Mere Khwaab.....( Ghayel )

by Sajid_Ghayel on February 26, 2012, 07:18:35 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1063 times)
Sajid_Ghayel
Guest
Kuch paaleiN hai maine bhi
In aakho ke aaNgan me
Kabhi tumko bhi milwaooga
Mai apne in khwabo se
 
In aakho ke aaNgan me, yeh shor bohat machateiN hai
Kabhi geele geele ukta kar, aakho se baher aa jaateiN hai
Par jaise bhi hai apne hai, mai inko samjha leta hu
Phir chun kar ek ek geele sapne ko, aakho me chipkata hu
Kabhi tumko bhi milwaooga
Mai apne in khwabo se
 
Tum milkar inse janogi, yeh kitne tumse lagte hai
Mere khwab tumhara aaina, bas tum jaise hi dikhte hai
Ek parchaiee si bankar tum, aakho me ab rehti ho
Roz naye shringaar me tum, in aakho me sawarti ho
Kabhi tumko bhi milwaooga
Mai apne in khwabo se
 
Yu pana tumko mushkil to nahi, pana chahu to paa lu shayed
Par darta hu tumko paaker, yeh khwaab mere mit jaayege
Kya main inke bin reh paooga, kya yeh mere bin reh paayege
Khwabo ko mere tum ab, khwab hi rehne do janaa
Jo mil jaaye tumko fursat, tum milne insey aa jana
Kabhi tumko bhi milwaooga
Mai apne in khwabo se
 
Kuch paaleiN hai maine bhi
In aakho ke aaNgan me
Kabhi tumko bhi milwaooga
Mai apne in khwabo se

Sajid Ghayel
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mere Khwaab... by Aryaan in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Mere Khwaab Mere Sapne... by Aryaan in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
!!!! Khwaab Mere !!!! by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
~~~ Mere Khwaab~~~ by waheed_rose2004 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mere jo khwaab the by ehsaas chahat ka in Shayri-E-Dard
~Aatish~
Guest
«Reply #1 on: February 27, 2012, 03:30:23 AM »
Applause Applause
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: February 27, 2012, 03:36:31 AM »
Bahut khoob ghayal bhai
Logged
khujli
Guest
«Reply #3 on: February 27, 2012, 08:22:56 AM »
Kuch paaleiN hai maine bhi
In aakho ke aaNgan me
Kabhi tumko bhi milwaooga
Mai apne in khwabo se
 
In aakho ke aaNgan me, yeh shor bohat machateiN hai
Kabhi geele geele ukta kar, aakho se baher aa jaateiN hai
Par jaise bhi hai apne hai, mai inko samjha leta hu
Phir chun kar ek ek geele sapne ko, aakho me chipkata hu
Kabhi tumko bhi milwaooga
Mai apne in khwabo se
 
Tum milkar inse janogi, yeh kitne tumse lagte hai
Mere khwab tumhara aaina, bas tum jaise hi dikhte hai
Ek parchaiee si bankar tum, aakho me ab rehti ho
Roz naye shringaar me tum, in aakho me sawarti ho
Kabhi tumko bhi milwaooga
Mai apne in khwabo se
 
Yu pana tumko mushkil to nahi, pana chahu to paa lu shayed
Par darta hu tumko paaker, yeh khwaab mere mit jaayege
Kya main inke bin reh paooga, kya yeh mere bin reh paayege
Khwabo ko mere tum ab, khwab hi rehne do janaa
Jo mil jaaye tumko fursat, tum milne insey aa jana
Kabhi tumko bhi milwaooga
Mai apne in khwabo se
 
Kuch paaleiN hai maine bhi
In aakho ke aaNgan me
Kabhi tumko bhi milwaooga
Mai apne in khwabo se

Sajid Ghayel



 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
usha rajesh
Guest
«Reply #4 on: February 27, 2012, 04:36:34 PM »
Kuch paaleiN hai maine bhi
In aakho ke aaNgan me
Kabhi tumko bhi milwaooga
Mai apne in khwabo se
 
In aakho ke aaNgan me, yeh shor bohat machateiN hai
Kabhi geele geele ukta kar, aakho se baher aa jaateiN hai
Par jaise bhi hai apne hai, mai inko samjha leta hu
Phir chun kar ek ek geele sapne ko, aakho me chipkata hu
Kabhi tumko bhi milwaooga
Mai apne in khwabo se
 
Tum milkar inse janogi, yeh kitne tumse lagte hai
Mere khwab tumhara aaina, bas tum jaise hi dikhte hai
Ek parchaiee si bankar tum, aakho me ab rehti ho
Roz naye shringaar me tum, in aakho me sawarti ho
Kabhi tumko bhi milwaooga
Mai apne in khwabo se
 
Yu pana tumko mushkil to nahi, pana chahu to paa lu shayed
Par darta hu tumko paaker, yeh khwaab mere mit jaayege
Kya main inke bin reh paooga, kya yeh mere bin reh paayege
Khwabo ko mere tum ab, khwab hi rehne do janaa
Jo mil jaaye tumko fursat, tum milne insey aa jana
Kabhi tumko bhi milwaooga
Mai apne in khwabo se
 
Kuch paaleiN hai maine bhi
In aakho ke aaNgan me
Kabhi tumko bhi milwaooga
Mai apne in khwabo se

Sajid Ghayel

bahut khubsurat! Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Sajid_Ghayel
Guest
«Reply #5 on: February 28, 2012, 04:31:11 PM »
Applause Applause

Thanks Aatish jee for ur claps.
Logged
dolly
Guest
«Reply #6 on: February 29, 2012, 07:30:35 PM »
bahut bahut khoob!!
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:35:58 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.089 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer