Meri Barbadi Ka Sabab Mat Pucho.

by majid on May 16, 2008, 12:48:43 PM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 4771 times)
Rajbir
Guest
«Reply #15 on: May 18, 2008, 09:37:06 AM »
Roshuuuuuuuuuuuuuuuuuuu

muaaahhhhhhhhhhhh ! Applause Applause Applause

superbbbbbbbbbb ! Poorani Roshu jaag gayi Winking
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Meri Barbadi Ki Daastan Sunane Se Pehle..................... by waheed_rose2004 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Meri Barbadi........Rishi by Rishi Agarwal in Shayri for Dard -e- Judai
meri barbadi ka jasn by mkv in Share:Poetry of Betrayel
~princess~
Guest
«Reply #16 on: May 18, 2008, 09:40:06 AM »
Thanks Thanks  angel11
Logged
~princess~
Guest
«Reply #17 on: May 18, 2008, 09:59:04 AM »
Sorryyyyy inne time bad post ki na to forgot to ryth ke Modify ki thi......tongue3 sowieeeeeee
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #18 on: May 18, 2008, 10:01:02 AM »
lal lu muaahhhh !
Logged
syednaami
Guest
«Reply #19 on: May 18, 2008, 11:53:25 AM »
Yeh lo Majid sahab...Apke liye phir se Likhna shuru kiya humesha rote ho na..reply nai karti hu MODIFIED hai but kuch to hia na..khush raho hehe tongue3

Kachi Deewar Hoon Thokar Na Lagana Mujhko
Apni Nazron Mai Basa Kar Na Giraana Mujhko
...................
Muflisi ke Zamane mein bhi khushiyan Thi tere sang
Shaan-O-Saukat pa kar Tanhai se na sajana Mujhko
...


Never been to this now I know you are what you were....  Thumbs UP
Logged
~princess~
Guest
«Reply #20 on: May 18, 2008, 11:56:34 AM »

Kachi Deewar Hoon Thokar Na Lagana Mujhko
Apni Nazron Mai Basa Kar Na Giraana Mujhko nm
...................
Muflisi ke Zamane mein bhi khushiyan Thi tere sang
Shaan-O-Saukat pa kar Tanhai se na sajana Mujhko---Ya this is written by me..

Thank u syed
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #21 on: May 18, 2008, 12:23:25 PM »
har koi apni zindagi ke un barbaad lamho ko yaad karke rota kyu hai
jo usne kiya uska naam khuda kyu deta hai
jo woh karta hai uska sila khuda ka naam dekar kyu badnaam karta hai
kya yahi barbaadi ka naam hai khuda toh tumko duniya deta
or jo tum karte uska sila tum khuda ka naam dekar karte
jo tumne kiya usko tum apni galti kyu nahi mante
jo khuda ne insaaf kiya uska tum galat matlab nikalkar khuda ko bura kyu banate
barbaadi or zindagi mein kya antar jo tum zindagi mein barbaadi karte ho wahi zindagi barbaadi hoti hai samjhe khuda toh bas yahi sabab chahta jo tum karte wahi tumhara phal hota ...............

**********************************MUSKAN***********************
Logged
syednaami
Guest
«Reply #22 on: May 18, 2008, 12:58:16 PM »
Well done Muskaan, Well done Roshini
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #23 on: May 18, 2008, 01:04:49 PM »
thanks syed nami ji
magar aap well done kaheke kaise ja rahe hai
kuch shayari bhi likhiye khali haath chale ja rahe the
***********************************MUSKAN*********************
Logged
syednaami
Guest
«Reply #24 on: May 18, 2008, 04:00:17 PM »
Quote from: Shihab
Apni Barbadiyon Ka Yun Hi Jashn Manate Hai.
Main Aur Tanhaayi Ik Duje Ka Saath Nibhate Hai.
Karke Yun Hi Bayaan Lafzo Main Haal.e.Dil Apna
Bus Aksar Mehfilon Main Logon Ka Dil Behlaate Hai

Barbaad jeevan men yaadon ne lagaya mela hai, -
Tanhai men maine ashkon se khud ko bahlaya hai, -
Haal-e-dil ab sunaane se konsi tasalli millegi, -
Veeran Mahfilon se hi man ko sukoon ab aaya hai. -


(Syed Naami)
Logged
thycreator
Guest
«Reply #25 on: May 18, 2008, 05:16:21 PM »
wow 2 good bohat pyaar likha hai lagey rahi..hmhm

Apni Barbadiyon Ka Yun Hi Jashn Manate Hai.
Main Aur Tanhaayi Ik Duje Ka Saath Nibhate Hai.
Karke Yun Hi Bayaan Lafzo Main Haal.e.Dil Apna
Bus Aksar Mehfilon Main Logon Ka Dil Behlaate Hai



Bahut bahut shukriya shihab ji.....and  a nice one from you too.
Logged
redwhitegang
Guest
«Reply #26 on: May 18, 2008, 06:42:35 PM »
Zindagi Ko bus Yun Hi Guzar Baitha Hoon
Ha Har Khushi Se Aaj Anjaan Baitha Hoon.
 
Har Dar Se Lauta Hoon Aaj Na Umeed Hokar
Ki Har Rishtey Ko Aaj Pehchan Baitha Hoon.

Aankh Yun To Meri Bhi Num Hai Aaj Yahan.
Fir Bhi Hothon Pe Muskan Sajaaye Baitha Hoon.
 
Yun Mehfilo Main Meri Barbadi Ka Sabab Mat Puchho
Kahin Apno Ke Naam Dil Main Chhupaaye Baitha Hoon.


Bohot Khub Majid Usual Smile
Logged
k.shael
Guest
«Reply #27 on: May 19, 2008, 07:37:40 AM »
HAME AAP KA LIKHA KALAM BAHUT PASAND AAYA ISS LIYA
USE SARAHA....
AACHE KAAM KI TAARRIFF TO HOGI HI,
SO KEEP EXCELLENT WORK,
& I'M A GIRL SO PLZ DON'T USE SHAEL SAHIB FOR ME,
ONLY USE K.SHAEL,
THANX....


Bohat Bohat Shukariya Shael Saheb
Ji Insa ALLAH Kuch Banta Raha To
Jarur Aapki Nazar Karte Rahenge...
Logged
~princess~
Guest
«Reply #28 on: May 24, 2008, 05:18:28 PM »
Oye Nautanki Bina Drama Kiye Nahi Likh Sakti Kya?
Kher Shukaria ji Shukaria Jaankar Achha Laga Ki
Aapne Humare Kehne Par Likha Thanks..
Aur Haan Aapne Bohat Pyaara Likha Hai..Lagey Raho....


Ao to sahi..drama karke dikhati hu..

waise thanks tongue3
aapko bhi likhna padega...warnaaaaaaa
Logged
syednaami
Guest
«Reply #29 on: May 27, 2008, 05:14:59 PM »
Wah Shihab baba Wah, Very nice.... Aur bhi ziyada kalaam paish karo
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 01:11:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer