Mere dil dhadkane ka aalam na poocho

by Deepati on December 08, 2008, 05:22:08 AM
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 8
Print
Author  (Read 6515 times)
Deepati
Guest
Dil ki dharkan tak yuhin ham guzarne lag gaye
yeh kis nazuk mod se ham guzarne lag gaye

mere dil dhadkane ka aalam na poocho
guzarati hai kaise shab-e-gam na poocho

woh ik baat jisko nazar kah gayi hai
wohi baat honthon se hardam na poocho

na roke gaye gul ke aansoo kisi se
udi kaise phoolon se shabnam na poocho

koi dil ki nazuk ragyein choomata hai
jawaan kis kadar hai yeh mausam na poocho

tumhe kyon bataayein ham apni haqeeqat
hamaara bhi hai koi hamdam na poocho

NM
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #1 on: December 08, 2008, 07:59:48 AM »

Hai ni... kya kamaal ka hai yeh, bahut khoob Deepati

Jasbir Singh
Logged
Sadia Raja
Guest
«Reply #2 on: December 08, 2008, 08:22:48 AM »
nice sharing Deepati g..!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #3 on: December 08, 2008, 11:17:11 AM »
Dil ki dharkan tak yuhin ham guzarne lag gaye
yeh kis nazuk mod se ham guzarne lag gaye

mere dil dhadkane ka aalam na poocho
guzarati hai kaise shab-e-gam na poocho

woh ik baat jisko nazar kah gayi hai
wohi baat honthon se hardam na poocho

na roke gaye gul ke aansoo kisi se
udi kaise phoolon se shabnam na poocho

koi dil ki nazuk ragyein choomata hai
jawaan kis kadar hai yeh mausam na poocho

tumhe kyon bataayein ham apni haqeeqat
hamaara bhi hai koi hamdam na poocho

NM

Good Sharing Deepti Ji,.
Pardhkar Achcha Laga,.

dosti jab kisi se ki jaye
dushmanon ki bhi rae li jaye

maut ka zahr hai fizaon mein
ab kahan ja k sans li jaye

bas isi soch mein hun duba hua
ye nadi kaise par ki jaye

mere mazi k zakhm bharne lage
aj phir koi bhul ki jaye

botlen khol k to pi barson
aj dil khol k bhi pi jaye

_______________-Nm
Logged
Deepati
Guest
«Reply #4 on: December 09, 2008, 11:11:05 PM »

Hai ni... kya kamaal ka hai yeh, bahut khoob Deepati

Jasbir Singh

Shukriya, Jasbir Ji, aapne pasand kiya  Usual Smile
Logged
Deepati
Guest
«Reply #5 on: December 09, 2008, 11:11:49 PM »
nice sharing Deepati g..!!!

Thanks, Sadia Ji
Logged
Deepati
Guest
«Reply #6 on: December 09, 2008, 11:14:18 PM »
Good Sharing Deepti Ji,.
Pardhkar Achcha Laga,.

dosti jab kisi se ki jaye
dushmanon ki bhi rae li jaye

maut ka zahr hai fizaon mein
ab kahan ja k sans li jaye

bas isi soch mein hun duba hua
ye nadi kaise par ki jaye

mere mazi k zakhm bharne lage
aj phir koi bhul ki jaye

botlen khol k to pi barson
aj dil khol k bhi pi jaye

_______________-Nm

Thanks, Janasheen Ji

Also nice sharing  Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #7 on: December 11, 2008, 11:56:22 AM »
Yaar Deepti Aage Bhi To L"ikhte,.
Khissa Aage Badhaate,.

Main Aiyna Hoon,Wo Mera Khayal Rakhti Hay
Main Toot-ta Hoon Tu Chun Kar Sambhal Rakhti Hay,
$ *-*-*-*-*-*- *-*-*-*-* -*-*-*-*- *-*-*-*-* -*-*-*-*- *-*-*-*-* $

Har Aik Maslay Ka Hal Nikal Rakhti Hai
Zaheen Hai,Mujhay Hairat Main Daal Rakhti Hay,
$ *-*-*-*-*-*- *-*-*-*-* -*-*-*-*- *-*-*-*-* -*-*-*-*- *-*-*-*-* $

Main Jab Bhi Tark-e-taluq Ki Baat Karta Hoon
Woh Rokti Hay Mujhay, Kal Pay Taal Rakhti Hay,
$ *-*-*-*-*-*- *-*-*-*-* -*-*-*-*- *-*-*-*-* -*-*-*-*- *-*-*-*-* $

Woh Mairay Dard Ko Chunnti Hay Apnay Pooron Say
Woh Mairay Wastay Khud Ko Nidhaal Rakhti Hay,
$ *-*-*-*-*-*- *-*-*-*-* -*-*-*-*- *-*-*-*-* -*-*-*-*- *-*-*-*-* $nm
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #8 on: December 12, 2008, 06:46:06 PM »

BAHUT KHOOB. WAH

JASBIR SINGH
Logged
Deepati
Guest
«Reply #9 on: December 13, 2008, 07:34:47 AM »

Wah wah Jaanasheen Ji, Bahut khoob.
Logged
Deepati
Guest
«Reply #10 on: December 13, 2008, 07:40:20 AM »
Meri zubaan se meri daastaan suno tou sahi
yaqeen karo naa karo meharbaan suno tou sahi

chalo yeh maan liya mujrim-e-mohabbat hai
hamaare jurm kaa hamse bayaan suno tou sahi

labon ko sii ke jo bethe hain bazm-e-duniya mein
kabhi tou unki bhi khamoshiyan suno tou sahi

kahoge waqt ko mujrim bhari bahaaron mein
jalaa tha kaise mera ashiyan suno tou sahi

"Sudarshan Faakir"
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #11 on: December 13, 2008, 09:19:58 AM »
Meri zubaan se meri daastaan suno tou sahi
yaqeen karo naa karo meharbaan suno tou sahi

chalo yeh maan liya mujrim-e-mohabbat hai
hamaare jurm kaa hamse bayaan suno tou sahi

labon ko sii ke jo bethe hain bazm-e-duniya mein
kabhi tou unki bhi khamoshiyan suno tou sahi

kahoge waqt ko mujrim bhari bahaaron mein
jalaa tha kaise mera ashiyan suno tou sahi

"Sudarshan Faakir"

hai ni Deepati

JARA AAP APNI BAAT KARO TOH SAHI
HUM SUNNTEY HAI,AAP KAHO TOH SAHI
DOSTOH KEY LIYE HUM HAR LAMHA HAZIR HAI
APNA JAAN, KUCH KAHO TOH SAHI

JASBIR SINGH
Logged
Deepati
Guest
«Reply #12 on: December 14, 2008, 01:26:53 AM »
hai ni Deepati

JARA AAP APNI BAAT KARO TOH SAHI
HUM SUNNTEY HAI,AAP KAHO TOH SAHI
DOSTOH KEY LIYE HUM HAR LAMHA HAZIR HAI
APNA JAAN, KUCH KAHO TOH SAHI

JASBIR SINGH

Bahut khoob, Jasbir Ji

Yeh aarzoo hii rahi ki koi aarzoo kartey
khud apni aag mein jalte jigar lahoo kartey

tere khayaal mein gum hoke ek gazal kahtey
aur us gazal ko naa rusva kuu-ba-kuu kartey

yeh ehataraam-e-junun hai ki sii liya daaman
vagarna ek tamaasha sa kuu-ba-kuu kartey

hamein yaqin hai ki gar tu qarib bhi hota
tou duur jaake kahin teri justaju kartey

"Himayat Ali Shayar"
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #13 on: December 14, 2008, 07:48:51 AM »
Bahut khoob, Jasbir Ji

Yeh aarzoo hii rahi ki koi aarzoo kartey
khud apni aag mein jalte jigar lahoo kartey

tere khayaal mein gum hoke ek gazal kahtey
aur us gazal ko naa rusva kuu-ba-kuu kartey

yeh ehataraam-e-junun hai ki sii liya daaman
vagarna ek tamaasha sa kuu-ba-kuu kartey

hamein yaqin hai ki gar tu qarib bhi hota
tou duur jaake kahin teri justaju kartey

"Himayat Ali Shayar"

wah Deepati, kya baat kahi hai aap neh

HAMAREY KHAYALOH MEH GUM NA HUYA KARO
HUM YEHI HAI, DIL KI AWAAZ SUNA KARO
JAB BHI CHAHO MILNA, PALKEY KAREY BAND
HUMEY PYAR SEY BUSS PUKAAR LIA KARO

JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #14 on: December 14, 2008, 03:46:21 PM »
Shukriya deepti Ji,
and Nice One,.
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 8
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:36:26 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer