALAM" ka, Aur Anjaam  dekhiye ...


 tearyeyed tearyeyed


wah ALAM kya khoob likha hai ...

PADD KAR WOH KAISEY KHUDD KOH ROK PAYENGEY
SEEDHEY BHAAG KEY AAP KEY GALEY LAG JAYENGEY

ITNA PYAR KAHA UNHEY NASEEB HOGA
AKELEY HI TANHAYI WOH BHI MARR JAYENGEY
SEEDHEY BHAAG KEY AAP KEY GALEY LAG JAYENGEY


JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #12 on: January 12, 2009, 09:06:17 PM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahoot khoob Alam ji!!! ek ek shabd, ek ek line, kamaal ki likhi hai!!!
Logged
Alam Qazi
Guest
«Reply #13 on: January 13, 2009, 03:57:23 AM »
shukriyaa Dosto.. ki aap logo ko mera likha pasand aaayaa...
once again thanks....
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:04:55 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.09 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer