Mere Dard Ki Kahani...

by Aryaan on June 20, 2006, 02:37:51 AM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 4971 times)
Aryaan
Guest
Logged
ranjana
Guest
«Reply #1 on: June 20, 2006, 03:15:00 AM »
bahut khub  likha aapne Aryaan..........


dard hi dard dikha dil ke aaiene mein
na jane kyu azamata hai yeh dard
jinadgi ki rahao.n mein......

neend bhi ab aati nahi hai raato ko
jab se woh base hai meri nighaao.n mein
jahan dekhu wahi paati hun unko
ek dard sa rehata hai ab dil ki chhawan mein

chahiye na umar ka vada unse saath nibhane ka mujhe
bas saath chal sake woh chahye do pal hi meri rahao.n mein
khade hain hum aaj bhi usi mod per intazaar karte hue
jahan hue they fasale do dilo ki nigaaho mein
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #2 on: June 20, 2006, 04:25:58 AM »
Bahut achha likha hai...Aryan and Ranjana[/b]
Logged
ranjana
Guest
«Reply #3 on: June 20, 2006, 04:33:16 AM »
SHUKRIYA SHIKHA JI..................
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #4 on: June 20, 2006, 05:39:20 AM »
very nice Aryaan as usual.......
good good Ranjana ji!!!!!
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #5 on: June 20, 2006, 08:00:34 AM »
nice Aryaan n rajana jee
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #6 on: June 20, 2006, 10:54:02 AM »
Thanks a lot Ranjana, Shikha, Isha & Salma....
.
Very Nice Ranjana....
Logged
ranjana
Guest
«Reply #7 on: June 20, 2006, 03:19:01 PM »
shukriya Aryaan , Shikha, Isha and Salma.....................
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #8 on: June 20, 2006, 05:50:34 PM »

Zindagi bhar ki Wafaaon ka yeh nateeja nikla
Jisko dekha woh mere khoon ka pyaasa nikla

Kaun iss ehad mein ab kis se mohabbat karta
Jisko dekha woh iss par gham-e-duniya nikla

Kal tak jis ke taqqub mein phira tha dar dar
Humsafar woh tau mare jism ka saaya nikla

Mujh ko dushman ki zaroorat hai, na mehsoos huwi
Mera harr dost mere khoon ka pyaasa nikla

Ek main hoon keh jise aaj bhi hai apni talaash
Warna harr shakhs tujhe dhoondne waala nikla

Tashnagi apni bujhaane ko kahaan jaaun
Jis dariya pe gaya tau woh bhi pyaasa nikla
Logged
phoenix
Guest
«Reply #9 on: June 20, 2006, 06:02:13 PM »
aryaan ji bahut aache
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #10 on: June 21, 2006, 06:05:25 AM »
Quote from: "Aryaan"

Zindagi bhar ki Wafaaon ka yeh nateeja nikla
Jisko dekha woh mere khoon ka pyaasa nikla

Kaun iss ehad mein ab kis se mohabbat karta
Jisko dekha woh iss par gham-e-duniya nikla

Kal tak jis ke taqqub mein phira tha dar dar
Humsafar woh tau mare jism ka saaya nikla

Mujh ko dushman ki zaroorat hai, na mehsoos huwi
Mera harr dost mere khoon ka pyaasa nikla

Ek main hoon keh jise aaj bhi hai apni talaash
Warna harr shakhs tujhe dhoondne waala nikla

Tashnagi apni bujhaane ko kahaan jaaun
Jis dariya pe gaya tau woh bhi pyaasa nikla



Bohat Hii Aachey Aryaan bhai...
Logged
harshmeet
Guest
«Reply #11 on: June 21, 2006, 06:25:36 AM »
very good work...... i thought it is my own story.....
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #12 on: June 21, 2006, 01:41:28 PM »
Bohat shukriya Phoenix, Nirbhay & Harshmeet....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #13 on: June 23, 2006, 03:51:31 PM »
wah arayaan kay abaat hai.. dono hi kavita bahoot khoob!! Good job Ranju!!!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #14 on: June 27, 2006, 03:35:56 AM »
Bohat bohat shukriya Pooja....
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:03:09 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer