mere dadaji

by salil2002 on January 27, 2009, 10:53:51 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 22910 times)
salil2002
Guest
aaj jab bhi yaad aati hai beete palon kii
yaad aati jab saath gujre oon pyaari baaton kiii
jab kabhi yeh dil oodaas hota tha koi sar par haath rakhta tha
meri mushkilon mein himmat thay mere dadaji

hosh sambhala to khud ko paaya do majboot kandho ki sawari karte huye
har pal mere saath khelna mere saath ban jaana mujh jaisa hi
hosla badanameri har shaitaani par aur phir roothne ka bahana karna
jab koi daante mujhe toh ban jaaye dhaal aise thay mere dadaji

jab chala aaya door oonse kuch banne ka khwab lekar
hamesha mere dil aur demmag mein thay mere dadaji
jab poora hua mera khwaab toh mud kar dekha maine
meri khushiyon mein badhai dene nahin thay dadaji

kuch paaya maine kuch khokar, par oos kami ko poora kaun karega
kaun aakar baahon mein lega ,kiski duayein meri hifazat ab karengi
roya nahin main oonhe yaad kar ke kyunki ek baat oonhone kahi thi
jab muskil ho toh dil se yaad karna tere saath honge tere dadaji

koi kehta hai jab kii 'Saahil' tujhme aks oonka dikhta hai
tab muskuraata hoon main kii aap mere saath hai "DADAJI"
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
EH MERE DOST MERE HUMDUM by jasleen in Shayri for Dard -e- Judai
ye mere eek friend ne mere ko mail kiya........!! by sunny_bunny in SMS , mobile & JOKES
Mere Khwaab Mere Sapne... by Aryaan in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Mere Jaana Mere Humdum by jaffartaufique in Shayri for Khumar -e- Ishq
*Mere Dost*( Mere Yoindia Doston Ke Liye) by honeyrose in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2  All »
k.shael
Guest
«Reply #1 on: January 27, 2009, 11:09:54 AM »
aaj jab bhi yaad aati hai beete palon kii
yaad aati jab saath gujre oon pyaari baaton kiii
jab kabhi yeh dil oodaas hota tha koi sar par haath rakhta tha
meri mushkilon mein himmat thay mere dadaji

hosh sambhala to khud ko paaya do majboot kandho ki sawari karte huye
har pal mere saath khelna mere saath ban jaana mujh jaisa hi
hosla badanameri har shaitaani par aur phir roothne ka bahana karna
jab koi daante mujhe toh ban jaaye dhaal aise thay mere dadaji

jab chala aaya door oonse kuch banne ka khwab lekar
hamesha mere dil aur demmag mein thay mere dadaji
jab poora hua mera khwaab toh mud kar dekha maine
meri khushiyon mein badhai dene nahin thay dadaji

kuch paaya maine kuch khokar, par oos kami ko poora kaun karega
kaun aakar baahon mein lega ,kiski duayein meri hifazat ab karengi
roya nahin main oonhe yaad kar ke kyunki ek baat oonhone kahi thi
jab muskil ho toh dil se yaad karna tere saath honge tere dadaji

koi kehta hai jab kii 'Saahil' tujhme aks oonka dikhta hai
tab muskuraata hoon main kii aap mere saath hai "DADAJI"



Bahut pyara likha hai Salil

I also miss my Dadaji

really bahut hi aacha likha aapne,

Shally
Logged
cara
Guest
«Reply #2 on: January 27, 2009, 11:38:11 AM »
kya baat hai ..salil ji.....BAHUT HI BADIYA LIKHA HAI AAPNE...

duniya gol hai salil ji,
kya malum kal aap hi ka pota bankar fir aajaaye ,TERE DADAJI,
fir tu na bul jaana use,tu bhi use wo hi pyaar dena,jo tuje dete the TERE DADAJI.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: January 27, 2009, 12:25:29 PM »
Bohat Achche Salil,. Bohat Achche Nice One,.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #4 on: January 27, 2009, 12:48:53 PM »
Bohat Khoob salil may God Almighty bless your Dadaji soul....
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #5 on: January 27, 2009, 01:00:34 PM »
aaj jab bhi yaad aati hai beete palon kii
yaad aati jab saath gujre oon pyaari baaton kiii
jab kabhi yeh dil oodaas hota tha koi sar par haath rakhta tha
meri mushkilon mein himmat thay mere dadaji

hosh sambhala to khud ko paaya do majboot kandho ki sawari karte huye
har pal mere saath khelna mere saath ban jaana mujh jaisa hi
hosla badanameri har shaitaani par aur phir roothne ka bahana karna
jab koi daante mujhe toh ban jaaye dhaal aise thay mere dadaji

jab chala aaya door oonse kuch banne ka khwab lekar
hamesha mere dil aur demmag mein thay mere dadaji
jab poora hua mera khwaab toh mud kar dekha maine
meri khushiyon mein badhai dene nahin thay dadaji

kuch paaya maine kuch khokar, par oos kami ko poora kaun karega
kaun aakar baahon mein lega ,kiski duayein meri hifazat ab karengi
roya nahin main oonhe yaad kar ke kyunki ek baat oonhone kahi thi
jab muskil ho toh dil se yaad karna tere saath honge tere dadaji

koi kehta hai jab kii 'Saahil' tujhme aks oonka dikhta hai
tab muskuraata hoon main kii aap mere saath hai "DADAJI"


Bohat achche likhe ho salil bro ....dil ko cho gaye aapki lafz
Logged
salil2002
Guest
«Reply #6 on: January 28, 2009, 06:08:31 AM »

Bahut pyara likha hai Salil

I also miss my Dadaji

really bahut hi aacha likha aapne,

Shally
kya baat hai ..salil ji.....BAHUT HI BADIYA LIKHA HAI AAPNE...

duniya gol hai salil ji,
kya malum kal aap hi ka pota bankar fir aajaaye ,TERE DADAJI,
fir tu na bul jaana use,tu bhi use wo hi pyaar dena,jo tuje dete the TERE DADAJI.
Bohat Achche Salil,. Bohat Achche Nice One,.

Bohat Khoob salil may God Almighty bless your Dadaji soul....
Bohat achche likhe ho salil bro ....dil ko cho gaye aapki lafz
thank u every one
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 02:20:56 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.155 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer