mere yaar kii basti thi

by salil2002 on January 12, 2009, 05:43:59 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 2420 times)
salil2002
Guest
«Reply #15 on: January 12, 2009, 07:44:58 AM »
Humne bhi chahat mein loota diya saara jahan
Aapne armano ko dafna kar ban gaye be-jaan..


bahut achche


maut toh na chahi thi kabhi humne teri
tere hisse kee sazayein toh apne naam kii thi
socha tha teri aankhon se dekhoonga ab yeh duniya
kya pata tha mere saath teri aankhen bhi band hogi

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mere Yaar Ki Ada by bobby.soni in Shairi - E - Zindagi
Basti Me Rahne Wale Hi Basti Jalate Rahe by @kaash in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
aye mere yaar mere pyar by saahill in Miscellaneous Shayri
Jal rahi hai basti basti.....soudagar by soudagar in Shayari-e-Parastish « 1 2  All »
MUT AAO BASTI MEIN MERE by babasatyajaunpuri in Shairy-E-Watan
honeyrose
Guest
«Reply #16 on: January 12, 2009, 07:51:45 AM »
bahut achche


maut toh na chahi thi kabhi humne teri
tere hisse kee sazayein toh apne naam kii thi
socha tha teri aankhon se dekhoonga ab yeh duniya
kya pata tha mere saath teri aankhen bhi band hogi



Nice lines bro...

Mar chuke the us din jis din tumse mile the
Warna iss dard-e-tanhai mein kya rakha hai
Mitt chuke the tumari ishq mein iss tarah
Warna iss dil mein tumari yaadon ke siwa kya rakha hai
Logged
salil2002
Guest
«Reply #17 on: January 12, 2009, 08:01:01 AM »
Nice lines bro...

Mar chuke the us din jis din tumse mile the
Warna iss dard-e-tanhai mein kya rakha hai
Mitt chuke the tumari ishq mein iss tarah
Warna iss dil mein tumari yaadon ke siwa kya rakha hai


yaar ab toh kalam bhi ruk rahi hai meri

maut k baad bhi zinda rahi hasrate meri
mar k bhi chen na haasil ho paaya tha
jaan baaki thi shyad mere jism mein
jab tumne mujhe mitti mein dafnaya tha
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #18 on: January 12, 2009, 08:15:00 AM »
yaar ab toh kalam bhi ruk rahi hai meri

maut k baad bhi zinda rahi hasrate meri
mar k bhi chen na haasil ho paaya tha
jaan baaki thi shyad mere jism mein
jab tumne mujhe mitti mein dafnaya tha


wonderfull lines hmm mein bhi likhte jaa rahi hoon

Mere zindagi tumare saath judh gaye hai
Marne ke bhi meri rooh tumare jism se mil gaye hai
Aur na tarsao ke aab ye zindagi bhi bekar ho gaye hai
Tumse milne ki chahat mein ro-ba-rooh behak gaye hai
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #19 on: January 12, 2009, 11:54:28 AM »
Bohat Khoob Subhan_allah maza aa gaya yaar.... Clapping Smiley
Logged
Roja
Guest
«Reply #20 on: January 12, 2009, 12:09:47 PM »
Salil and Honey dear... bahut accha likha hai dono ne...

Bade dhoom se utega mere pyar ka janaza
Vo baraat meri lane ko keh raha hai..
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #21 on: January 12, 2009, 12:52:53 PM »
Thanks Roja...nice lines dear...

Kahan chale gaye hain mujhe tanha chorh ke
Kya jawab dete hum aapne dard simat ke
Waqt ke saath tum bhi na badal jaana
Mujhe phek na dena khilona samjh ke

________Honeyrose________
Logged
salil2002
Guest
«Reply #22 on: January 13, 2009, 10:01:18 AM »
Salil and Honey dear... bahut accha likha hai dono ne...

Bade dhoom se utega mere pyar ka janaza
Vo baraat meri lane ko keh raha hai..


bahut achche roja di
chalo khel kar toh dekho mohabbat kii baazi
kehte hai kii isme haarne pe bhi sukoon aata hai........
Logged
salil2002
Guest
«Reply #23 on: January 13, 2009, 10:05:36 AM »
Thanks Roja...nice lines dear...

Kahan chale gaye hain mujhe tanha chorh ke
Kya jawab dete hum aapne dard simat ke
Waqt ke saath tum bhi na badal jaana
Mujhe phek na dena khilona samjh ke

________Honeyrose________


bahut khoob di

Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:21:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer