HumTum
Guest
|
«Reply #30 on: July 14, 2005, 08:28:33 AM » |
|
meiney to faqt aitbaar hi karta rha 'ta umr shayad ussi aitbaar ki meiney sazza payi hai mita ke mere iss dil ke armaaN sabhi tune yeh achi ishq ke reet nibai hai !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #31 on: July 14, 2005, 09:17:02 AM » |
|
Hume armaan tha bas ek tujhe dil main basane ka par ye baat sayad abh tak teri samaj main na aai hai mujhse kar ke bewafai khud mujhe bewaffa kehta hai tu saman nahi mera mujhko lagta tu koi harjai hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #32 on: July 14, 2005, 09:21:29 AM » |
|
karte rhey unse waffa hum bevffa ilzaam mila yeh kasisa ya rab!! mujhey ishq ka inaam mila aaj utha ke hathoo mein aaye hai woh kanjar mujhey meri chahtooN ka yeh anjaam mila!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #33 on: July 14, 2005, 09:41:48 AM » |
|
Anjaam na socha tha kabhi jaisa humne paya hai zindagi abh tuh bas meri gumon ka sayaa hai jise chaha jise pooja usne hi kanjar sine main utara hai kis se kare hum sikhwa gila jab mera katil dilbar mera hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #34 on: July 14, 2005, 11:36:13 AM » |
|
waah sandhaya ji..
diidaa-e-yaar hai jis ke intezaar main mai us meharbaan ko kaise bhula dun bahut jee liye din gham-e-hastee ke ab zaraa zindagii ko jee ke dikha dun !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #35 on: July 14, 2005, 11:41:09 AM » |
|
Zindagi jo kehta tha mujhko apni aaj mujhse rishta todh gaya hai main uske intezaar main hun abh tak jabki vo har rishta apna mujhse todh gaya hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #36 on: July 14, 2005, 11:43:33 AM » |
|
yeh tujhe kya ho gayaa hai 'e mere dil tu bataa kyun kisii ka ho gayaa hai kya thii ab merii khataa phir se thokar khaaye ga tu nasamajh hai soch le koi nahin jo is duniya mai na dega tujh ko dagaa !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #37 on: July 14, 2005, 11:47:32 AM » |
|
Hum Daga baaj nahi tuh dil lagake tuh dekh tujhe khushi denge harpal hume ajmaa ke tuh dekh kyun kisi ek bewaffa ki khatir dil ko yun tu samja raha hai humara haath thaam humse nazar ek baar mila ke tuh dekh
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #38 on: July 14, 2005, 12:40:58 PM » |
|
waah..sandhaya ji ....
khaye hai itne dhoke rah e ishq mein ab humey kissi pe bhi aitbaar nhi aata nafrat ho gyi hai mujhey waffa ke nam se ab kissi bhi shai pe mujhye pyaar nhi aata !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #39 on: July 14, 2005, 12:45:16 PM » |
|
Itne dohke khakar bhi kyun hui tujhe sach ki pehchaan nahi meri pyaar pe shak hai tujhe kiya maine tere liya kya nahi ek baar kehta tuh hum apni jaan tak bhi de dete par tune tuh bina dekhe hi keh diya ja bewaffa mujhe tujhse aitbaar nahi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Meena
Guest
|
|
«Reply #40 on: July 14, 2005, 04:40:19 PM » |
|
wah wah humtum ji and sandhaya ji....bohot acha likha hai dono ne, hala ke sab nahin pada par jitn pada acha laga... aap dono ki shayari hi bohot achi hoti hai!! keep it up guys!
:D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #41 on: July 15, 2005, 12:52:58 PM » |
|
wah wah humtum ji and sandhaya ji....bohot acha likha hai dono ne, hala ke sab nahin pada par jitn pada acha laga... aap dono ki shayari hi bohot achi hoti hai!! keep it up guys!
:D ShukriyaN ji ShukriyaN !! aap ne kuch nhi likha ..... dil ker rha tha aap ko padne ka Meena ji ......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #42 on: July 15, 2005, 12:54:58 PM » |
|
Itne dohke khakar bhi kyun hui tujhe sach ki pehchaan nahi meri pyaar pe shak hai tujhe kiya maine tere liya kya nahi ek baar kehta tuh hum apni jaan tak bhi de dete par tune tuh bina dekhe hi keh diya ja bewaffa mujhe tujhse aitbaar nahi kya sach hai aur kya hai juth hum'ta umr yeh raaz jaan na paye aitbaar bhi kaseey kre kissi ka jab har shaks se humney dhoke khaye !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Meena
Guest
|
|
«Reply #43 on: July 15, 2005, 01:02:26 PM » |
|
wah humtum ji...chaliye hum bhi kuch likh dete hai!
zakhmo ko nishan ka roop na bane dena, apni muskurahat ko tum anson me dhalne na dena, yaad rakhna har doke ko, har bewafai ko, phir se na tooto tum, apne dil ko sambalne na dena!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #44 on: July 15, 2005, 01:10:25 PM » |
|
bhoot khoob likha hai Meena ji but .. last line ka meaning !! i mean..
phir se na tooto tum, apne dil ko sambalne na dena!
wht u trying to say !! phir se na tooto tum !! and then u r saying dil ko na samblne dena !! agar dil ko na sambhalengey to phit tottey hi rhengey !!
khiar ...
usko mein kaseey bula sakta hoon jisko badi shid'dat se chaha hai meiney ki jo usne bevvfaai to kya hua us se mil ke khuda ko paya hai meiney !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|