Meray honay ka sabab...

by deewaani on March 20, 2009, 10:58:07 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 882 times)
deewaani
Guest
Woh insaan jo meray honay ka sabab thai
Aaj unhonay humaara wujood hi mitaa diya...


_______deewaani_______
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Meray ANSOO meray SATHI by Mohammad Najib in Shayeri for Dard -e- Bewafai
honay maie tu by FArah in Shayri-E-Dard
~...dufan honay k bhi baad...~ by anjaan dharkan in Shayeri for Dard -e- Bewafai
zIndAgee kee SHaam honay ko haii.... by laaiba in Shayri-E-Dard
Gahm ka sabab puchnewale . . . by Arghya in Shayeri for Dard -e- Bewafai
deepika_divya
Guest
«Reply #1 on: March 20, 2009, 11:02:56 AM »
Very nice ! Deewani
Logged
deewaani
Guest
«Reply #2 on: March 20, 2009, 11:13:28 AM »
thank you sophi ji Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: March 20, 2009, 11:14:55 AM »
Woh insaan jo meray honay ka sabab thai
Aaj unhonay humaara wujood hi mitaa diya...


_______deewaani_______


Tera Wajood Mitaane Ke Baad Wo Bhi Kahan Chain Se Hai,.
Maine Use, Pal Pal Pachtaate Dekha Hai,.

Logged
deewaani
Guest
«Reply #4 on: March 20, 2009, 11:16:28 AM »
Tera Wajood Mitaane Ke Baad Wo Bhi Kahan Chain Se Hai,.
Maine Use, Pal Pal Pachtaate Dekha Hai,.

Pachtaatay to woh hain jinhay kuch ehsaas ho
Woh kahaan pachtaayain gai har khushi jinkay paas ho...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: March 20, 2009, 11:20:53 AM »
Pachtaatay to woh hain jinhay kuch ehsaas ho
Woh kahaan pachtaayain gai har khushi jinkay paas ho...

Uske Chehre Ki Khushi Ka Ehsaas To Huaa Tumhe..
Kitne Gham Seene Mein Palte Hain, Iska Andaaza Nahi,.



Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: March 20, 2009, 11:24:01 AM »


Karta Raha Mujhse Wo Mohabbat Bhi Dillagi Ki Taraah,.
Jab Dil Uth Gaya Mujhse, To Mujhe Bewafaa Banaa Diya,.

Gila Nahi Us Se, Sirf Itni Si Baat Thi Ke Usne Dil Torda,.
Aur Is Toote Dil Ne Mujhe, Sabka Chehra Dikhaa Diya,.

______________________________-Jaanasheen-
Logged
deewaani
Guest
«Reply #7 on: March 20, 2009, 11:26:36 AM »
Uske Chehre Ki Khushi Ka Ehsaas To Huaa Tumhe..
Kitne Gham Seene Mein Palte Hain, Iska Andaaza Nahi,.

Jee liya 2 saal ummeed dil mai rakh kar
Ab himmat nahin aur intezaar karnay ki
Na hi salam, na hi nazrain milaaye
Ab himmat nahin uspar aitbaar karnay ki...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: March 20, 2009, 11:31:51 AM »
Jee liya 2 saal ummeed dil mai rakh kar
Ab himmat nahin aur intezaar karnay ki
Na hi salam, na hi nazrain milaaye
Ab himmat nahin uspar aitbaar karnay ki...


Us Shaks Ka To Tune Aitbaar Karke Dekha Hai,.
Milti Hai Mohabbat Auron Se Bhi,.
Kya Kisi Aur Se Pyaar Karke Dekha Hai,.


Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:19:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.087 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer