Mere Haal Pe Muskuraana Nahi

by Jaanasheen on March 09, 2007, 08:00:27 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
Print
Author  (Read 6298 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #45 on: October 22, 2008, 09:21:37 AM »
SACH KAHA BADE ANMOL HAIN YEH MERE DO AASOO
BAAD TERE HAR LAMHA TERI YAAD DILATE HAIN
JAB BHI YAAD AATA HAIN WOH TERA MUSKARANA
BIN BULAYE YEH MERI AAKHO ME CHALE AATE HAIN  tearyeyed


Waah bahoot Hi Badhiya Hai,.
Shally Ji,.
Sajid Bhai,.

Nice One,.

Aansuon Ki Keemat Tum Jaan Gaye,.
Anmol Hain Ye Zindagi Se, Ye Maan Gaye,.

Hume Aur Samjhaane Ka Kasht Na Uthaana Pada,.
Do Ashaar Pardhte Hi, Tum Sab Pehchaan Gaye,.



Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mere haal pe by thelostworld in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Mere Dil Ka Haal by Devdas_online in Shayeri for Dard -e- Bewafai
mere haal pe haste hain zamane wale!! by abdulqadeer in Ghazals
mere haal pe haste hain zamane wale!! by abdulqadeer in Shayeri for Dard -e- Bewafai
HAAL MERE DESH KAA (SAMLANGIKTAA) by NETRAPAL in Shairy-E-Watan « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #46 on: October 22, 2008, 09:22:56 AM »
MANA KI TUNE BADI KADAR KI MERI HASSI KI
PAR YE BHI SACH HAI TERE AANSOO KA SAILAB
AAB BHI RAKHA HAI APNE DIL ME HAMNE...


Sailaab Humne Bhi Dabaaye Rakhe Hain Seene Me Apne,.
Darr Hai Ke, Teri Shikaayaton Se Ye Ubhar Na Aaaye,.

Logged
k.shael
Guest
«Reply #47 on: October 22, 2008, 09:28:23 AM »
AAB TALAK DIL KI RUSWAYIYAAN TUJHSE JAHIR
NA KI,WARNA SHAYAD TUM RO RO KAR AANKHEIN
BHAR LETE...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #48 on: October 22, 2008, 09:31:16 AM »
AAB TALAK DIL KI RUSWAYIYAAN TUJHSE JAHIR
NA KI,WARNA SHAYAD TUM RO RO KAR AANKHEIN
BHAR LETE...

Aankhon Mein Ab Paani Hum Rakhaa Nahi Karte,.
Tumne Gilaa Kardiya Meri Mohbbat Ka,.
Magar Hum Kisi Se Bhi Shiwaa Nahi Karte,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #49 on: October 22, 2008, 09:32:28 AM »
SHIKWA KARNE KI HAMNE TUMHE WAJAH NA DI KABHI
AUR EK TUM HO JISNE SAJA TO DI HAR BAAT KI PAR
KOI WAJAH NA DI...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #50 on: October 22, 2008, 09:36:08 AM »
SHIKWA KARNE KI HAMNE TUMHE WAJAH NA DI KABHI
AUR EK TUM HO JISNE SAJA TO DI HAR BAAT KI PAR
KOI WAJAH NA DI...

Kyun Chupaate Ho Apne Sitam Zamaane Ki Nazron Se,.
Dil Se Poocho Kabhi, Humne Kya Kya Na Sahaa,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #51 on: October 22, 2008, 09:42:55 AM »
HAM KYA CHIPAYENGE JAMANE SE SITAM
HAMNE TO KHUD HAR WAAR TUMHARA BHADI
KHAMOSHI SE SEH LIYA ...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #52 on: October 22, 2008, 09:51:53 AM »
Humne To Waar Bhi Kiya Tha, Magar Phoolon Se,.
Afsos Ke Tumne, Kaanton Ko Chunaa Hume Zakham Dene Ke Liye,.

Logged
k.shael
Guest
«Reply #53 on: October 22, 2008, 10:45:04 AM »
JITNE KAANTE TUNE DIYA HAMNE SHIDAAT SE
JHOOLI ME SAMET LIYE,TERE DIYE EK EK GEHRE
JHAKHAM HAMNE APNE SINE ME SAHEJ LIYE..
Logged
Talat
Guest
«Reply #54 on: October 22, 2008, 10:48:50 AM »
Maut Ki Duaa Tumhe Hum De Nahi Paayenge,.
Dost Hain Tumhaare, Tumhaare Saath Hi Mar Jaayenge,.

Shukriya Azeem

AUR HUM DONO KI MAYYAT PE Giggle
EK DAM FREE FATYA PAD KE AAYEGE Laughing hard Laughing hard

Intezaar rahega Sajid Ji icon_thumleft

FATYA PADNE KA TAQALLUF TUM NA KARNA
BASS DO AANSOO SE HAME WIDA KARNA...
BY. K.SHAEL


Bohot Khoob Shael  Applause
Logged
k.shael
Guest
«Reply #55 on: October 22, 2008, 10:50:39 AM »
SHUKRIYA CELMIRA JI,
BY. K.SHAEL
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #56 on: October 22, 2008, 03:55:02 PM »
U are Welcome Talat Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #57 on: October 22, 2008, 03:58:02 PM »
Mera Haal Dekhkar, Saare Log, Mere Haal Pe Haste Hain,.
Haay Tere Shehar Mein, Kitni Zaaleem Log Baste Hain,.

_____________________________-Jaanasheen-
Logged
k.shael
Guest
«Reply #58 on: October 23, 2008, 06:04:06 AM »
U NA ILJAAM LAGA TU MERE SHEHAR KE LOGO
PAR, YAHA TO HAR DIL ME KHUD BHAGWAAN BASTE
HAI...
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #59 on: October 23, 2008, 08:41:20 AM »
PATH_THARO AAJ MERE SAR PE BARASTE Q HO
MAINE TUMKO BHI KABHI APNA KHUDA RAK_KHA HAIN

                                    -NM-
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 25, 2025, 12:38:10 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer