... Mera Naam Nahi ...

by Just_Hate_Love on July 16, 2006, 05:34:04 PM
Pages: [1] 2 3 4
Print
Author  (Read 3693 times)
Just_Hate_Love
Guest
Tere haatho ki lakeero mein mera naam nahi,
Tere hotho pe mere liye naahi dua hai,
Kyu dum ghunt raha hai, kisine mera gala nahi ghonta,
Kahi se uth raha naahi koi dhua hai,
Kaise jaag uthe hum gehri neend se,
Humko kisine bulaya nahi aur naahi chhua hai,
Ruksati nahi le paa rahe hum is bandh kamre se,
Koi khidki khuli nahi koi darwaza naahi khula hai,
Kiski ibaadat main kaha jaake karu aye 'Naazmi'
Wo bhi ab na rahi aur masjid mein naahi khuda hai ...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
usne mera naam by tushar_4u_im in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Mera Naam Hai Muhabbat.. by ImaN_ in Shayri for Khumar -e- Ishq
naam gum gaya mera by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
MERA NAAM TO NAHI by majid in Shayri-E-Dard
teraa nahi, tu mera bhe nahi khuda jaanaan! (NM) by vb in Miscellaneous Shayri
badnaam_shayar
Guest
«Reply #1 on: July 16, 2006, 05:44:46 PM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Tere haatho ki lakeero mein mera naam nahi,
Tere hotho pe mere liye naahi dua hai,
Kyu dum ghunt raha hai, kisine mera gala nahi ghonta,
Kahi se uth raha naahi koi dhua hai,
Kaise jaag uthe hum gehri neend se,
Humko kisine bulaya nahi aur naahi chhua hai,
Ruksati nahi le paa rahe hum is bandh kamre se,
Koi khidki khuli nahi koi darwaza naahi khula hai,
Kiski ibaadat main kaha jaake karu aye 'Naazmi'
Wo bhi ab na rahi aur masjid mein naahi khuda hai ...


Wah JHL ji hamesha ki tarah bahut khoob.....
Logged
nikki
Guest
«Reply #2 on: July 16, 2006, 05:58:44 PM »
too good JHL.......
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #3 on: July 16, 2006, 09:05:35 PM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Tere haatho ki lakeero mein mera naam nahi,
Tere hotho pe mere liye naahi dua hai,
Kyu dum ghunt raha hai, kisine mera gala nahi ghonta,
Kahi se uth raha naahi koi dhua hai,
Kaise jaag uthe hum gehri neend se,
Humko kisine bulaya nahi aur naahi chhua hai,
Ruksati nahi le paa rahe hum is bandh kamre se,
Koi khidki khuli nahi koi darwaza naahi khula hai,
Kiski ibaadat main kaha jaake karu aye 'Naazmi'
Wo bhi ab na rahi aur masjid mein naahi khuda hai ...


wah wah really nice JHL like always........keep it up Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: July 18, 2006, 01:48:00 PM »
Bahoot Khob JHL bhai Nice One,..

Aisi Koi Ibadat Nahi Meri Jis Mein Tera Naam Na Liya Ho,..
Uth Jaate Hain Haath Khud Hi Jab Main Tera Naam Leta Hoon,..

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #5 on: July 23, 2006, 07:42:12 AM »
BAHOOT KHOOB JHL JI, GOOD ONE JSHEEN
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #6 on: July 23, 2006, 07:44:53 AM »
Thanks a lot B.Shayar, Nikki, Isha, Janasheen and Pooja for appreciation ...
Nice one Janasheen ...
Keep it up ...
May i know the reason for not writing anything here Pooja Huh?
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #7 on: July 23, 2006, 07:58:59 AM »
Naam uska zubaan pe aate hi ek toofan sa uthta hai,
Kyu itna dard hai uske naam mein ye mujhse har lafz puchhta hai ...
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #8 on: July 23, 2006, 08:01:56 AM »
kuch tha dil mai aor kuch kahna na chaha
aor koi karan, meri samjh mai nahi ayya
naam padty hi, ek naam dil mai aa gaya
kaya likhati phir, duniya muje wo bhula gaya
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #9 on: July 23, 2006, 08:02:24 AM »
kayun uska naam, dil dhadka jaata hai
kayun uska naam, ashaq le atta hai
jab bhi atta hai uska naam khayal main
her jakham mera sisak jaata hai
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #10 on: July 23, 2006, 08:12:41 AM »
halat teri najar bayan kar jaati hai
mehfil mai bhi tujko sabse alag batati hai
jhuki najar tere dil ka haal khol jaati hai
boli teri, tere dil ki baat khol jaati hai
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #11 on: July 23, 2006, 08:19:33 AM »
pahchaan kab se yah najar hai  kar gai
bhari mehfil mai bataane se sirf dar gai
dard ki nagari mai bas kar ek yahi samjh aya hai
dard ho kisi ki najar mai, Pooja ka dil khud b khud bhar aya hai
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #12 on: July 23, 2006, 08:25:12 AM »
wah kaya baat hai...

dekh mehfil mai jo yah dil muskuraya hai
dhoka hai diya hai usko, ya khud se dhoka khaya hai
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #13 on: July 23, 2006, 08:28:11 AM »
kabhi ro kar, kabhi muskura kar
teri tasveer se baatein ki hai
kaya kahe kaise kaise
yah tanha raate jee hai
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #14 on: July 23, 2006, 03:10:24 PM »
Wow ...
Mind Blowing ...
Both of you have created a great rythm ...
Keep writing both ...
Logged
Pages: [1] 2 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:42:46 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.137 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer