Mere Haal Pe Muskuraana Nahi

by Jaanasheen on March 09, 2007, 08:00:27 AM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8]
Print
Author  (Read 6294 times)
jasbirsingh
Guest
«Reply #105 on: December 09, 2008, 10:58:27 AM »
Bohat Badhiya Jasbir Bhai,.

Ab Tune Jo Keh Diya Haal Tera,.
Tujhpar Kya Guzri Hai Main Jaan Sakta Hoon,.

Tu Bhale Chal Barsaat Mein, Ashq Bahaate Hue,.
Teri Aankhon Ka Paani, Main Pehchaan Sakta Hoon,.

Mujhe Maaf Karna Dost, Tere Dil Ka Haal Na Samajh Saka,.
Khud Dard Mein Uljha Hoon Apne, Tera Dard Na Dekh Saka,.

_____________________________--Jaanasheen--






Thanks Jahanasheen


GAM-EH-DARD GAR SHABDOH MEH PIRO SAKTEY
TOH PIRO CHUKEY HOTEY KAB KEY HUM
KYA GUJARTI HAI SINEY MEH BICHAD KAR
LIKH SAKTEY TOH LIKH CHUKEY HOTEY HUM


DARD KOI KISI KOH NAHI DIKHA SAKTA MERE DOST
HAL-EH-GULSHUN KOI NAHI CHUPA SAKTA MERE DOST

DARD ITNI AASAANI SEY GAR DIKHAYE JATEY
TOH HUM JAISEY KABHI MEHKHANEY MEH NA PAYE JATEY



JASBIR SINGH
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mere haal pe by thelostworld in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Mere Dil Ka Haal by Devdas_online in Shayeri for Dard -e- Bewafai
mere haal pe haste hain zamane wale!! by abdulqadeer in Ghazals
mere haal pe haste hain zamane wale!! by abdulqadeer in Shayeri for Dard -e- Bewafai
HAAL MERE DESH KAA (SAMLANGIKTAA) by NETRAPAL in Shairy-E-Watan « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #106 on: December 11, 2008, 12:17:26 PM »


Thanks Jahanasheen


GAM-EH-DARD GAR SHABDOH MEH PIRO SAKTEY
TOH PIRO CHUKEY HOTEY KAB KEY HUM
KYA GUJARTI HAI SINEY MEH BICHAD KAR
LIKH SAKTEY TOH LIKH CHUKEY HOTEY HUM


DARD KOI KISI KOH NAHI DIKHA SAKTA MERE DOST
HAL-EH-GULSHUN KOI NAHI CHUPA SAKTA MERE DOST

DARD ITNI AASAANI SEY GAR DIKHAYE JATEY
TOH HUM JAISEY KABHI MEHKHANEY MEH NA PAYE JATEY



JASBIR SINGH


Shukriya Jasbir Bhai,.
And Very Nice From Ur Side,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #107 on: December 11, 2008, 12:29:44 PM »
Bohat Badhiya Jasbir Bhai,.

Ab Tune Jo Keh Diya Haal Tera,.
Tujhpar Kya Guzri Hai Main Jaan Sakta Hoon,.

Tu Bhale Chal Barsaat Mein, Ashq Bahaate Hue,.
Teri Aankhon Ka Paani, Main Pehchaan Sakta Hoon,.

Mujhe Maaf Karna Dost, Tere Dil Ka Haal Na Samajh Saka,.
Khud Dard Mein Uljha Hoon Apne, Tera Dard Na Dekh Saka,.

_____________________________--Jaanasheen--



Nice Jaanasheen Bhai
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #108 on: December 13, 2008, 03:12:57 PM »


Thanks Jahanasheen


GAM-EH-DARD GAR SHABDOH MEH PIRO SAKTEY
TOH PIRO CHUKEY HOTEY KAB KEY HUM
KYA GUJARTI HAI SINEY MEH BICHAD KAR
LIKH SAKTEY TOH LIKH CHUKEY HOTEY HUM


DARD KOI KISI KOH NAHI DIKHA SAKTA MERE DOST
HAL-EH-GULSHUN KOI NAHI CHUPA SAKTA MERE DOST

DARD ITNI AASAANI SEY GAR DIKHAYE JATEY
TOH HUM JAISEY KABHI MEHKHANEY MEH NA PAYE JATEY



JASBIR SINGH


Shukriya Jasbir Bhai,.
And Very Nice From Ur Side,.


THANKS JAHANASHEEN


JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #109 on: December 14, 2008, 04:06:07 PM »
Nice Jaanasheen Bhai

Shukriya Rajesh Bhaiya,.

BAAG MEIN HAZAROAN PHOOL HO MAGAR,
HAR PHOOL PER BAHAR AAYE YEH JAROORI TO NAHI

GAGAN PER CHAAND JAGMAGAY MAGAR,
MERE GHAR AA JAAYE YEH JAROORI TO NAHI,

WOH LAAKH MOHABAAT KARE SABSE MAGAR,
MUJHE BHOOL JAYE YEH JAROORI TO NAHI

nm
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #110 on: December 14, 2008, 05:06:30 PM »
Very nice sharing Jaanasheen Bhai
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #111 on: December 15, 2008, 06:23:48 AM »
Shukriya Rajesh Bhaiya,.

BAAG MEIN HAZAROAN PHOOL HO MAGAR,
HAR PHOOL PER BAHAR AAYE YEH JAROORI TO NAHI

GAGAN PER CHAAND JAGMAGAY MAGAR,
MERE GHAR AA JAAYE YEH JAROORI TO NAHI,

WOH LAAKH MOHABAAT KARE SABSE MAGAR,
MUJHE BHOOL JAYE YEH JAROORI TO NAHI

nm


wah kya baat hai


Jasbir Singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #112 on: December 15, 2008, 12:17:04 PM »
Shukriya Rajesh Bhaiya,.
And Jasbir Bhai,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #113 on: December 15, 2008, 12:18:46 PM »
Mera Haal Dekh Kar Saare Log, Mere Haal Pe Haste Hain,.
Waah, Tere Shehar Mein "Jaana', Kaise Log Baste Hain,.

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #114 on: December 15, 2008, 12:20:23 PM »
bana gulab to kante chubha gaya ik shakhs
hua chirag to ghar hi jala gaya ik shakhs

tamam rang mere aur sare khwab mere
fasana kah k fasana bana gaya ik shakhs

main kis hawa main urun kis faza main lahraun
dukhon k jal har-su bicha gaya ik shakhs

palat sakun main na age barh sakun jis par
mujhe ye kaun se raste laga gaya ik shakhs

muhabbaten bhi ajib us ki nafraten bhi kamal
meri tarah ka hi mujh main sama gaya ik shakhs

wo mahtab tha marham-ba-dast aya tha
magar kuch aur siwa dil dukha gaya ik shakhs

khula ye raz k aina-khana hai duniya
aur is main mujh ko tamasha bana gaya ik shakhs

nm
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #115 on: December 15, 2008, 08:03:40 PM »
Shukriya Rajesh Bhaiya,.
And Jasbir Bhai,.



thanks jahansheen


jasbir singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #116 on: December 15, 2008, 08:04:47 PM »
Mera Haal Dekh Kar Saare Log, Mere Haal Pe Haste Hain,.
Waah, Tere Shehar Mein "Jaana', Kaise Log Baste Hain,.

_________________________________-Jaanasheen-


wah kya kehney


jasbir singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #117 on: December 16, 2008, 12:36:17 PM »

wah kya kehney


jasbir singh

Shukriya Jasbir Bhaiya,.


meri zindagi kisi aur ki, mere nam ka koi aur hai
mera aks hai sar-e-aina, pase aina koi aur hai

meri dharkanon main hai chap si, ye judai bhi hai milap si
mujhe kya pata, mere dil bata, mere sath kya koi aur hai

na gae dinon ko khabar meri, na sharik-e-hal nazar teri
tere des main, mere bhes main, koi aur tha koi aur hai

wo meri taraf nigran rahe, mera dhyan jane kahan rahe
meri ankh main kai suraten, mujhe chahta koi aur hai


nm
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #118 on: December 16, 2008, 06:43:07 PM »
Shukriya Jasbir Bhaiya,.


meri zindagi kisi aur ki, mere nam ka koi aur hai
mera aks hai sar-e-aina, pase aina koi aur hai

meri dharkanon main hai chap si, ye judai bhi hai milap si
mujhe kya pata, mere dil bata, mere sath kya koi aur hai

na gae dinon ko khabar meri, na sharik-e-hal nazar teri
tere des main, mere bhes main, koi aur tha koi aur hai

wo meri taraf nigran rahe, mera dhyan jane kahan rahe
meri ankh main kai suraten, mujhe chahta koi aur hai


nm



bahut hi pyara sa hai yeh. bahut badiya


Jasbir Singh
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:51:23 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.132 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer