Mere Ashaar,.

by Jaanasheen on May 07, 2009, 12:46:06 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2316 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile

Kasoor Charaagon Ka Nahi,In Par Na Ilzaam Lagaao,.
Maine Hi Ghar Jalaaya Hai, Roshni KO Taiz Karke,.

____________________________________-Azeem-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mukhtalif Ashaar by sammu1984 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mukhtalif Ashaar by sammu1984 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Gazal ke kuchh ashaar by R.Pankaj in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ashaar Mere Yun To Zamaane Ke Liye Hain,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
ASHAAR . MERE . AKS . HAIN . USKE ,. JAMAAL . KE ......... HASAN by F.H.SIDDIQUI in Ghazals
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: May 07, 2009, 01:05:56 PM »


Uski Nafrat Karne Ka Tareekha Bada Ajeeb Tha "Azeem,.
Dushmano Se Bhi Wo Badi Mohabbat Se Milaa Karta Tha,.

__________________________________________-Azeem-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: May 07, 2009, 01:31:55 PM »


Tha Gairon Se Bhi Waasta Mera, Jab Mere Naseeb Achche The,.
Aaj Apni Bebasi Dekhkar, Mere Apne Bhi Daaman Bachaa Rahe Hain,.

___________________________________________-Azeem-
Logged
Talat
Guest
«Reply #3 on: May 07, 2009, 05:35:24 PM »
Nice ones Azeem
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #4 on: May 07, 2009, 05:46:35 PM »
Wah kya Baat hai AZEEM BHAI.. Ek se Badh kar ek Sher Likhe Hain aapne.. Bahut Khoooooooob.. Applause


**~** Mann **~**
Logged
dead heart
Guest
«Reply #5 on: May 07, 2009, 07:47:37 PM »
Wah Wah Azeem bhai...kamal ka likha hai...God bless you!!! Applause
Logged
dead heart
Guest
«Reply #6 on: May 07, 2009, 07:50:19 PM »
Haskar dokha dena toh uski fitrat thi Rahim,
Kambakhat hum hi ankhon par se pyaar ka chashma hata na sake...
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7 on: May 07, 2009, 10:43:25 PM »
Bahut khoob Chhote Bhai
Logged
dead heart
Guest
«Reply #8 on: May 08, 2009, 05:54:03 AM »
Shukriya Kaash jee aur apne bhi bahaut acha likha hai...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: May 08, 2009, 09:08:43 AM »
Nice ones Azeem

Shukriya Talat Didi,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: May 08, 2009, 09:12:18 AM »
Wah kya Baat hai AZEEM BHAI.. Ek se Badh kar ek Sher Likhe Hain aapne.. Bahut Khoooooooob.. Applause


**~** Mann **~**

Shukriya Vikas Bhai,.
Wah Wah Azeem bhai...kamal ka likha hai...God bless you!!! Applause

Aameen, Aur ShukriyaRahim Bhai,.


Bohot ache ashaar Azeem ji n nice lines heart ji..

Shukriya Kaash Ji,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #11 on: May 08, 2009, 09:15:21 AM »
Clapping Smiley  Clapping Smiley  Clapping Smiley
Bahut Khoob Ashaar Hai Azeem Ji,Kayi Tarah Ke Rang Hai Inme...

Shally.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: May 08, 2009, 09:20:13 AM »
Bahut khoob Chhote Bhai
Shukriya Rajesh Bhaiya,.




Unhe Bewafaa Kahe Koi To Bardaasht Nahi Hota,.
Unse Dil Lagaakar Hi Maine Tootkar Chahna Seekha,.

____________________________________-Azeem,.

 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: May 08, 2009, 09:24:46 AM »
Clapping Smiley  Clapping Smiley  Clapping Smiley
Bahut Khoob Ashaar Hai Azeem Ji,Kayi Tarah Ke Rang Hai Inme...

Shally.

Shukriya Shally, Jo In Rango Ki Gehraai TakUtarne Ke Liye,.




Is Tarah Se Khoye Hue The Apni Tanhaaiyon Mein,.
Aaina Dekhkar Bhi Khud Ko Pehchaan Na Sake Hum,.

__________________________________-Azeem-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: May 08, 2009, 09:40:36 AM »


Sab Haar Ke Mujhe Is Baat Ka Ehsaas Hua "Azeem,.
Ke Mohabbat Ke Khel Mein Abtak Kisne Jeeta Hai,.

____________________________-Azeem-


Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:33:42 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer