Mere Pyar Ki Dastaan!!!

by khushi4pari on October 13, 2008, 11:56:05 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 3330 times)
khushi4pari
Guest
Mere Pyar Ki Dastaan!!!

Zindagi yun guzar jayegi yun socha na tha
kisi humsafar ke intezaar mein samay roka na tha

Aisa nahi ki pyaar kiya nahi maine
bus usse lautaaya nahi kisi ne

Sapno ke mukadar mein pura hone ki khush nasibi nahi hoti
har ek kahani mein kabhi raja to kabhi rani nahi hoti


Har samay ek sangharsh hai jeene ka
halaaton ke aage jhukkar aage bharne ka

Woh pyaar jo pehla tha
woh yaar jo bheer mein akela tha

Kyun bhulaya nahi gaya humse
kyun juda na ho paya dil se...

Aaj mudaton baad phir unhain paaya wahan
apna dil akela tanha chor aaye the jahan

Phir dil mein ek kasak si jagi thi
phir wahi sapna ek raja jis ki ek rani thi

Phir us jagah se yun has kar chal diye
jaise safar mein do ajnabi kuch der ruk kar chal diye...

 

Ab zindagi mein aalag hi jahan apna hai
ek baar phir pyaara lekin naa poora hone wala ek sapna hai

zindagi ke safar ka humsafar koi nahi hai
jo chaha woh nahi ...humne paya zindagi me kuch nahi...

Zindagi yun guzar jayegi yun socha na tha
kisi humdum ke intezaar mein samay roka na tha...
tearyeyed
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mere dastaan by aryan_mantri in Shayri-E-Dard
pyar to pyar hai mere dost.................. by mrkapil_raj1 in Shayri for Khumar -e- Ishq
-Na Puch Mere Nakaam Ishq Ki DastaaN- by HumTum in Ghazals
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #1 on: October 14, 2008, 01:09:33 AM »
Sochaa n tha, sochaa n tha kehte kehte bohot kuchh soch liyaa aap ne or bohot khoob socha, ek zindah haqiqat he, achha likha he aap ne.  Applause

magar aap ne ye nazm ghalti se do baar post kar di.
Logged
baadal102
Guest
«Reply #2 on: October 14, 2008, 06:53:09 AM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
bahut hi dil se likha hai aap ne
really touching








Baadal
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #3 on: October 14, 2008, 08:10:57 AM »
Mere Pyar Ki Dastaan!!!

Zindagi yun guzar jayegi yun socha na tha
kisi humsafar ke intezaar mein samay roka na tha

Aisa nahi ki pyaar kiya nahi maine
bus usse lautaaya nahi kisi ne

Sapno ke mukadar mein pura hone ki khush nasibi nahi hoti
har ek kahani mein kabhi raja to kabhi rani nahi hoti


Har samay ek sangharsh hai jeene ka
halaaton ke aage jhukkar aage bharne ka

Woh pyaar jo pehla tha
woh yaar jo bheer mein akela tha

Kyun bhulaya nahi gaya humse
kyun juda na ho paya dil se...

Aaj mudaton baad phir unhain paaya wahan
apna dil akela tanha chor aaye the jahan

Phir dil mein ek kasak si jagi thi
phir wahi sapna ek raja jis ki ek rani thi

Phir us jagah se yun has kar chal diye
jaise safar mein do ajnabi kuch der ruk kar chal diye...

 

Ab zindagi mein aalag hi jahan apna hai
ek baar phir pyaara lekin naa poora hone wala ek sapna hai

zindagi ke safar ka humsafar koi nahi hai
jo chaha woh nahi ...humne paya zindagi me kuch nahi...

Zindagi yun guzar jayegi yun socha na tha
kisi humdum ke intezaar mein samay roka na tha...
tearyeyed

JO LIKHA HAIN TUNE TERE LIYE BHI KOI AISA SOCHTA HOGA
TERE INTEZAR ME KOI TERA BHI RASTA DEKHTA HOGA
TUJE FURSAT NAHI APNI NAKAM MOHABBAT PE AASOO BAHANE SE
AUR KOI KAHI APNI DUA ME TUJE MANGTA HOGA

TERI TARAH KISI AUR KI BHI KAHANI HOGI
ITNI KHUDGARZ NA BAN KYA PATA TU BHI KISI KI RANI HOGI

                          -SG-
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: October 14, 2008, 07:20:28 PM »
Mere Pyar Ki Dastaan!!!

Zindagi yun guzar jayegi yun socha na tha
kisi humsafar ke intezaar mein samay roka na tha

Aisa nahi ki pyaar kiya nahi maine
bus usse lautaaya nahi kisi ne

Sapno ke mukadar mein pura hone ki khush nasibi nahi hoti
har ek kahani mein kabhi raja to kabhi rani nahi hoti


Har samay ek sangharsh hai jeene ka
halaaton ke aage jhukkar aage bharne ka

Woh pyaar jo pehla tha
woh yaar jo bheer mein akela tha

Kyun bhulaya nahi gaya humse
kyun juda na ho paya dil se...

Aaj mudaton baad phir unhain paaya wahan
apna dil akela tanha chor aaye the jahan

Phir dil mein ek kasak si jagi thi
phir wahi sapna ek raja jis ki ek rani thi

Phir us jagah se yun has kar chal diye
jaise safar mein do ajnabi kuch der ruk kar chal diye...

 

Ab zindagi mein aalag hi jahan apna hai
ek baar phir pyaara lekin naa poora hone wala ek sapna hai

zindagi ke safar ka humsafar koi nahi hai
jo chaha woh nahi ...humne paya zindagi me kuch nahi...

Zindagi yun guzar jayegi yun socha na tha
kisi humdum ke intezaar mein samay roka na tha...
tearyeyed

Pari, tumne mujhe rula diya  tearyeyed nahin kahungi ki bohot achcha likha hai...bas ye dua ki Allah tumhe dher saari khushian den (ameen)
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #5 on: October 14, 2008, 07:30:33 PM »
Mere Pyar Ki Dastaan!!!

Zindagi yun guzar jayegi yun socha na tha
kisi humsafar ke intezaar mein samay roka na tha

Aisa nahi ki pyaar kiya nahi maine
bus usse lautaaya nahi kisi ne

Sapno ke mukadar mein pura hone ki khush nasibi nahi hoti
har ek kahani mein kabhi raja to kabhi rani nahi hoti


Har samay ek sangharsh hai jeene ka
halaaton ke aage jhukkar aage bharne ka

Woh pyaar jo pehla tha
woh yaar jo bheer mein akela tha

Kyun bhulaya nahi gaya humse
kyun juda na ho paya dil se...

Aaj mudaton baad phir unhain paaya wahan
apna dil akela tanha chor aaye the jahan

Phir dil mein ek kasak si jagi thi
phir wahi sapna ek raja jis ki ek rani thi

Phir us jagah se yun has kar chal diye
jaise safar mein do ajnabi kuch der ruk kar chal diye...

 

Ab zindagi mein aalag hi jahan apna hai
ek baar phir pyaara lekin naa poora hone wala ek sapna hai

zindagi ke safar ka humsafar koi nahi hai
jo chaha woh nahi ...humne paya zindagi me kuch nahi...

Zindagi yun guzar jayegi yun socha na tha
kisi humdum ke intezaar mein samay roka na tha...
tearyeyed

bahut bahut khoob!! aap ne jo ye poetry likhi hai, sach kahoon to yeh ek sachi kahani si lagi..bahut jazbaati aur dil ko choone wali baatein kahin hai aapne..bahut ache.. Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pooja
Guest
«Reply #6 on: October 14, 2008, 07:35:04 PM »
bahoot khoob Khushi!!!
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #7 on: October 14, 2008, 08:37:27 PM »
Bohat bohat shukriya aap sab ka lekin main ek baat kehna chahti hu its NOT MINE....ye main kal likhna bhul gayi thi sorry  sad10
Logged
pramod_singh804
Guest
«Reply #8 on: October 16, 2008, 07:24:38 AM »
Lagta hai Shayad Aapne mere Dil Ki Baat Likh Di....

1 Baar Phir se Purani Yadein Taza Ho Gai....

Bahoot Khoob....
    Applause
Logged
Talat
Guest
«Reply #9 on: October 16, 2008, 08:20:44 AM »
Bohat bohat shukriya aap sab ka lekin main ek baat kehna chahti hu its NOT MINE....ye main kal likhna bhul gayi thi sorry  sad10


Pari,

I trust you that you must have forgotten to write Not Mine....and you are right, If you had not written this, we would not have known that it is not your original creation.

An applause for your truth and yet again for your beautiful sharing
  Applause
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #10 on: October 16, 2008, 08:37:11 AM »
I AGREE WITH HER.

Pari,

I trust you that you must have forgotten to write Not Mine....and you are right, If you had not written this, we would not have known that it is not your original creation.

An applause for your truth and yet again for your beautiful sharing
  Applause
Logged
shika
Guest
«Reply #11 on: October 16, 2008, 09:44:23 AM »
its really touchy apko salam icon_salut
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #12 on: October 16, 2008, 09:58:58 AM »
Thanks for your wonderful sharing  Khusi ji
Is nazm net oh dil ko hi Chhuh liya    Applause
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #13 on: October 16, 2008, 08:24:46 PM »
Bohat bohat shukriya aap sab ka lekin main ek baat kehna chahti hu its NOT MINE....ye main kal likhna bhul gayi thi sorry  sad10


Koi baat nahi pari sahiba, aap ne yaad aane par likhdiya ye badi baat he, shukriya, pehle aap ki nazm ki tarif ki thi ab aap ki pasand ki tarif karta hun. isi tarah likhte rahiye or bohot khush rahiye.  Usual Smile
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:30:25 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.145 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer