Mere Aansoon Kisi Ke Kaam Aaa Jaayein,.

by Jaanasheen on April 07, 2008, 01:34:30 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1275 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Labon Pe Narm Tabbassum Rachaa Ke Dhal Jaaye,.
Khudaa Kare Mere Aanswoon, Kisi Ke Kaam Aajaaye,.

Jo Ibtadaa-e-Safar Mein Diye Bujhaa Baithe,.
Wo Badnaseeb Kisi Ka Sraag Kya Paaye,.

Talaash-e-Husn Kahaan Le Chali Khudaa Jaane,.
Umang Thi Ki Faqat Zindagi Ko Apnaaye,.

____________________________-Ahmed Nadeem-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tere Aansoon Mere Dil Par Girte Hain by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
mere aansoon bhi tujhse pyaar karne lage by shirish in Shayri for Dard -e- Judai
KISI KI YAAD MEIN GIRA EK AANSOON by chetanmamtora in SMS , mobile & JOKES
Mere Aansoon ki Zuban Ho Tum by ehsaas chahat ka in Share:Love Poetry
AANSOON KAAM AAYE....................................SAINI by sksaini4 in Ghazals « 1 2 3 4 »
Pooja
Guest
«Reply #1 on: April 07, 2008, 02:36:42 PM »
nice lil bro
Logged
Titanic26
Guest
«Reply #2 on: April 07, 2008, 06:53:45 PM »
Usne pehle bahut saha hoga, phir bewafa tujhe kaha hoga.
ye samudra jo khaara hai, kisi k aankhoo se baha hogaa.
Logged
diya786
Guest
«Reply #3 on: April 08, 2008, 08:08:19 AM »
aanson ki zubaaan aap samajh nahin paate
hoth humare kuch keh nahin paate
apni bebasi kaise zaahir karein
aapke bina hum reh nahin paate...
                                  (nm)
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #4 on: April 08, 2008, 08:57:43 AM »
Very nice Azeem bro ,titanic,diya ..Usual Smile
Logged
Titanic26
Guest
«Reply #5 on: April 08, 2008, 10:09:27 AM »
Thanks honey......
Logged
diya786
Guest
«Reply #6 on: April 10, 2008, 04:29:06 AM »
thanks honey for appreciating
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: April 11, 2008, 04:29:41 PM »
Shukriya Pooja Sis./
And Nice Too All,.
Titanic Ji,m.
Diya ji,.
Kamaal Ka Likha Hai Aapne,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: April 11, 2008, 04:35:08 PM »
Aasoon Sookh Gaye Saare,.
Sapne Toot Gaye Saare,.

Hum Ne Kurbaan Ki Jinpe Zindagi,.
Afsos Wo Na Ho sake Hamaare,.

_________________-Jaanasheen-
Logged
Titanic26
Guest
«Reply #9 on: April 11, 2008, 05:23:40 PM »
waah jaansheen ji...........

gum nahi ki wo nahi huye humhare,
zindagi gujaar denge yaadoo k sahare.
Sath gujare huye lamho ki khushboo aaj bhi hai saanso me,
saanse bhi chalti hain ab us k hi sahare.
 

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: April 13, 2008, 01:53:49 PM »
Shukriya And Nice One Titanic Ji,'
Waise Aapka Naam Kya Hai,. Embarrased
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: April 13, 2008, 01:54:57 PM »
Na Raasta, Na Koi Dagar Hai Yahaan,..
Magar Sab Ki Kismat Safar Hai Yahaan,.

Sunaai Na Degi Dilon Ki Sadaa,.
Deemaago Mein Wo Shor-o-Shar Hai Yahaan,.

Havaaon Ki Ungli Pakad Kar Chalo,.
Vasila Ek Yahi Motabar Hai Yahaan,.

Na Is Shehar-e-Behis Ko Sehra Kaho,.
Suno" Ek Hamaara Bhi Ghar Hai Yahaan,.

Palak Bhi Jhapakte Ho, "Makhmoor" Kyun,.
Tamaasha Bahot Mukhtasar Hai Yahaan,.

___________________-Makhmoor Saeedi-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: April 21, 2008, 03:49:50 PM »
Har Baat Yahaan Baat Badhaane Ke Liye Hai,.
Ye Umar Jo Dhoka hai, To Khaane Ke Liye Hai,.

Ye Daaman-e-Hasrat Hai Wohi KHwaab-e-Gurezaan,.
Jo Apna Liye Hai Na, Zamaane Ke Liye Hai,.

Utre Hue Chehre Mein Shikayat Hai Kis Ki,.
Roothi Hui Rangat Hai, Manaane Ke Liye Hai,.

Gaafil Teri Aaankhon Ka Mukkadar Hai Andhera,.
Ye Farsh To raahon Mein Bichaane Ke Liye Hai,.

Ghabraa Na Sitam se, na Karam Se, Na Adaa Se,.
Har Mord Yahaan Raah Dikhaane Ke Liye Hai,.

____________________________-Mehboob Khizaan,.

Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 04:36:27 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer