MERI ANKHOHN SE ANSOO [Asghr]

by Asghr on February 16, 2009, 04:15:12 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1376 times)
Asghr
Guest
MERI ANKHOON SE GHR ANSOO BARSTE HAIN BARSNE DAU
TUMAIN KYA AGHR YEH MILNE KO TARSTE HAIN TARSNE DAU
MERE DIL SE TUMAIN BHAIR KYON HAI YEH TAU BATLA DAU
BLAA SE MERE ZAKHAM RISTE HAIN  RISNE DAU
ILAAJ-E-ZAKHAM-E-DIL TUM KO HEE KARNA HAI CHALE AAHO
SITUM K TEER AGHR HUM PAR BARSTE HAIN  BARSNE DAU
HAMARE HOSLAY DEKHO ASEERI MAIN B HANSTE HAIN
BICHAAO JAAL TUM APNE JO HUM PHANSTE HAIN PHANSNE DAU
WAFA SHAIVA HAMAR HAI WAFA HUM KARTE REHTE HAIN
HAMARE HAL PAR LAUG GHR HANSTE HAIN HANSNE DAU
MOHABAT KI AADALAT MAIN HAMARI PAISHI KYA HO GI
HAMARE NAAM K PARCHE GHR KAT-TE HAIN KATNE DAU
TUM KO HEE CHAA HAI SIRF TUM KO HEE CHAAYAIN GAI
JO LAUG HAMARI MOHABAT SE JALTE HAIN JALNE DAU
TERI FURQAT NE DIVANA BANA DALA HAI ASGHR KO
YEH DIN NAAG BAN KAR DASTE HAIN DASNE DAU
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ansoo by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 17 18 »
KHUDA SUNH LAITA HAI DUA MERI [Asghr] by Asghr in Shayri for Khumar -e- Ishq
MERI MOHABAT KHAAS HAI[Asghr] by Asghr in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
MERI SHAYARI.....Asghr by Asghr in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Meri diary..............Asghr by M.ASGHAR MIRPURI in Love Poetry in Punjabi
Talat
Guest
«Reply #1 on: February 16, 2009, 09:13:11 PM »
Bohot Khoob Asghr Ji  Applause Applause Applause

Logged
Talat
Guest
«Reply #2 on: February 16, 2009, 09:32:27 PM »
MERI ANKHOON SE GHR ANSOO BARSTE HAIN BARSNE DAU
TUMAIN KYA AGHR YEH MILNE KO TARSTE HAIN TARSNE DAU
MERE DIL SE TUMAIN BHAIR KYON HAI YEH TAU BATLA DAU
BLAA SE MERE ZAKHAM RISTE HAIN  RISNE DAU
ILAAJ-E-ZAKHAM-E-DIL TUM KO HEE KARNA HAI CHALE AAHO
SITUM K TEER AGHR HUM PAR BARSTE HAIN  BARSNE DAU
HAMARE HOSLAY DEKHO ASEERI MAIN B HANSTE HAIN
BICHAAO JAAL TUM APNE JO HUM PHANSTE HAIN PHANSNE DAU
WAFA SHAIVA HAMAR HAI WAFA HUM KARTE REHTE HAIN
HAMARE HAL PAR LAUG GHR HANSTE HAIN HANSNE DAU
MOHABAT KI AADALAT MAIN HAMARI PAISHI KYA HO GI
HAMARE NAAM K PARCHE GHR KAT-TE HAIN KATNE DAU
TUM KO HEE CHAA HAI SIRF TUM KO HEE CHAAYAIN GAI
JO LAUG HAMARI MOHABAT SE JALTE HAIN JALNE DAU
TERI FURQAT NE DIVANA BANA DALA HAI ASGHR KO
YEH DIN NAAG BAN KAR DASTE HAIN DASNE DAU

Asghr Ji,

Aap ke ek ek sher ka jawab dene ki koshish ki hai, pata nahin kahan tak kaamyaabi mili hai !!

Aankhon main bhala unki aansoo kaise dekhe.n hum
Tadap unki, tadap apni, tadapta kaise dekhe.n hum

Tumhara dil, humara dil, tumhara zakhm, humara zakhm,
Takleef dil pe hoti hai, rista kaise dekhe.n hum

Har sitam hum unka khud apne dil pe kha lenge,
Teer-o-nashtar chalte hain, chalta kaise dekhe.n hum

Ye dil tera, ye hum tere, aseeri main hai jaane kaun,
Tum hi ab tanz karte ho, karta kaise dekhe.n hum

Wafa teri, wafa meri, na is main khot hai koi,
Zamana hum pe hansta hai, hansta kaise dekhe.n hum

Mohabbat ne rulaaya hai, teri aankhon main aansoo hai
Tumhi to meri hasti ho, sisakta kaise dekhe.n hum

Mohabbat pe tumhaari naaz hum ko hai, magar Jaana.n
Tumhara dil behakta hai , behakta kaise dekhe.n hum

Meri ulfat ne kar daala jo deewaano sa ab tujh ko,
Darr darr tu bhatakta hai, bhatakta kaise dekhe.n hum !!
Logged
Asghr
Guest
«Reply #3 on: February 16, 2009, 09:55:23 PM »

Tumhara dil behaktahai , behakta kaise dekhe.n hum

Meri ulfat ne kar daala jo deewaano sa ab tum ko,
Darr darr tu bhatakta hai, bhatakta kaise dekhe.n hum !!
CELMIRA JI AAP NE JO KUCH LIKHA MAIN NE BAR BAR PADA HAR BAAR PEHLE SE KHOOBSOORAT LAGTA THA KHUDA KARE AAP ISSI TARAH K GULDASTE BANATI REHAIN AUR KHUSHBOO BKHAIRTI REHAIN.ASGHR
Logged
Asghr
Guest
«Reply #4 on: February 16, 2009, 10:01:04 PM »
Asghr Ji,

Aap ke ek ek sher ka jawab dene ki koshish ki hai, pata nahin kahan tak kaamyaabi mili hai !!

Aankhon main bhala unki aansoo kaise dekhe.n hum
Tadap unki, tadap apni, tadapta kaise dekhe.n hum

Tumhara dil, humara dil, tumhara zakhm, humara zakhm,
Takleef dil pe hoti hai, rista kaise dekhe.n hum

Har sitam hum unka khud apne dil pe kha lenge,
Teer-o-nashtar chalte hain, chalta kaise dekhe.n hum

Ye dil tera, ye hum tere, aseeri main hai jaane kaun,
Tum hi ab tanz karte ho, karta kaise dekhe.n hum

Wafa teri, wafa meri, na is main khot hai koi,
Zamana hum pe hansta hai, hansta kaise dekhe.n hum

Mohabbat ne rulaaya hai, teri aankhon main aansoo hai
Tumhi to meri hasti ho, sisakta kaise dekhe.n hum

Mohabbat pe tumhaari naaz hum ko hai, magar Jaana.n
Tumhara dil behakta hai , behakta kaise dekhe.n hum

Meri ulfat ne kar daala jo deewaano sa ab tujh ko,
Darr darr tu bhatakta hai, bhatakta kaise dekhe.n hum !!
KAMYABI KYA CELMIRA JI MAIN HAR GYA AAP JEET GAI YEH MAIN AAP KO KHUSH KARNE LIYE NAHIKEH RAH DAIKHNA JO KOI ISSE PADE GA WO AAP KO VOTE DE GA.ASGHR
Logged
Asghr
Guest
«Reply #5 on: February 17, 2009, 08:03:36 PM »
MERI ANKHOON SE GHR ANSOO BARSTE HAIN BARSNE DAU
TUMAIN KYA AGHR YEH MILNE KO TARSTE HAIN TARSNE DAU
MERE DIL SE TUMAIN BHAIR KYON HAI YEH TAU BATLA DAU
BLAA SE MERE ZAKHAM RISTE HAIN  RISNE DAU
ILAAJ-E-ZAKHAM-E-DIL TUM KO HEE KARNA HAI CHALE AAHO
SITUM K TEER AGHR HUM PAR BARSTE HAIN  BARSNE DAU
HAMARE HOSLAY DEKHO ASEERI MAIN B HANSTE HAIN
BICHAAO JAAL TUM APNE JO HUM PHANSTE HAIN PHANSNE DAU
WAFA SHAIVA HAMAR HAI WAFA HUM KARTE REHTE HAIN
HAMARE HAL PAR LAUG GHR HANSTE HAIN HANSNE DAU
MOHABAT KI AADALAT MAIN HAMARI PAISHI KYA HO GI
HAMARE NAAM K PARCHE GHR KAT-TE HAIN KATNE DAU
TUM KO HEE CHAA HAI SIRF TUM KO HEE CHAAYAIN GAI
JO LAUG HAMARI MOHABAT SE JALTE HAIN JALNE DAU
TERI FURQAT NE DIVANA BANA DALA HAI ASGHR KO
YEH DIN NAAG BAN KAR DASTE HAIN DASNE DAU
Logged
Pooja
Guest
«Reply #6 on: February 17, 2009, 08:07:15 PM »
Asghr ji,,, jab apki yah kavita padni shuru ki to pahli 6 lines ke baad mujhse parra nahi gaya...ab phir se himmat ki hai parrne ki ... bahoot dard hai... aor kaya likhu shabd nahi hai mere pass

Celmira bahoot acha likha hai apne...bahoot ache se sath diya hai Asghr ji ki kavita ka... Good work
Logged
Asghr
Guest
«Reply #7 on: February 17, 2009, 08:17:51 PM »
Asghr ji,,, jab apki yah kavita padni shuru ki to pahli 6 lines ke baad mujhse parra nahi gaya...ab phir se himmat ki hai parrne ki ... bahoot dard hai... aor kaya likhu shabd nahi hai mere pass

Celmira bahoot acha likha hai apne...bahoot ache se sath diya hai Asghr ji ki kavita ka... Good work
KISI KI YAAD MAIN KHO KAR JANAAB LIKHTA HOOHN
       MAIN NAHIN JANTA ACHA YA KHRAB LIKHTA HOOHN
SHKRIYA POOJA JI,AUR CELMIRA NE JO LIKHA ITS OUT OTHIS WORLD.ASGHR
Logged
Talat
Guest
«Reply #8 on: February 17, 2009, 08:54:33 PM »
Bohot bohot shukriya Asghr Ji...aapne is qadar izzat di....itna pasand kiya....magar aap ki shayari behtareen hai...bas yunhi likha karen yahan.......

Thanks a lot Pooja
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #9 on: February 18, 2009, 03:37:17 PM »
Waah Ashgr Bhaiya Kya Khoob Likha Hia, Ek Ek Line Kamaal Ki Hai,.

Aur Shayad ye Maine Pehli Baad Itni Lines waala Aapka poem Parda Hai,.

Nice One Bhai,.

Aur Talat Behna Aapka Bhi Jawaab Nahi, Har Line Mashallah Bohat Achchi Hai,.
Logged
salma786
Guest
«Reply #10 on: February 18, 2009, 04:03:45 PM »
Very nice asghr ji Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
salma786
Guest
«Reply #11 on: February 18, 2009, 04:07:19 PM »
Apne bhi bahoot hi acha likha hai Talat sis Usual Smile
Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Asghr
Guest
«Reply #12 on: February 18, 2009, 07:11:27 PM »
JAANASHEEN BHAI KHUDA AAP KO KHUSH RAKHAY JO HOSLA AFZAKAR DAITE HAIN.ASGHR
Logged
Asghr
Guest
«Reply #13 on: February 18, 2009, 07:13:15 PM »
SALMA JI SDAA KHUSH REHAIN JO MUJH JAISE INSAN KI HOSLA AFZAI KAR DAITE HAIN.ASGHR
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 10:04:52 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer