salil2002
Guest
|
viraana hai yahan jahan kabhi mehfile sajti thi haan kehte thay kii har shaam yahan ruk k gujarti thi ab to yahan saaye bhi nazar nahin aate mujhko mujhse log kehte hai kii yahan mere yaar kii basti thi
mujhe yakeen nahin hota yahan ka dekhkar manjar lagta hai jaise ek tufaan sa aa ke gujar gaya nahin baki tha khandharo ka bhi namo nishaan jaise koi saari yaahon ko le k ho kho gaya kohre mein dekhta raha main har taraf talaasha maine yaar mere har taraf na nazar aaya tu na nazar aana tha tujhko jaise saanson kii garmi se pighal gayi ho baraf
achanak thokar lagi to maine jhuk k dekha teri tasveer thi woh surkh jode main lat aa kar maathe par thehar jaati thi kitni haseen dikhti thi oos jode main phir main bad gaya lekar teri yaad apne dil main teri woh bholi surat tera pyaar apne dil main
haan main sach kehta tha kii tu pariyon si dikhti thi haan yeh bhi sach tha kii tu mohabbat bhi karti thi hamara mukaddar hi daga de gaya humein e-dost main to thehra hi raha jahan mere yaar kii basti thi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Shikha12
Guest
|
|
«Reply #1 on: January 12, 2009, 05:49:54 AM » |
|
Too Good.. Salil Ji.. You have nicely binded your emotions with great thoughts...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
k.shael
Guest
|
|
«Reply #2 on: January 12, 2009, 05:54:14 AM » |
|
Bahut Khoob Salil, 2Good freind, wht a come back, Shally.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
abdulqadeer
Guest
|
|
«Reply #3 on: January 12, 2009, 06:03:49 AM » |
|
viraana hai yahan jahan kabhi mehfile sajti thi haan kehte thay kii har shaam yahan ruk k gujarti thi ab to yahan saaye bhi nazar nahin aate mujhko mujhse log kehte hai kii yahan mere yaar kii basti thi
mujhe yakeen nahin hota yahan ka dekhkar manjar lagta hai jaise ek tufaan sa aa ke gujar gaya nahin baki tha khandharo ka bhi namo nishaan jaise koi saari yaahon ko le k ho kho gaya kohre mein dekhta raha main har taraf talaasha maine yaar mere har taraf na nazar aaya tu na nazar aana tha tujhko jaise saanson kii garmi se pighal gayi ho baraf
achanak thokar lagi to maine jhuk k dekha teri tasveer thi woh surkh jode main lat aa kar maathe par thehar jaati thi kitni haseen dikhti thi oos jode main phir main bad gaya lekar teri yaad apne dil main teri woh bholi surat tera pyaar apne dil main
haan main sach kehta tha kii tu pariyon si dikhti thi haan yeh bhi sach tha kii tu mohabbat bhi karti thi hamara mukaddar hi daga de gaya humein e-dost main to thehra hi raha jahan mere yaar kii basti thi
Wah Wah Jawab Nahi IS andaze bayan kya salil bhai !! ab kya tarif karen is kalam ki alfaz hi nahi hai !! ye la jawab hai mere bhai !! Qadeer toopchi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
salil2002
Guest
|
|
«Reply #4 on: January 12, 2009, 06:04:51 AM » |
|
Too Good.. Salil Ji.. You have nicely binded your emotions with great thoughts... thnks mahiya jo aa ke gujar gaya main woh tufaan dhoondta hoon har jarre main tera nishaan main dhoondta hoon main khamosh hoon tu mujhe galat mat samajhna main apni khamoshi main teri awaaz dhoonta hoon
|
|
|
Logged
|
|
|
|
salil2002
Guest
|
|
«Reply #5 on: January 12, 2009, 06:09:54 AM » |
|
Bahut Khoob Salil, 2Good freind, wht a come back, Shally. thanks shally dear hows uncle now.............. woh laut aaye meri taraf main yeh nahin chahta main oose toote huye dekhna nahin chahta oose bata kyun nahin dete kii main fana ho chuka hoon woh mit haaye meri yaad main yeh main nahin chahta
|
|
|
Logged
|
|
|
|
salil2002
Guest
|
|
«Reply #6 on: January 12, 2009, 06:13:11 AM » |
|
Wah Wah Jawab Nahi IS andaze bayan kya salil bhai !! ab kya tarif karen is kalam ki alfaz hi nahi hai !! ye la jawab hai mere bhai !!
Qadeer toopchi
thanka bhai jaan koi muskura oothta hai dekh kar dard mera toh main khafa nahin hota yaaron mujhe yakeen hai kii dil uska bhi toota hoga lekin yeh toh dard chhupaane kii ada hai yaaron
|
|
|
Logged
|
|
|
|
k.shael
Guest
|
|
«Reply #7 on: January 12, 2009, 06:20:03 AM » |
|
thanks shally dear hows uncle now..............
woh laut aaye meri taraf main yeh nahin chahta main oose toote huye dekhna nahin chahta oose bata kyun nahin dete kii main fana ho chuka hoon woh mit haaye meri yaad main yeh main nahin chahta
Ur welcome Freind, & Papa is now fine... Shally.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
salil2002
Guest
|
|
«Reply #9 on: January 12, 2009, 06:33:20 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
honeyrose
Guest
|
|
«Reply #10 on: January 12, 2009, 06:43:21 AM » |
|
kaise ho sis ............thanks for sharing a nice one
bharte hai zakhm nasoor ka ilaaz nahin hota is duniya main har har chehra benaqaab nahin hota dil main kuch chehre par kucch dekhlaate hain gale lag kar peeth main khanjar ghonp jaate hain
Shukriya salil bro zindagi chal rahi hai...
Zakhm dene wale muskura kar chale gaye Mere aarmano ka qatl karke chale gaye Mat poocho ke kitna tadpe hai inn dino Woh mere dil mein zakhmon ke nishaan chod gaye
______________HR________
|
|
|
Logged
|
|
|
|
salil2002
Guest
|
|
«Reply #11 on: January 12, 2009, 06:55:20 AM » |
|
Shukriya salil bro zindagi chal rahi hai...
Zakhm dene wale muskura kar chale gaye Mere aarmano ka qatl karke chale gaye Mat poocho ke kitna tadpe hai inn dino Woh mere dil mein zakhmon ke nishaan chod gaye
______________HR________ kya baat hai di log kehte hai kii yahan kabra hai kissii aashiq kii aur wahi log oose raund kar chalte hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
honeyrose
Guest
|
|
«Reply #12 on: January 12, 2009, 07:00:54 AM » |
|
kya baat hai di
log kehte hai kii yahan kabra hai kissii aashiq kii aur wahi log oose raund kar chalte hain
Wah wah bro dear..
Mere shaadi pe doli sajane woh aaye the Mere janaze tak toh phool barsana to aa jaate...
__________HR_______-
|
|
|
Logged
|
|
|
|
salil2002
Guest
|
|
«Reply #13 on: January 12, 2009, 07:23:29 AM » |
|
Wah wah bro dear..
Mere shaadi pe doli sajane woh aaye the Mere janaze tak toh phool barsana to aa jaate...
__________HR_______- saza kar teri doli hum na laute kabhi log kehte hai kii mitti oothi thi meri
|
|
|
Logged
|
|
|
|
honeyrose
Guest
|
|
«Reply #14 on: January 12, 2009, 07:33:07 AM » |
|
saza kar teri doli hum na laute kabhi log kehte hai kii motti oothi thi meri
Humne bhi chahat mein loota diya saara jahan Aapne armano ko dafna kar ban gaye be-jaan..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|