Mere Hisse Ki Dhoop,.

by Jaanasheen on April 26, 2010, 07:18:29 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 3412 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile


Ye Mere Hisse Ki Dhoop Hai, Mujhe Jalne De,.
Kaanton Ki Raahein Ye Meri Hain, Inpe Chalne De,.

Thokarein Mukaddar Ban Baithi Hain Ab To Mere,.
Thokaron Ke Sahaare Hi To Mujhe Sambhalne De,.

Manzoor Nahi Kisi Ko Ke Mujhe Chamakta Dekhein,.
Mujhe Gaur Se Na Dekh, Tu Bhi Mujhe Dhalne De,.

Mere Baad Hogi Kadar Zamaane Ko Meri, "Azeem,.
Ye Waqt Mera Nahi, Mujhe Is Daur Se Nikalne De,.

Jo Na Royoon To Duniya Kahegi Patthar Mujhe,.
Aaj Is Patthar Ko Je Bharke Pighalne De,.

Ye Mere Hisse Ki Dhoop Hai, Mujhe Jalne De,.

-Azeem-


Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1 on: April 26, 2010, 07:52:38 AM »
Bahut Bahut Khoob Azeem Bhai..

bahut Hi Khoobsurat Peshkash!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
taheer_khaja
Guest
«Reply #2 on: April 26, 2010, 08:56:13 AM »
bahut khub Azeem jee
khuda Aapko kushiyn hi kushiyn de.Aamen
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #3 on: April 26, 2010, 10:15:59 AM »
Sunder kalaam hai aapka Azeem-bhai..... Applause Applause Applause.

Attalikaaon se ghiraa ek Jhonpda poochhta raha
Batao Mere Hisse ki Dhoop ko kyu koi khaa raha
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #4 on: April 26, 2010, 11:14:29 AM »
Wah wah Azeem bahi bahot achha likha hai. Dard ko bahot khoobsurat dhang se numaya kiya hai. Bahot khoob.
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #5 on: April 26, 2010, 01:33:19 PM »
bahut ki khoob likha hai aapne Azeem ji... bahut khoob...!!!
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #6 on: April 27, 2010, 06:44:37 AM »
Bahut Khoob Chote Bhai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: April 27, 2010, 09:19:08 PM »
Bahut Bahut Khoob Azeem Bhai..

bahut Hi Khoobsurat Peshkash!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Shukriya Hausla Afzaai Ka Khwaish Bhai, Rab Khair Kare,.

Shukriya
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #8 on: April 28, 2010, 12:49:31 PM »
mujhe ghuar sey naa dekh.....bahut khoob  Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: April 29, 2010, 01:02:11 PM »
bahut khub Azeem jee
khuda Aapko kushiyn hi kushiyn de.Aamen

Aameeen,

Shukriya Taheer Bhai,.

Bahut Khub Azeem Bhai

ALLAH Pak Aapko Har Ranj o Gham Se Mehfuz Rakhe Ameen


Khush Rahiye...


~Shihab~


Aameen Ya Rabbul Aalameen, Shukriya Mere Bhai,.
Allah Khair Kare,.
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #10 on: May 04, 2010, 12:03:38 PM »
bahut dard bhari nazm hai.kya baat hai. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: May 20, 2010, 09:10:55 AM »
Sunder kalaam hai aapka Azeem-bhai..... Applause Applause Applause.

Attalikaaon se ghiraa ek Jhonpda poochhta raha
Batao Mere Hisse ki Dhoop ko kyu koi khaa raha


Shukriya KOyal Ji,.

And Nice Lines,.
Wah wah Azeem bahi bahot achha likha hai. Dard ko bahot khoobsurat dhang se numaya kiya hai. Bahot khoob.

Shukriya Riyaz Bhai, bas Ek Koshish Ki, Khushi Hui Ke Aapne Ise Saraaha
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: May 20, 2010, 09:15:01 AM »
bahut ki khoob likha hai aapne Azeem ji... bahut khoob...!!!

Shukriya Hausla Afzaai Ka,.
Klaskar Ji

Bahut Khoob Chote Bhai

Shukriya Rajesh Bhai,.
mujhe ghuar sey naa dekh.....bahut khoob  Applause Applause Applause Applause Applause

Shukriya Khamosh Awaaz Ji,.
bahut dard bhari nazm hai.kya baat hai. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Shukriya Suresh Ji
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #13 on: May 20, 2010, 09:21:10 AM »
Wah wah Azeem bhai,bahut gaherai,sachai aur khoobsurti se likha aapne.really touched.great work,beautiful lines by Koyal sis,excellent Hats off to you! Hats off to you! icon_salut icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #14 on: May 20, 2010, 09:58:03 AM »
Thanks Azeem bahi....

Shukriya KOyal Ji,.

And Nice Lines,.
Shukriya Riyaz Bhai, bas Ek Koshish Ki, Khushi Hui Ke Aapne Ise Saraaha
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:19:12 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.135 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer