Mere Haal Pe Muskuraana Nahi

by Jaanasheen on March 09, 2007, 08:00:27 AM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8
Print
Author  (Read 6189 times)
k.shael
Guest
«Reply #60 on: October 23, 2008, 09:01:31 AM »
DOST YAHI TO GALTI KI HAMNE JO
PATHRO KO KHUDA MANA,
AAB APNI NASAMAJH GALTI KE LIYE
HAME SARII UMAR PADEGA PACHTANA,
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mere haal pe by thelostworld in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Mere Dil Ka Haal by Devdas_online in Shayeri for Dard -e- Bewafai
mere haal pe haste hain zamane wale!! by abdulqadeer in Ghazals
mere haal pe haste hain zamane wale!! by abdulqadeer in Shayeri for Dard -e- Bewafai
HAAL MERE DESH KAA (SAMLANGIKTAA) by NETRAPAL in Shairy-E-Watan « 1 2  All »
Rajesh Harish
Guest
«Reply #61 on: October 23, 2008, 09:47:21 AM »
U NA ILJAAM LAGA TU MERE SHEHAR KE LOGO
PAR, YAHA TO HAR DIL ME KHUD BHAGWAAN BASTE
HAI...

Nice one Shael Ji
Logged
k.shael
Guest
«Reply #62 on: October 23, 2008, 09:53:27 AM »
SHUKRIYA RAJESH JI,
BY. K.SHAEL
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #63 on: October 26, 2008, 11:54:19 AM »
Good One,.
Shally Bhai,.
Sajid Bhaijaan,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #64 on: October 26, 2008, 11:58:07 AM »
Labon Pe Mere Kyun Sookhi Hasi Hai,.
Kahaan Gum"Jaanasheen" Ye Teri Zindagi Hai,.

Deta Hai Kyun Tere Dil KO Zakham Har Ek Aashna, "Tera,.
Kyun Tere Hisse Mein Khushiyon Ki Kami Hai,.

______________________________-Jaanasheen-

Logged
k.shael
Guest
«Reply #65 on: October 31, 2008, 07:58:08 AM »
LOGO NE MITTI KE AASHIAANE BANAYE,HAM
NASAMJHO NE KAANCH KE GHARONDE BANAYE,
SABNE CHUN LI KHUSHIYAAN APNE AASHIAANE
KE LIYE, AUR EK HAM HAI JO SARE GAMM UTHA
KAR AAPNE GHARONDE ME LE AAYE...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #66 on: October 31, 2008, 03:43:27 PM »
LOGO NE MITTI KE AASHIAANE BANAYE,HAM
NASAMJHO NE KAANCH KE GHARONDE BANAYE,
SABNE CHUN LI KHUSHIYAAN APNE AASHIAANE
KE LIYE, AUR EK HAM HAI JO SARE GAMM UTHA
KAR AAPNE GHARONDE ME LE AAYE...
Bahoot Vadiya,.

Kaanch Ke Ghar Jab Rab Ne Hamaare Mukaddar Mein Likhe,.
To Zamaane Ke haaton Mein patthar Na Diye Hote,.

______________________________-Jaanasheen-
Logged
k.shael
Guest
«Reply #67 on: November 01, 2008, 05:28:56 AM »
KYA KHOOB KHUDAYA TERI REHMATE HAI,
JO ROZ TODTE HAI LAKHO MEHAL BINA KISI
DARR KE UNHE APNE GHAR KE TUT JAANE KE
KHAYAAL SE BHI TAQLEEF HOTI HAI...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #68 on: November 02, 2008, 01:22:57 PM »
KYA KHOOB KHUDAYA TERI REHMATE HAI,
JO ROZ TODTE HAI LAKHO MEHAL BINA KISI
DARR KE UNHE APNE GHAR KE TUT JAANE KE
KHAYAAL SE BHI TAQLEEF HOTI HAI...

Bahoot Badhiya,.

Jinkhe Ghar Kaanch Ke Hote Hain,.
Wo Pattharon Se Duhsmani Nahi Rakhte,.

Afsos Ke Hume Mohabbat Hui Unse,.
Aur Ghar Hi Apna Toot Gaya,.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #69 on: November 02, 2008, 07:03:21 PM »
Good One,.
Shally Bhai,.
Sajid Bhaijaan,.
Shally Bhai  Embarrased yaar aisi bhari galti mat karo  DOH
Logged
k.shael
Guest
«Reply #70 on: November 03, 2008, 05:46:25 AM »
Bahoot Badhiya,.

Jinkhe Ghar Kaanch Ke Hote Hain,.
Wo Pattharon Se Duhsmani Nahi Rakhte,.

Afsos Ke Hume Mohabbat Hui Unse,.
Aur Ghar Hi Apna Toot Gaya,.


SUNA THA LOG KEHTE THE WO PATHAR KA DIL
RAKHTE HAI, PAR HAMNE KISI KI BAAT PE
WISHVAAS NA KIYA, AAJ JO TODA BADI SHIDDAT
SE MERE DIL KO UNHONE,TO HAMNE KHUD KE HI
PATHAR HONE KA ILJAAM LE LIYA,
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #71 on: November 03, 2008, 10:22:05 AM »

SUNA THA LOG KEHTE THE WO PATHAR KA DIL
RAKHTE HAI, PAR HAMNE KISI KI BAAT PE
WISHVAAS NA KIYA, AAJ JO TODA BADI SHIDDAT
SE MERE DIL KO UNHONE,TO HAMNE KHUD KE HI
PATHAR HONE KA ILJAAM LE LIYA,

NIce One,.

Patthar Agar Tha Unka Dil, To Mera Sheesh Ka Na Baanaya Hota,.
Unhe Pighal Na Aaaye, To Mujhe Hi Tune "Ya Rab" Bachna Seekhaya Hota,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #72 on: November 04, 2008, 06:33:12 AM »
BACH NA PAAYE HAM JANE KYUN USS PATHAR
DIL RAKHNE WALE KAANCH SE KHOOBSURAT
INSAAN KI MOHABBAT SE...
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #73 on: November 04, 2008, 08:04:11 AM »
Kaanch ki chiknahat par aap fisal gaye
Us ki chamkilapan se aap chakachaund ho gaye
Issi liye bach na paye uske mohabbat se
Aur fansa liya usne apni khoobsoorati se
Logged
k.shael
Guest
«Reply #74 on: November 04, 2008, 08:21:43 AM »
Kaanch ki chiknahat par aap fisal gaye
Us ki chamkilapan se aap chakachaund ho gaye
Issi liye bach na paye uske mohabbat se
Aur fansa liya usne apni khoobsoorati se


NICE ONE RAJESH JI,
BY. K.SHAEL

SACH HAI KI HAM UNKI KHOOBSURATI KE KAYAL HUE,
USKI HAR BAAT-E-ADA SE GHAYEL HUE,
U TO AUR BHI MILE KAYI RAAHI ISS RAAH ME,
PAR HAM TO USE HAMSAFAR BANANE KI ZIDD KE SAATH
TANHA REHGUJAR HUE...
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 05:14:26 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer